no.1 diplomat--god ;)

by rahul sengar on May 19, 2013, 07:50:08 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 691 times)
rahul sengar
Guest
Reply with quote
ऐ खुदा अब चला पता कि
तू ही सबसे बड़ा Diplomat है
सबक सिखाना हो जो किसी को अगर
तो तू ,तोहफे में उसे मोहब्बत है देता !!!

Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2013, 03:12:17 AM »
Reply with quote
Gandi baat, Khuda ke jitne naam haiN aur Gun haiN uss ke ilaawa aur kisi naam se nahiN pukaarte. Ummeed hai aainda se aisa kuch nahiN likhoge.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #2 on: May 20, 2013, 04:16:07 AM »
Reply with quote
Khushi Hui Dekhkar Iftikhar Bhai.
ALLAH Pak Aapko Huq Pe Kaayam Rakhey
Aur Duniya Aur Akherat Dono Jagah Iska
Achchey Se Achcha Badla De Aameen...

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
rahul sengar
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2013, 11:12:55 AM »
Reply with quote
Gandi baat, Khuda ke jitne naam haiN aur Gun haiN uss ke ilaawa aur kisi naam se nahiN pukaarte. Ummeed hai aainda se aisa kuch nahiN likhoge.
itan serious hone ki zarurat nahi..aur apna gyaan badhaiye khuda nirgun ahi uspe koi gun aropit karna usme kisi khami ko darshata hai..kuch aropit karke aap ye baatte hai ki usme kuch nahi hai..to umeed hai aage se aap emotional hoke cmnt nahi karenge aur khuda ke apne knowledge ko thoda badhayenge thnxxxx..it was just humour...anyways
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: May 20, 2013, 01:31:55 PM »
Reply with quote
ऐ खुदा अब चला पता कि
तू ही सबसे बड़ा Diplomat है
सबक सिखाना हो जो किसी को अगर
तो तू ,तोहफे में उसे मोहब्बत है देता !!!

 NaNaNa NaNaNa  tongue3

Rahul saahab
aapki ye post mazahiya taur pe likhi hai shayad..

aapko ye yaad rakhna hoga ki humare Yoindia Shayariadab family ke members aur jitne bhi poetry krne wale shaks hain duniya me wo emotional hi hote hain.....

aur janaab wese bhi iss desh m God ke naam par mazak pasand nhi Kia jata...

sabse jaruri baat to shayd aapne suna hi nhi kabhi shayd ..aur wo bat ye h ki..

jahan par Pyar aur Mohabbat ka basera hai whin par Khuda/Bhagwaan/God ka sthaan h..

Mohbbt koi saza nhi inayat hoti h uparwale ki..
aapke lie mohbbat ke kya mayne h wo to hum nhi jante..
par  God ko aise mention na Karen .

shukriya

aate rahie
Logged
rahul sengar
Guest
«Reply #5 on: May 20, 2013, 01:46:05 PM »

bilkul ye subjective matter hai ki love kya hai...haan aap logo ki bahvnaye itna hurt hui hai to maafi chhaunga bt mujeh isme kuch bhi kaharab nahi laga...Mazak na maine bhagwan ka udaya hai na pyaar ka..main dlt kar det ahun post kyunki main nahi chhata ki kisi ko bhi bura lage..aur agar aap dhyaan dete to post ki gahrai ko samjh pate par shyaad aapne diplomat word ke maayne theek se nahi samjhe diplomat kaharab nahi hota..bas wahan kahne ka matlab hai ki wo saza bhi pyar se deta hai aur ab main love ko inyaat samjhu ya nahi ye mujh pe hai..to ye to mujhpe chhod dijiye ...waise post delt kasi ehoga bata dijiyega sarfire ji to hata dunga post..taki aap sabhi ko kharab na lage..thnxxxx
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #6 on: May 21, 2013, 07:08:00 AM »
Reply with quote
Rahul saahab
aapki ye post mazahiya taur pe likhi hai shayad..

aapko ye yaad rakhna hoga ki humare Yoindia Shayariadab family ke members aur jitne bhi poetry krne wale shaks hain duniya me wo emotional hi hote hain.....

aur janaab wese bhi iss desh m God ke naam par mazak pasand nhi Kia jata...

sabse jaruri baat to shayd aapne suna hi nhi kabhi shayd ..aur wo bat ye h ki..

jahan par Pyar aur Mohabbat ka basera hai whin par Khuda/Bhagwaan/God ka sthaan h..

Mohbbt koi saza nhi inayat hoti h uparwale ki..
aapke lie mohbbat ke kya mayne h wo to hum nhi jante..
par  God ko aise mention na Karen .

shukriya

aate rahie
Bahut khoob Subhash bhai, ye dekh kar kaafi achha laga. Definitely ham Mohabbat aur Khuda ke baare meiN koi bhi negative baat nahiN dekh sakte.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:36:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.085 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer