!!!..Paas aa aa kar unke, door chale jaate hain..!!!

by nashwani on September 08, 2013, 09:11:02 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1900 times)
nashwani
Guest
Reply with quote
Log kehte hain, koi to hai tere dil me basi, pataa nahi,,
Haan magar, bahut yaad aati hai, wo khilkhilati hansi..


Nazaro.N me unki jab bhi ham samaate hain,,
Doob ke bhi ham, ajeeb si khushi paate hain..

Lehrati hain zulfe.N unki, maat khaate hain,,
Har baar laut ke phir ham wahi aa jaate hain..

Andaaz kyu shayrana, log puchh jaate hain,
Auro.N ke sapne, ham labzo me sajaate hain..

Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..

Bhari mehfil me, ham to rang jamaate hain,,
Tanhaiyo.N me, asali chehra dikhaate hain..

Unse kiya hua har waada ham nibhate hain,,
Khud se kiye waade-e-faasle, tod jaate hain..

Kashmakash-e-ishq me uljhe reh jaate hain,,
Paas aa aa kar unke, door chale jaate hain..!!! Ñ
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #1 on: September 08, 2013, 09:16:37 PM »
Reply with quote
Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: September 08, 2013, 09:23:59 PM »
Reply with quote
Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Bahut khoob Nashwani jee
Logged
Rajnish.raaj
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2013, 09:24:41 PM »
Reply with quote
Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..

Bhari mehfil me, ham to rang jamaate hain,,
Tanhaiyo.N me, asali chehra dikhaate hain..

Bahoot khoob Sir
Logged
nashwani
Guest
«Reply #4 on: September 08, 2013, 09:35:23 PM »
Reply with quote
Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..
 Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut shukriya iqtedar bhai..happy9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #5 on: September 08, 2013, 09:35:56 PM »
Reply with quote
Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Bahut khoob Nashwani jee

Pasand karne ka bahut shukriya mukesh jee..happy9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #6 on: September 08, 2013, 09:37:18 PM »
Reply with quote
Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..

Bhari mehfil me, ham to rang jamaate hain,,
Tanhaiyo.N me, asali chehra dikhaate hain..

Bahoot khoob Sir


Bahut shukriya rajnish bhai..happy9
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: September 08, 2013, 10:34:03 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: September 08, 2013, 11:26:44 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob Ashwani ji....!!!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #9 on: September 08, 2013, 11:28:22 PM »
Reply with quote
waah bohat khoob,.......bohat c daad,........
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: September 08, 2013, 11:47:20 PM »
Reply with quote
Nshwaniji bahut Achchi Shayari Karte Hain Aap.Ek Bar Phir Se aap ne Achcha Kalaam Pesh Kiya.Nice.
Log kehte hain, koi to hai tere dil me basi, pataa nahi,,
Haan magar, bahut yaad aati hai, wo khilkhilati hansi..


Nazaro.N me unki jab bhi ham samaate hain,,
Doob ke bhi ham, ajeeb si khushi paate hain..

Lehrati hain zulfe.N unki, maat khaate hain,,
Har baar laut ke phir ham wahi aa jaate hain..

Andaaz kyu shayrana, log puchh jaate hain,
Auro.N ke sapne, ham labzo me sajaate hain..

Duniyaa me bahut se, aise rishte naate hain,,
Jinko jaane kyu, naam na ham de paate hain..

Khud se ham uss chehre ko chhupate hain,,
Jiski hansi ham, apne chehre pe paate hain..

Bhari mehfil me, ham to rang jamaate hain,,
Tanhaiyo.N me, asali chehra dikhaate hain..

Unse kiya hua har waada ham nibhate hain,,
Khud se kiye waade-e-faasle, tod jaate hain..

Kashmakash-e-ishq me uljhe reh jaate hain,,
Paas aa aa kar unke, door chale jaate hain..!!! Ñ
Logged
nashwani
Guest
«Reply #11 on: September 09, 2013, 01:31:43 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob

Bahut shukriya sir jee..happy9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #12 on: September 09, 2013, 01:32:22 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob Ashwani ji....!!!


Bahut shukriya hriday jee..happy9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #13 on: September 09, 2013, 01:32:56 AM »
Reply with quote
waah bohat khoob,.......bohat c daad,........

Bahut shukriya laaiba jee..happy9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #14 on: September 09, 2013, 01:34:42 AM »
Reply with quote
Nshwaniji bahut Achchi Shayari Karte Hain Aap.Ek Bar Phir Se aap ne Achcha Kalaam Pesh Kiya.Nice.

Bahut shukriya ravi jee..happy9
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:23:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer