Anshumali
Guest
|
Tere Haath Ke Likhe Khat Bhule Nahi Mujhe ...
KitaaboN Me Rakhe Sookhe Phool Mile Nahi Mujhe ...
Chuume HontoN Pe Rakhii Pyaas Bhale Nahi Mujhe ...
Bani YaadoN Ki Tasveer Ke Rang Dikhe Nahi Mujhe ...
Ab Kyaa Aayegi Raat Ko Khwaab MeN Jab Hakiqat MeN RishtoN Ke Tuut'Te Kaanch Mile Nahi Mujhe ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: September 29, 2010, 05:43:42 AM » |
|
hmmmm...bht gehri baat halke fulke andaaz me keh dete hain aap naresh ji....kitni saadgi se dil k dard ko zubaan de dete ho...
pata nahin main kab iss tarah likh paungi...
bht mastam poem hai ji..dil khush ho gaya padhke...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 29, 2010, 06:13:34 AM » |
|
aha anshu jii aaj to bahut different chheez padhi or bahut achhi lagii..simple words...touchy words...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 29, 2010, 12:13:54 PM » |
|
hmmmm...bht gehri baat halke fulke andaaz me keh dete hain aap naresh ji....kitni saadgi se dil k dard ko zubaan de dete ho...
pata nahin main kab iss tarah likh paungi...
bht mastam poem hai ji..dil khush ho gaya padhke...
Kasak Ji .. aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi . ,. khush rahen duaaon ke saath.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 29, 2010, 03:52:03 PM » |
|
Tere Haath Ke Likhe Khat Bhule Nahi Mujhe ...
KitaaboN Me Rakhe Sookhe Phool Mile Nahi Mujhe ...
Chuume HontoN Pe Rakhii Pyaas Bhale Nahi Mujhe ...
Bani YaadoN Ki Tasveer Ke Rang Dikhe Nahi Mujhe ...
Ab Kyaa Aayegi Raat Ko Khwaab MeN Jab Hakiqat MeN RishtoN Ke Tuut'Te Kaanch Mile Nahi Mujhe ... !
ACHCHA TANZ HAI ANSHU JI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: September 29, 2010, 06:49:04 PM » |
|
aha anshu jii aaj to bahut different chheez padhi or bahut achhi lagii..simple words...touchy words...
Abhi Ji ! bahut bahut shukriya ... aapka koshish ko saraahane aur daad ka ... aise hi saath banaayen rakhiyega aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 30, 2010, 06:29:30 PM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Kia baat hai waah waah waah....... behad achche khayaal hai aur behad nazuk lafzoN meiN barta bhi hai aapne dil se daad..... aur aakhri lines dil le gayi.. Kash aisa hi hota....
Khair aapki is umdaa kalaam per dil se daad hazir hai ...... Janab dil se hazaroN daad kabool kijiye...
Khush rahiye..... Aate rahiye....... Khuda Hafez...... Sameer Ji ... Aadaab ! aapka koshish ko saraahane aur purkhulus daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aapna saath nibhaate rahen aage bhi .... khush rahen.... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 30, 2010, 09:39:45 PM » |
|
ANshu ji ........ Bhut khoob kaha hai apne ...
Vry beautiful rachna....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 03, 2010, 04:07:58 AM » |
|
ACHCHA TANZ HAI ANSHU JI
Ji bahut bahut shukriya aapki nawaazish ka ! khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 03, 2010, 12:46:28 PM » |
|
Naresh Ji !
Radhey Radhey !
aapki kavita ke ehsaas jaha asardaar rahe.. wahi kavita ka saar .. khaas pasand aaya ..
dil se daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 06, 2010, 07:05:55 AM » |
|
ANshu ji ........ Bhut khoob kaha hai apne ...
Vry beautiful rachna....
Neel Ji ...... shukriya ... aapki nawaazish ka ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 21, 2010, 03:45:03 PM » |
|
Naresh Ji !
Radhey Radhey !
aapki kavita ke ehsaas jaha asardaar rahe.. wahi kavita ka saar .. khaas pasand aaya ..
dil se daad
Rajinder Ji .. Aapki pasandegi ka bahut bahut shukriya .. !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|