sarfira
Guest
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 13, 2012, 08:38:50 AM » |
|
Vaah Vaaah sarfira ji.. bahut khoob.. badi khoobsurti se dil ke jajbaat bayaan kiya hai aapne.. my best wishes..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: May 13, 2012, 08:45:17 AM » |
|
bilkul nahee rokoongaa jo jee men aaye karo par ek rau zaroor doongaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 13, 2012, 08:50:38 AM » |
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
mujhe to wahi apna puraana sarfira laa ke do. main kuch nahin jaanti kahaan ko gya hai wo.bataao mujhe...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 13, 2012, 09:28:09 AM » |
|
hahaha-- mene socha ki sab aajkal yahan se jaane ki baat be-baat kar rahen-- to kyun na mai bhi behti nadiyan me thora sa tair lun (haalanki i dono swimming) aap sab ka sukriya aur Sheba ji--ye naye kapdon me purana sfira hi h--durbin se dekho aap Parwaz Bro--aap bhi kamaal kitta si--gham ke vadiyaan aur mai Dushman dusmann h ullaaa be happ aal and thanxxx -- MKV and Saini sahab ek saaal aap dono se--aap dono ki !RAU! mere !RAU! se jada kaise !!??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 13, 2012, 09:38:49 AM » |
|
hahaha-- mene socha ki sab aajkal yahan se jaane ki baat be-baat kar rahen-- to kyun na mai bhi behti nadiyan me thora sa tair lun (haalanki i dono swimming) aap sab ka sukriya aur Sheba ji--ye naye kapdon me purana sfira hi h--durbin se dekho aap Parwaz Bro--aap bhi kamaal kitta si--gham ke vadiyaan aur mai Dushman dusmann h ullaaa be happ aal and thanxxx -- MKV and Saini sahab ek saaal aap dono se--aap dono ki !RAU! mere !RAU! se jada kaise !!?? bewakuf kahin ke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 13, 2012, 09:46:29 AM » |
|
aare waah -- aapko pata kaise chala aakhir-!!? mene to suna tha ki-- khubsurati aur dimaag ek dusre ke kattar satru hain!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
theyash
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 13, 2012, 10:03:27 AM » |
|
bahut khoob sarfiraji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #9 on: May 13, 2012, 10:58:33 AM » |
|
boht khub janab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 13, 2012, 11:00:45 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 13, 2012, 11:15:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Quateel Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 13, 2012, 01:43:34 PM » |
|
Ek rau dene de na rok mujhe!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
akashsharma1990
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 13, 2012, 06:35:27 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kohinoor
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 14, 2012, 01:44:46 AM » |
|
jaane de ab na rok mujhe gaane de na rok mujhe--
ulajha hun abhi khud ko behlane me julfen jara sanwaar de na rok mujhe--
ye waqt ka takaaza hai aashiyan duja sajaane de na rok mujhe--
mil bethe the sang ajnabee kisi ko apna banaane de na rok mujhe--
pahucha kahi aur tha chala kahin manzil khud ko dikhane de na rok mujhe--
ye saaz o saaman dikhave ke koi dhang ka saaz bajaane de na rok mujhe--
kho gaya hai wo kahin jo tha kabhi sarfira ab duniya nayee basaane de na rok mujhe-- !! !!
bahut khoob sf... Nyi duniya bsana...mai aaungi ghoomne.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|