Nazm : Kuch Suukhe Kuch Bheege Patte ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on September 19, 2010, 08:33:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1702 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Main
Chehre Ki Udaasi
Kaaghaz Pe Likh DooN ... !

Khol Rakhe Darwaaze Pe
Apna Thodha
Intezaar Rakh DooN ... !

Hawaa Me
Liipte
YaadoN Ke Pal
Kuch Suukhe
Kuch Bheege Patte
Khaali Din Ki
Kisi
Almaari MeN Rakh DooN ... !

Jaagi AankhoN Se
Bune Sapne Ko
Raat Jaise
UdherDti Dhaage
TukDeTukDe
Samet
Subhaa Tak
Hathelii Pe Rakh DooN ... !

Kaise
Apne Pyaar Ko
ToD
Mann Ki Daal Se
Aznabi Ke Saath Kar DooN ... !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nazm : Tuut'Te Kaanch ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nazm : Zindagi Ki SaanseN ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Aataa Kaise ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Do Jism ... ! Naresh Mehra by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Nazm : Chaahat ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: September 19, 2010, 08:59:54 PM »
Reply with quote
Naresh Jee aadaab!

Aap ki kavitaa behad umdaa rahti hai, hume aapki sabhi kavitayeN achchi lagi hai.... aur yeH bhi behad khoob kavita hai... Daad

Likhate rahiye....
Khush rahiye....
Khuda Hafez..... Usual Smile         

Logged
neelgold
Guest
«Reply #2 on: September 19, 2010, 11:12:51 PM »
Reply with quote
bhut khoob .......... Naresh ji very well created .......

Gud job !!!!!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: September 19, 2010, 11:19:24 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

WOW... it's simply superb Naresh ji... bahut khoobsurti se likha hai aapne...!!!
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: September 20, 2010, 08:24:46 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI       ANSHUMALI JI......

MAIN
KAHO TOH APNA SEENA
CHEER KE DIKHLA DOON...!

KAHO TOH APNI DARKHAN
TUME SUNA DOON...!

TU JO KAHE WO
ME IMTHIAN DOON...!

PAR YE NA KAHENA KABHI
KISI AUR KO APNA LOON...!



Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: September 20, 2010, 12:49:56 PM »
Reply with quote
Amazing Naresh jee..

bahaut bahaut khoob.. Applause Applause
Logged
vb
Guest
«Reply #6 on: September 20, 2010, 02:04:23 PM »
Reply with quote
buhat khoobsurat ehsaas rakhti hay ye azad nazm Anshumali jee.. buhat khoob..

and cara jee aap k alfaz bhe buhat raseelay hain...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #7 on: September 21, 2010, 01:12:54 AM »
Reply with quote
Naresh Jee aadaab!

Aap ki kavitaa behad umdaa rahti hai, hume aapki sabhi kavitayeN achchi lagi hai.... aur yeH bhi behad khoob kavita hai... Daad

Likhate rahiye....
Khush rahiye....
Khuda Hafez..... Usual Smile         



Sameer Ji ... Aadaab !

aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi apna saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen...

duaaon ke saath ...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: September 24, 2010, 04:17:58 AM »
Reply with quote
bhut khoob .......... Naresh ji very well created .......

Gud job !!!!!!!

aapka koshish ko saraahan ka aur daad ka bahut bahut shurkriya ... aise hi aapna saath banaaye rakhen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath.....
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #9 on: October 03, 2010, 04:05:19 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

WOW... it's simply superb Naresh ji... bahut khoobsurti se likha hai aapne...!!!


Aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahut shukriya Ji ! khush rahen ...

duaaon ke saath ....
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #10 on: October 03, 2010, 12:22:41 PM »
Reply with quote
Naresh Ji !
Radhey Radhey !

bahut khoob rahi aapki kavita ... daad hazir hai ... Applause
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2010, 12:25:17 PM »
Reply with quote
Main
Chehre Ki Udaasi
Kaaghaz Pe Likh DooN ... !

Khol Rakhe Darwaaze Pe
Apna Thodha
Intezaar Rakh DooN ... !

Hawaa Me
Liipte
YaadoN Ke Pal
Kuch Suukhe
Kuch Bheege Patte
Khaali Din Ki
Kisi
Almaari MeN Rakh DooN ... !

Jaagi AankhoN Se
Bune Sapne Ko
Raat Jaise
UdherDti Dhaage
TukDeTukDe
Samet
Subhaa Tak
Hathelii Pe Rakh DooN ... !

Kaise
Apne Pyaar Ko
ToD
Mann Ki Daal Se
Aznabi Ke Saath Kar DooN ... !


Naresh Ji !
Radhey Radhey !

saari kavita hi bahut acchi lagi mujhe ..
kavita ka saar khoob pasand aaya

dil se daad
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #12 on: October 03, 2010, 12:32:50 PM »
Reply with quote
Main
Chehre Ki Udaasi
Kaaghaz Pe Likh DooN ... !

Khol Rakhe Darwaaze Pe
Apna Thodha
Intezaar Rakh DooN ... !

Hawaa Me
Liipte
YaadoN Ke Pal
Kuch Suukhe
Kuch Bheege Patte
Khaali Din Ki
Kisi
Almaari MeN Rakh DooN ... !

Jaagi AankhoN Se
Bune Sapne Ko
Raat Jaise
UdherDti Dhaage
TukDeTukDe
Samet
Subhaa Tak
Hathelii Pe Rakh DooN ... !

Kaise
Apne Pyaar Ko
ToD
Mann Ki Daal Se
Aznabi Ke Saath Kar DooN ... !



WOw... Naresh ji... Bahoot Bahoot Bahoot Bahoot Umda.. !!! :Clap:  :Clap: Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: October 06, 2010, 07:02:53 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI       ANSHUMALI JI......

MAIN
KAHO TOH APNA SEENA
CHEER KE DIKHLA DOON...!

KAHO TOH APNI DARKHAN
TUME SUNA DOON...!

TU JO KAHE WO
ME IMTHIAN DOON...!

PAR YE NA KAHENA KABHI
KISI AUR KO APNA LOON...!




aapki daad ka bahut bahut shurkiyra Ji ! khush rahen ...

duaaon ke saath ....
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #14 on: October 06, 2010, 07:17:48 AM »
Reply with quote
wah ji naresh jiii bahut badhiya labzo se saja kar rakha he apne...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:38:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.204 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer