*Nafrat ki hud* - RH

by Rajesh Harish on February 21, 2009, 02:05:28 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1987 times)
Rajesh Harish
Guest
Reply with quote
Nafrat ki bhi ek apni hud hoti hai
Jo har koi kabhi na kabhi karta hai
Usne to us hud ko bhi paar kar di hai
Ki nazre utha kar hume dekhti nahin hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
NAFRAT by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
NAFRAT !!! by yaad in Shayri for Dard -e- Judai
NAFRAT by srikant in Shayri-E-Dard
nafrat by Singh is king in Shairi - E - Zindagi
nafrat by salil2002 in Shayri-E-Dard
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: February 21, 2009, 02:08:46 PM »
Reply with quote
Nafrat ki bhi ek apni hud hoti hai
Jo har koi kabhi na kabhi karta hai
Usne to us hud ko bhi paar kar di hai
Ki nazre utha kar hume dekhti nahin hai


Bohat khoob Rajesh ji...

Yaadein ruk nahi humare rukne se
Dil samjhta nahi kisi ke samjane se
Laut jaane ko kyun dil bekar hai fir se
Aaj toh unke gali se guzar hai fir se
Logged
salma786
Guest
«Reply #2 on: February 21, 2009, 02:15:50 PM »
Reply with quote
Bahoor khoob harish ji Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: February 21, 2009, 02:19:14 PM »
Reply with quote
Shukriya Salma Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: February 21, 2009, 02:20:02 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Rajesh ji...

Yaadein ruk nahi humare rukne se
Dil samjhta nahi kisi ke samjane se
Laut jaane ko kyun dil bekar hai fir se
Aaj toh unke gali se guzar hai fir se

Thanx Honey Ji
N nice lines

Yaad kar liya hota to kuch raahat hoti dil ko
Par use nafrat ke siwa kuch soojhta hi nahi
Dil mein shayad bekaraari rahi hogi unki
Par yunhi chupa le gayee nafrat ki hud mein
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: February 21, 2009, 02:21:19 PM »
Reply with quote
very nice honey ji Applause

Unse kya gila kare bewafaai ki,
Hum khud hi unke kadmo me girte chale gaye,
Jo uthane ki hasrat huyi thi khud ko,
Hum nafrat ke andhere me ghirte chale gaye!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: February 21, 2009, 02:22:59 PM »
Reply with quote
Thanx Honey Ji
N nice lines

Yaad kar liya hota to kuch raahat hoti dil ko
Par use nafrat ke siwa kuch soojhta hi nahi
Dil mein shayad bekaraari rahi hogi unki
Par yunhi chupa le gayee nafrat ki hud mein


Bohat khoob nice lines Rajesh ji...

Bikar chuki hoon aab koi umeed nahi hai zindagi se
Toot gaye hai woh dosti koi umeed nahi hai zindagi se
Koi nahi hai jise samjaon aapna haal-e-dil ki tammana
Aaj bezzat hue hai saare duniya ke samne koi umeed nahi hai zindagi se
Logged
1234jamil
Guest
«Reply #7 on: February 21, 2009, 02:27:35 PM »
Reply with quote
SALMAJI KE LIYE

Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal
Log Tufaan Uthaa Denge Mere Sath Na Chal,

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal,

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,

Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….

THIS IS JAMIL

*Edited by Monitor*

NOT MINE
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: February 21, 2009, 02:28:35 PM »
Reply with quote
very nice honey ji Applause

Unse kya gila kare bewafaai ki,
Hum khud hi unke kadmo me girte chale gaye,
Jo uthane ki hasrat huyi thi khud ko,
Hum nafrat ke andhere me ghirte chale gaye!

Very nice salma ji...

 
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: February 21, 2009, 02:32:53 PM »
Reply with quote
very nice honey ji Applause

Unse kya gila kare bewafaai ki,
Hum khud hi unke kadmo me girte chale gaye,
Jo uthane ki hasrat huyi thi khud ko,
Hum nafrat ke andhere me ghirte chale gaye!
Nice one Salma Ji
Gila na karna kabhi kisi bewafa se
Unke andaaz hi aise hua karte hain
Uthne walon ko bhi gira detein hain
Hudon ko paar karten hain nafrat mein
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: February 21, 2009, 02:34:21 PM »
Reply with quote
Bohat khoob nice lines Rajesh ji...

Bikar chuki hoon aab koi umeed nahi hai zindagi se
Toot gaye hai woh dosti koi umeed nahi hai zindagi se
Koi nahi hai jise samjaon aapna haal-e-dil ki tammana
Aaj bezzat hue hai saare duniya ke samne koi umeed nahi hai zindagi se

Shukriya Honey Ji
N lovely lines
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: February 21, 2009, 02:36:02 PM »
Reply with quote
Shukriya Honey Ji
N lovely lines

Shukriya Rajesh ji..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: February 21, 2009, 02:57:58 PM »
Reply with quote
Bohat khoob nice lines Rajesh ji...

Bikar chuki hoon aab koi umeed nahi hai zindagi se
Toot gaye hai woh dosti koi umeed nahi hai zindagi se
Koi nahi hai jise samjaon aapna haal-e-dil ki tammana
Aaj bezzat hue hai saare duniya ke samne koi umeed nahi hai zindagi se


NirAASHAA ke anth mein aashaa hai
Tu ummeed ki dor tootne dena nahi
Samajhne wala to mil kai jate hain
Par samjhane wale ki zaroorat hai

Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: February 21, 2009, 03:15:51 PM »
Reply with quote
Nice one Salma Ji
Gila na karna kabhi kisi bewafa se
Unke andaaz hi aise hua karte hain
Uthne walon ko bhi gira detein hain
Hudon ko paar karten hain nafrat mein

Shukriya honey ji
Shukriya harish ji

Ab to tanhaiyo se mohabbat si hogai hai,
Jaise khud se hi bagawaat si hogai hai,
Kya kare khuda se ab fariyaad us bewafaa k liye,
Jise nafrat me jalne ki adaat si hogai hai !
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: February 21, 2009, 03:20:08 PM »
Reply with quote
SALMAJI KE LIYE

Tu Kisi Aur Ki Jaagir Hai Aai Jaan-e-gazal
Log Tufaan Uthaa Denge Mere Sath Na Chal,

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal,

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,

Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….

THIS IS JAMIL

Yeh dubara posting huyi kya?
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:11:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer