Pehchaan,.

by Azeem on August 16, 2010, 05:58:39 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1183 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Bik Raha Hai Imaan Saamaan Ki Tarah,.
Ye Kisne Bhess Badla Hai Insaan Ki Tarah,.

Dilon Mein Sabke Hasad Bhara Hai,.
Saji Hai Sharafat Bas Ek Dukaan Ki Tarah,.

Siyaasat Mein Ghuss Gaye Bikhaari Saare,.
Haqdaaron Ko Milta Hai Haq Ehsaan Ki Tarah,.

Kyun Lage Hain Sab Duniya Banaane Mein,.
Zindagi Tehri Hai Yahaan Mehmaan Ki Tarah,.

Jhuk Jhuk Ke Kya Jeena Auron Ke Tukdon Par,.
Zindagi Jeena Hai To Jeeyo Tipu Sultaan Ki Tarah,.

-Mohammed Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pehchaan by precious_girl in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Koi Pehchaan Na le............ by jaimata in Shayeri for Dard -e- Bewafai
pehchaan by getwasimin in Shayri for Khumar -e- Ishq
pehchaan by sumir in Poetry on Nature in Punjabi
pehchaan by saahill in Share: Poetry of Pain
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 16, 2010, 06:08:45 AM »
Reply with quote
waahhhhh Azeem bhai kya khub likha hai aapne....
sach aur sunder.....
mastam ji...

nafraton ki iss duniya me kya kaam hai hamara
matlabi logon ka hi to raaj hai yaahan saara

hum jaise bhole logon ko kehti hai duniya pagal
sach hai sabse badtar ho gaya hai insaan yaara

har rishta matlabi har baat apne faydi ki
yehi to karta hai ab to ye jahaan saara

bech di jaati hain betiyan kuch rupyon k liye
beton ne to maa baap ko bhi na chhoda yaara

maa baap ko bhagwaan maan puja jata tha kabhi
aaj jaaydaad k liye marne ki unke dua mangi jati hai yaara...!!!
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2010, 09:34:01 AM »
Reply with quote
awesome azeem ji.... aese hi likhte rahiyega....


 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  icon_thumleft
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 16, 2010, 07:25:42 PM »
Reply with quote
Waaaaaaah Kia baat hai........ Aap wakai Naam ki tarha Azeem hai janab...... purkashish aur dilfareb khayaal aur umdaa bayaani... Dil ko chu gaye aapke ashaar......

dil se daad hazir hai....

Ummid hai aapko aage bhi padhne ka sharf hasil hoga...
Aise hi umdaa likhte rahiye....
Khuda aapki kalam meiN aur bhi zor bakhshe.... aameen


KahiN izzat to kahiN imaan bikta hai
YahaaN har tarhaa ka samaan bikta hai

yahaaN Masoomiyat ka koyiN mol nahi hai
YahaaN akalmand sa insaan bikta hai


Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: August 16, 2010, 11:42:30 PM »
Reply with quote
Bik Raha Hai Imaan Saamaan Ki Tarah,.
Ye Kisne Bhess Badla Hai Insaan Ki Tarah,.

Dilon Mein Sabke Hasad Bhara Hai,.
Saji Hai Sharafat Bas Ek Dukaan Ki Tarah,.

Siyaasat Mein Ghuss Gaye Bikhaari Saare,.
Haqdaaron Ko Milta Hai Haq Ehsaan Ki Tarah,.

Kyun Lage Hain Sab Duniya Banaane Mein,.
Zindagi Tehri Hai Yahaan Mehmaan Ki Tarah,.

Jhuk Jhuk Ke Kya Jeena Auron Ke Tukdon Par,.
Zindagi Jeena Hai To Jeeyo Tipu Sultaan Ki Tarah,.

-Mohammed Azeem-
Bahaut bahaut khubsoorat likha hai Azeem bhaijan hamesha ki tarha..Bahaut khoob..Allah apko hamesha khush rakhe..Ameen.!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: August 16, 2010, 11:43:27 PM »
Reply with quote
waahhhhh Azeem bhai kya khub likha hai aapne....
sach aur sunder.....
mastam ji...

nafraton ki iss duniya me kya kaam hai hamara
matlabi logon ka hi to raaj hai yaahan saara

hum jaise bhole logon ko kehti hai duniya pagal
sach hai sabse badtar ho gaya hai insaan yaara

har rishta matlabi har baat apne faydi ki
yehi to karta hai ab to ye jahaan saara

bech di jaati hain betiyan kuch rupyon k liye
beton ne to maa baap ko bhi na chhoda yaara

maa baap ko bhagwaan maan puja jata tha kabhi
aaj jaaydaad k liye marne ki unke dua mangi jati hai yaara...!!!
Bahaut bahaut khoob..! Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: August 16, 2010, 11:45:24 PM »
Reply with quote
KahiN izzat to kahiN imaan bikta hai
YahaaN har tarhaa ka samaan bikta hai

yahaaN Masoomiyat ka koyiN mol nahi hai
YahaaN akalmand sa insaan bikta hai



Bahaut khoob.. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 17, 2010, 12:01:01 AM »
Reply with quote
waahhhhh Azeem bhai kya khub likha hai aapne....
sach aur sunder.....
mastam ji...

nafraton ki iss duniya me kya kaam hai hamara
matlabi logon ka hi to raaj hai yaahan saara

hum jaise bhole logon ko kehti hai duniya pagal
sach hai sabse badtar ho gaya hai insaan yaara

har rishta matlabi har baat apne faydi ki
yehi to karta hai ab to ye jahaan saara

bech di jaati hain betiyan kuch rupyon k liye
beton ne to maa baap ko bhi na chhoda yaara

maa baap ko bhagwaan maan puja jata tha kabhi
aaj jaaydaad k liye marne ki unke dua mangi jati hai yaara...!!!

Shukriya Kasak Ji and nice lines.

May Allah bless You
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 17, 2010, 07:15:32 PM »
Reply with quote
awesome azeem ji.... aese hi likhte rahiyega....

shukriya friend


 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  icon_thumleft
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 24, 2010, 01:08:31 AM »
Reply with quote
Waaaaaaah Kia baat hai........ Aap wakai Naam ki tarha Azeem hai janab...... purkashish aur dilfareb khayaal aur umdaa bayaani... Dil ko chu gaye aapke ashaar......

dil se daad hazir hai....

Ummid hai aapko aage bhi padhne ka sharf hasil hoga...
Aise hi umdaa likhte rahiye....
Khuda aapki kalam meiN aur bhi zor bakhshe.... aameen


KahiN izzat to kahiN imaan bikta hai
YahaaN har tarhaa ka samaan bikta hai

yahaaN Masoomiyat ka koyiN mol nahi hai
YahaaN akalmand sa insaan bikta hai




ShukriyaParwaaz Ji, Aapki Daad Paake Dili KHushi Hui, Aur Haulsa Milaa,.

Azeem To Wo Zaat Hai Jisne Hum Sab Ko Banaaya, Koi Insaan Ki Azeem Nahi Ho Sakta Khuda Rab-ul-Izaat Ke Siwa

Hamaara Bas naam Azeem Hai,

Is Baat ka Isliye khulaasa Kiya, Kyun Ki Main Nahi Chahta ye Lakhab Kisi insaan Ki Nawazish ke Kaam Aaaye,.

May Allah Bless us All
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: August 24, 2010, 01:16:07 AM »
Reply with quote
Bahaut bahaut khubsoorat likha hai Azeem bhaijan hamesha ki tarha..Bahaut khoob..Allah apko hamesha khush rakhe..Ameen.!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Rahim Bhai,.
Daad Ki saath duaaon ki darkhwast hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:12:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer