Paaraa paaraa shabaab.............Mamta Bajpai

by mamta bajpai on April 21, 2013, 06:33:13 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1213 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
Humne aisaa azaab dekhaa hai
paara paaraa shabaab dekhaa hai

bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

neeNd nikalee safar me gairoN ke
khwaab bhee hotaa khwaab dekhaa hai

pashemaanee kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai

Mamta Bajpai












































Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAI BE WAFA MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
AaNkheN............................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
De ke aawaaz koi ...........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Jaa b jaa Heer see .........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Khaamoshee ne sun lee hai..........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #1 on: April 21, 2013, 06:47:08 PM »
Reply with quote
Humne aisaa azaab dekhaa hai
paara paaraa shabaab dekhaa hai

bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

neeNd nikalee safar me gairoN ke
khwaab bhee hotaa khwaab dekhaa hai

pashemaanee kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai

Mamta Bajpai













































bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

waah waah lajawab
Applause
Applause
Applause
Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: April 21, 2013, 08:04:38 PM »
Reply with quote
waah wah mamta ji dheron daad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: April 22, 2013, 01:05:18 AM »
Reply with quote
bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

!
bharee parey jo sawalon par...
kam hee aisaa jawaab dekha hai
!
neeNd nikalee safar me gairoN ke
khwaab bhee hotaa khwaab dekhaa hai

ye thora tough sher rha mere lie sad5

!
pashemaanee kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai...

aur mashaallah ye sher kamaal ka hai par...
ye ekdm upr se gya cz bhaaree alfaaz hain mere lie sad5

!!
Mamta Mam
aap jab bhi likhti hain bht khoob wajandaar likhti hain

ye kalaam bhi wesa hai
jitna smjha uske adhaar pr kehta hoon ye ek nayaab post hai

aate rhie
khus rhie

god bless
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #4 on: April 22, 2013, 01:40:52 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

wah,Wah,Wah Mamta ji,Bahut khoob ghazal kahi hai aapne.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2013, 02:15:29 AM »
Reply with quote
Humne aisaa azaab dekhaa hai
paara paaraa shabaab dekhaa hai

bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

neeNd nikalee safar me gairoN ke
khwaab bhee hotaa khwaab dekhaa hai

pashemaanee kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai

Mamta Bajpai














































bahut khoob...........!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2013, 08:27:04 AM »
Reply with quote
shukriya Sahal jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: April 22, 2013, 08:39:29 AM »
Reply with quote
ghazal kee pazeerai kaa behad shukriyah Sarfira jee! aur jo sher aap ke liye bhaaree saabit huaa uskaa khulaasaa mai kiye deti hooN.....
pashemaani kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai
pashchaataap kaa ek aansoo kyaa niklaa dil kee tadap ko, jo jalte hue sahraa kee tarah thee ,use tript hote ekhaa hai......jaise sooraj kee garmee se taptee hui zameen ko baarish ke paani raahat milti hai.....usee tarah pashchaataap kaa ek aansoo hee dil ko raahat pahunchaane ke liye kaafee hai...
ummeed hai ab aap ko sher kee gahrai samajh aa gayee hogee......
mamta bajpai
 
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: April 22, 2013, 08:40:06 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyah Sheba jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2013, 08:40:54 AM »
Reply with quote
ghazal pasand karne kaa behad shukriya Sudhir jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2013, 08:42:06 AM »
Reply with quote
Aap kee nazar e inaayat kaa behad shukriyah Dr saaheb!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: April 22, 2013, 10:39:30 AM »
Reply with quote
ghazal kee pazeerai kaa behad shukriyah Sarfira jee! aur jo sher aap ke liye bhaaree saabit huaa uskaa khulaasaa mai kiye deti hooN.....
pashemaani kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai
pashchaataap kaa ek aansoo kyaa niklaa dil kee tadap ko, jo jalte hue sahraa kee tarah thee ,use tript hote ekhaa hai......jaise sooraj kee garmee se taptee hui zameen ko baarish ke paani raahat milti hai.....usee tarah pashchaataap kaa ek aansoo hee dil ko raahat pahunchaane ke liye kaafee hai...
ummeed hai ab aap ko sher kee gahrai samajh aa gayee hogee......
mamta bajpai
 

han ab smjh gya Usual Smile
sukriya mam
Logged
prashad
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2013, 01:15:39 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #13 on: April 22, 2013, 04:24:23 PM »
Reply with quote
shukriya Prasad jee!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 22, 2013, 04:30:36 PM »
Reply with quote
Humne aisaa azaab dekhaa hai
paara paaraa shabaab dekhaa hai

bhaaree paRtaa kai sawaaloN pe
kam hee aisaa jawaab dekhaa hai

neeNd nikalee safar me gairoN ke
khwaab bhee hotaa khwaab dekhaa hai

pashemaanee kaa ek qatraa thaa
taptaa sahraa sairaab dekhaa hai

Mamta Bajpai















































Bahut Bahut Khooob Mamta Ji...

Khoobsurat Aur Gehre Ashaar....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:58:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer