Nayi Aawaz

by thycreator on February 06, 2008, 08:02:01 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2015 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 29, 2008, 02:26:54 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nayi nayi shadi by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Nayi nayi Shadi ... by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
nayi nayi shadi by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
aawaz by kavyanjali in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Baate Kuchh Nayi Nayi Si...........Kasak & Touhid by Mohammad Touhid in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #16 on: April 29, 2008, 06:17:43 PM »
Reply with quote
thycreator, pooja, celmira, aap sab ne bohot umda likha he.
Celmira ji ne bade dino baad apne kalaam se nawaza, ummid he ye silsila jaari rahega.

Bade dukh ke saath ye Qubul karna padega ke thycreator ji ne jo baat kahi "aaj kal yahan pe log shayri mein kam aur games section mein zyada dikhte hain" Bilkul sach he.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: April 29, 2008, 11:10:07 PM »
Reply with quote
sayyid ji aor Amit ji,

kabhi kabhi mmod mai akele likha jaaata hai.. magar jayadatar likhne ke liye sath chaiye hota hai... games mai sath milta hai to waha likha jaata hai.. baki section mai bhi sath mile to aise hi likha jaaye!!

Logged
thycreator
Guest
«Reply #18 on: April 30, 2008, 02:49:37 AM »
Reply with quote
Kis tarah se wo amanush vayvahaaar main bhulaau
Bas main nahi yah man, kaise isko insaaniyat ka vishwaas dilaau
Likhne aai jab bhi yaha, her baar likh likh kar main mittaau
Shayad apki is post main, na jaane kab tak main na likh paau!!!


Amanush behaviour....aur main.....sad5

Badi hasrat se ek aawaz uthayi thi humne,
Toofano bhare bhawar mein roshani jalayi thi humne,
Koi toh haath badhaye, bachaye rakhe iss diye ko,
Iss sansar mein pyar ki duhai lagayi thi humne..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #19 on: April 30, 2008, 02:52:56 AM »
Reply with quote



Chalo ab nayi raahon pe chala jaaye,
Toote rishton ko bhool ke jiya jaaye

Na samjhe gar wo baat apni gila kaisa,
Shikwa-o-shikayat se door ab raha jaaye

Kaun deta hai saath, jab dhoop ho ghani,
Kuch ehtaram ab apne saaye ka kiya jaaye !!

Wah.....apki kalam boli finally...Usual Smile

Kab tak rahenge hum kissi ke aasare yahan,
Apne kadmon pe khade hone ka waqt aaya hai,
Laachar aankhon ko thokar hi mili hai jag se,
Jo ladta hai yahan,jahan ussi ne paaya hai...Usual Smile
Logged
thycreator
Guest
«Reply #20 on: April 30, 2008, 02:57:27 AM »
Reply with quote
thycreator, pooja, celmira, aap sab ne bohot umda likha he.
Celmira ji ne bade dino baad apne kalam se nawaza, ummid he ye silsila jaari rahega.

Bade dukh ke saath ye Qubul karna padega ke thycreator ji ne jo baat kahi "aaj kal yahan pe log shayri mein kam aur games section mein zyada dikhte hain" Bilkul sach he.

Sayyid ji........bahut bahut shukriya apka....lekin dukh iss bat ka hai ki apne khud bhi kuch nahi likha....

Nayi raahon mein chalo pehla kadam khud hi uthayen,
Soya hai jo shaksh yahan, usse hum aaj jagayen,
Aage badhen hunkaar le kar, nayi ek leher banayen,
Sath dekar ek dusare ka, bas aage badhte hum jayen...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: April 30, 2008, 12:34:18 PM »
Reply with quote
Amanush behaviour....aur main.....sad5

Badi hasrat se ek aawaz uthayi thi humne,
Toofano bhare bhawar mein roshani jalayi thi humne,
Koi toh haath badhaye, bachaye rakhe iss diye ko,
Iss sansar mein pyar ki duhai lagayi thi humne..

 BangHead BangHead :BangHead:apse kis ne kaha ki apne Amanush behaviour kiya hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #22 on: May 01, 2008, 05:32:04 AM »
Reply with quote
Ha ha ha Pooja ji, humne toh majak kiya tha...apne serious le liya...jawab kahan hai??
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: May 02, 2008, 05:19:45 PM »
Reply with quote
Lo ji hum preshan aor app hans rahe hai!! Not Fair Amit ji!!


Payar ki nadin kabhi gum ke sagar se atti nahi
Low kahi ander ho beshaq, ubhar kar atti nahi
Nai disha koi kaya dikhaye is jahan ko
Jab apni he koi disha samjh atti nahi

Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #24 on: May 02, 2008, 07:44:45 PM »
Reply with quote
Sayyid ji........bahut bahut shukriya apka....lekin dukh iss bat ka hai ki apne khud bhi kuch nahi likha....

Nayi raahon mein chalo pehla kadam khud hi uthayen,
Soya hai jo shaksh yahan, usse hum aaj jagayen,
Aage badhen hunkaar le kar, nayi ek leher banayen,
Sath dekar ek dusare ka, bas aage badhte hum jayen...

+++++++++++++++

Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: May 02, 2008, 08:18:05 PM »
Reply with quote
Bahoot khoob Sayyid hi
Logged
syednaami
Guest
«Reply #26 on: May 02, 2008, 10:50:00 PM »
Reply with quote
Pyar diya jiss ne sile men pyar hi paaya hai
Nafrat se bhala kon kab dilon ko jeet paaya hai

Har awaaz bane sach ki pehchaan aisa kam hi paaya hai
Khokhle jazbaat ko har awaaz par ubharte hi paaya hai


Ab to na hi koi shikwa hai na hi koi gham samaana hai
Nayi umangon ke saath lekar sabko naya jahan banaana hai

Insaaniyat ki khidmat ko apna sheva banaana hai,
Insaan dosti ka paighaam har taraf phailaana hai. -


(Syed Naami)

Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: May 02, 2008, 10:56:48 PM »
Reply with quote
wah wah kaya baat hai Sami ji!! Good creation!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #28 on: May 02, 2008, 11:40:13 PM »
Reply with quote
Aap jaise muhaqiq saath hain to creation compose karna aasan hota hai.
I am glad you liked it very much. Thanks so much.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: May 05, 2008, 10:27:58 PM »
Reply with quote
Insaaniyat ko ajj bhi kahin kahin zinda paaya hai
Dekh insaaniyat ko zinda, her baar dil rone ko ayya hai

Jab bhi kisi ne dosti ka hath agge badaya hai
Mere dil ne, kaya sawarth hai iska, yahi sawal uthaya hai

Shikawen itne zindagi se, ki zindagi gai hai seham
Kisi ke badte kadamo ko dekh kar, apne kadamo ko piche hataya hai

Insaaniyat ko ajj bhi kahin kahin zinda paaya hai
Dekh insaaniyat ko zinda, her baar dil rone ko ayya hai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 03:35:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer