mkv
Guest
|
Uski aankhoN meN nashaa uski baatoN meN nashaa aisa deewaana kiyaa dekh paagal main huaa
mai akelaa tha jahaN vo akelee thee vaheeN dekhkar usne mujhe apni baahoN meN kasaa
door jitnaa mai gayaa paas vo aatee gayee uskee saaNso kee mahak kya bataaun thee dashaa
poochne mujhse lagee kya mujhe chaahte tum qaatilaana thee adaa maiN adaaoN meN faNsaa
ab sataane vo lagee door jaane vo lagee us haseena ne mujhe ban ke naagin saa dasaa
ghar ki light jab gayee aur garmee jo lagee khwaab toota thaa mera phir bhi chaaya thaa nashaa
uski yaadoN kaa ‘mukesh’ ab bhi hai tujhpe asar khwaab pyaara vo haseeN yaad aaye to nashaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 06, 2012, 05:38:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: October 06, 2012, 05:42:14 AM » |
|
mkv ji,
Achchha hai...likhte rahiye hardik shubhkaamnaayen.
Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #3 on: October 06, 2012, 06:02:33 AM » |
|
waah waah bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 06, 2012, 06:15:59 AM » |
|
Wah kya khwaab dekha hai MKV ji.....
Khwaab me haseena ne mujhe aesa kasaa kuch kar na sakha uske bhahon me fansaa
katil nigaon se apne mujhe aesa dasaa pura ka pura pigal gaya aesi hui dashaa
"NASHEELA KHWAAB" ka dekho kaisa hai nasha khwaab tootne par bhi ab tak aankhon me basaa..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 06, 2012, 07:33:05 AM » |
|
very nice mkv ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #7 on: October 06, 2012, 07:41:49 AM » |
|
Uski aankhoN me nashaa uski baatoN meN nashaa aisa deewaana kiyaa dekh paagal main huaa
mai akelaa tha jahaN vo akelee thee vaheeN dekhkar usne mujhe apni baahoN meN kasaa
door jitnaa mai gayaa paas vo aatee gayee uskee saaNso kee mahak kya bataaun thee dashaa
poochne mujhse lagee kya mujhe chaahte tum qaatilaana thee adaa maiN adaaoN meN faNsaa
ab sataane vo lagee door jaane vo lagee us haseena ne mujhe ban ke naagin saa dasaa
ghar ki light jab gayee aur garmee jo lagee khwaab toota thaa mera phir bhi chaaya thaa nashaa
uski yaadoN kaa ‘mukesh’ ab bhee tujhpe asar khwaab pyaara vo haseeN yaad aaye to nashaa
good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sahal
Umda Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:47 days, 3 hours and 51 minutes.
love is in the Air,but CuPiD is alone here.
Posts: 4410 Member Since: Sep 2012
|
|
«Reply #8 on: October 06, 2012, 08:10:05 AM » |
|
zabardast mkv ji ........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #9 on: October 06, 2012, 10:07:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 06, 2012, 11:26:31 AM » |
|
bohut khoob mkv jee mubarakbaad qubool kijiye,,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 06, 2012, 05:18:30 PM » |
|
Bahut bahut shukriya aapka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vimmi singh
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 06, 2012, 05:27:47 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 06, 2012, 05:36:30 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 06, 2012, 05:38:42 PM » |
|
door jitnaa mai gayaa paas vo aatee gayee uskee saaNso kee mahak kya bataaun thee dashaa
poochne mujhse lagee kya mujhe chaahte tum qaatilaana thee adaa maiN adaaoN meN faNsaa
Unko lootne se karaar milta hai Hume karar aata hai lutane mein gar vo hi nahi is jeevan mein Fir kyu lage hai ise bachane mein?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|