Nam hai mitti...........,,,,,,,Mamta Bajpai

by mamta bajpai on December 27, 2011, 09:15:19 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 813 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
Nam hai mitti nahee yaqeeN ab tak
khushq honi thee ye zameeN ab tak

gahare paithaa hai goshaa e dil me
pyaar kaa tukhm ye haseeN ab tak

sirf zulfoN ke tere saaye haiN
haiN bahaareN kyuN dilnasheeN ab tak

ik jhalak dekhee tere jalwoN kee
tab se jhuktee rahee zabeeN ab tak

khoobsoorat hai woh magar saadaa
dekhee aisee na misl kaheeN ab tak

Mamta Bajpai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek baar to................mamta bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
AaNkheN............................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
De ke aawaaz koi ...........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Jaa b jaa Heer see .........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Khaamoshee ne sun lee hai..........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 27, 2011, 10:34:33 AM »
Reply with quote
Mamtaa Jee Aadaab!


Kia hi khub aur dilkash khayaaloN bhari gazal kahi hai
janab ... waah waah waah bahut khoob achchi gazal hai..

Sabhi ashar khoob rahe.. tahe dil se daad O mubarakbad kabul
kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile



Nam hai mitti nahee yaqeeN ab tak
khushq honi thee ye zameeN ab tak

Waah Mamtaa je gazab ka matla kaha hai jis simpt bhi
khayaaloN ki Parwaaz jaaye bade khoob aur gehre ahsaasat ko chu kar aaye.. Usual Smile
Behad khoob aur umdaa matlaa raha hazaaroN daad is matle par Usual Smile


gahare paithaa hai goshaa e dil me
pyaar kaa tukhm ye haseeN ab tak

Ula misre meiN shayad kuch speling mistakes haiN yaa phir
humari kam akhali ho sakti hai jo " gahare paitha" ke mayne samjh nahi paaye Huh?


sirf zulfoN ke tere saaye haiN
haiN bahaareN kyuN dilnasheeN ab tak

waah waah bahut khoob... daad

ik jhalak dekhee tere jalwoN kee
tab se jhuktee rahee zabeeN ab tak

bahut khoob Mamtaa jee achcha sher hai daad ,, haaN jabeeN
hoti hai zabeeN nahi..


khoobsoorat hai woh magar saadaa
dekhee aisee na misl kaheeN ab tak

Waah jee kia hi khoob sher kaha hai daad daad daad Usual Smile

Mamta Bajpai

Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: December 27, 2011, 11:30:07 AM »
Reply with quote
Nam hai mitti nahee yaqeeN ab tak
khushq honi thee ye zameeN ab tak  Applause Applause Applause

gahare paithaa hai goshaa e dil me
pyaar kaa tukhm ye haseeN ab tak  Applause

sirf zulfoN ke tere saaye haiN
haiN bahaareN kyuN dilnasheeN ab tak  Applause Applause

ik jhalak dekhee tere jalwoN kee
tab se jhuktee rahee zabeeN ab tak  Applause Applause Applause

khoobsoorat hai woh magar saadaa
dekhee aisee na misl kaheeN ab tak  Applause Applause

Mamta Bajpai

Bahut khoob Mamta ji
 Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: December 27, 2011, 01:59:06 PM »
Reply with quote
wah wah
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #4 on: December 27, 2011, 03:32:20 PM »
Reply with quote
shukriyaa SF jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #5 on: December 27, 2011, 03:46:43 PM »
Reply with quote
Parwaaz jee! apne khule dil aur lafzoN ke khule khazaane se jo daad kee doulat aap ne humeshaa hum par lutai hai uske liye mai dil se mashkoor o mamnoon hoon......
meri moujoodah gazal me aap ne 'gahare paithaa' kaa meaning poochaa hai to iskaa matlab hai gahrai me samaa jaanaa'
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: December 28, 2011, 02:47:35 AM »
Reply with quote
nice
khushi na aayi jindgi mei meri ab tak
intazaar karu mei tera aakhir kab tak
Nam hai mitti nahee yaqeeN ab tak
khushq honi thee ye zameeN ab tak

gahare paithaa hai goshaa e dil me
pyaar kaa tukhm ye haseeN ab tak

sirf zulfoN ke tere saaye haiN
haiN bahaareN kyuN dilnasheeN ab tak

ik jhalak dekhee tere jalwoN kee
tab se jhuktee rahee zabeeN ab tak

khoobsoorat hai woh magar saadaa
dekhee aisee na misl kaheeN ab tak

Mamta Bajpai

Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: December 28, 2011, 11:37:21 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: December 29, 2011, 12:12:29 AM »
Reply with quote
bahut shukriyaa mkv!
Logged
Raqeeb
Guest
«Reply #9 on: December 29, 2011, 02:39:14 AM »
Reply with quote
Nam hai mitti nahee yaqeeN ab tak
khushq honi thee ye zameeN ab tak

gahare paithaa hai goshaa e dil me
pyaar kaa tukhm ye haseeN ab tak

sirf zulfoN ke tere saaye haiN
haiN bahaareN kyuN dilnasheeN ab tak

ik jhalak dekhee tere jalwoN kee
tab se jhuktee rahee zabeeN ab tak

khoobsoorat hai woh magar saadaa
dekhee aisee na misl kaheeN ab tak

Mamta Bajpai


Bohot Khoob Applause Applause Applause
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #10 on: December 29, 2011, 05:20:34 AM »
Reply with quote
shukriyaa Raqeeb!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #11 on: December 29, 2011, 05:21:31 AM »
Reply with quote
housalaa afzai kaa behad shukriyaa sunil jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #12 on: December 29, 2011, 05:22:43 AM »
Reply with quote
shukriyaa Manoj!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:32:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer