-----/// Pyaar ka afsaanaa /// ------ Hriday

by ~Hriday~ on October 08, 2012, 03:42:16 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1893 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
aao   sunaayen    tumhe    apne   barbaadiyon   ka   afsaanaa yaaron
kaise   ruthaa   hai   humse    hamaaraa    saaraa   zamaanaa  yaaron

chaahat    me   pyaar   ke   huwaa   thaa   kabhi  deewaanaa  yaaron
ruth   gaye   the   apne   mere , ho   gayaa  thaa   begaanaa  yaaron

dil    ke    tutne    ka    tamaashaa     humne    bhi   dekh  liya  hai  ab
har    tamaashaa    hamaare    liye    hone    lagaa    puraanaa yaaron

kisi  ki  aankhon  me  doob  ke  jaan    dene    ko    paagal  the kabhi
usi   ne   sabak   sikhaayaa   bekaar    hai    yun   mar   jaanaa yaaron

pyaar     nashaa    hai    to    zaruri    to   nahi    har   kisi ko ho jaaye
humein huwaa thaa , aur  aagayaa  nashe  me  ladkhadaanaa yaaron

samabhalne  ki  koshish  to  ki   bahut   par  hum   sambhal naa sake
haare  hum  dil  ke  haathon ,  huwaa   pyaar me  pad jaanaa yaaron

haalat  ab  dekho  apni , na  rahe  apno  ke ,  na the gairon ke kabhi
tanhaa  hum  the  hameshaa ,  huwaa  tanhaa  hi  reh jaanaa yaaron


*****HRIDAY*****
Logged
laaiba
Guest
«Reply #1 on: October 08, 2012, 03:44:09 PM »
Reply with quote
acha afsana hai hirday ji.........
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: October 08, 2012, 03:48:56 PM »
Reply with quote
aao   sunaayen    tumhe    apne   barbaadiyon   ka   afsaanaa yaaron
kaise   ruthaa   hai   humse    hamaaraa    saaraa   zamaanaa  yaaron

chaahat    me   pyaar   ke   huwaa   thaa   kabhi  deewaanaa  yaaron
ruth   gaye   the   apne   mere , ho   gayaa  thaa   begaanaa  yaaron

dil    ke    tutne    ka    tamaashaa     humne    bhi   dekh  liya  hai  ab
har    tamaashaa    hamaare    liye    hone    lagaa    puraanaa yaaron

kisi  ki  aankhon  me  doob  ke  jaan    dene    ko    paagal  the kabhi
usi   ne   sabak   sikhaayaa   bekaar    hai    yun   mar   jaanaa yaaron

pyaar     nashaa    hai    to    zaruri    to   nahi    har   kisi ko ho jaaye
humein huwaa thaa , aur  aagayaa  nashe  me  ladkhadaanaa yaaron

samabhalne  ki  koshish  to  ki   bahut   par  hum   sambhal naa sake
haare  hum  dil  ke  haathon ,  huwaa   pyaar me  pad jaanaa yaaron

haalat  ab  dekho  apni , na  rahe  apno  ke ,  na the gairon ke kabhi
tanhaa  hum  the  hameshaa ,  huwaa  tanhaa  hi  reh jaanaa yaaron

*****HRIDAY*****


Waaah bahut khoob.... Applause Applause Applause
kuch mai likhu? tongue3
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: October 08, 2012, 03:49:44 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Laaiba ji...!!!

acha afsana hai hirday ji.........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: October 08, 2012, 03:50:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Suman ji... bilkul.. isme bhi koi poochhne ki baat hai... tongue3


Waaah bahut khoob.... Applause Applause Applause
kuch mai likhu? tongue3
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: October 08, 2012, 03:54:56 PM »
Reply with quote
Kisi keemat per nahi jhuka sar mera kabhi kisi ke aage
Bas tere liye hi mai ise kab se jhuka ke baiti hu

Sirf tumhara pyar paane ki khatir bekadar
Mai zamane ke baki saare sukhon ko tukra ke baiti hu

Kabhi to dekh le sangdil aakar ek bar mujheko
Teri yaad mein mai khud ko luta ke baiti hu

Bas tere pyar ka hi karz baki hai mujh par
varna zamane ke har karz ko chuka ke baiti hu

Khuda jaane kab "Ut jaye arthi meri"
Bas tere intezar mein dil ko samjhake baiti hu

Logged
soudagar
Guest
«Reply #6 on: October 08, 2012, 04:33:51 PM »
Reply with quote
wah kapil bhai wah kya baat hai bahut hi khub bahut umda............... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: October 08, 2012, 04:55:42 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: October 08, 2012, 04:59:43 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob likha hai aapne Suman ji... bahut khoob....!!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause



rehke duur duur mujhse tum pyaar nibhaane ki baat karte ho
aate ho khwaabon me kareeb, saath nibhaane ki baat karte ho

kehte ho pyaar nibhaanaa hai tumhe aur mar jaane ki baat karte ho
judaa ho ke mujhse kabhi aaye na waapis, tum wafaa ki baat karte ho

main kabse tumhaari raahon pe jaanaa aankhen bichhaaye baithaa tha
band karke saare raaste tum, mujhse ab milne ki baat karte ho

chhod jaane ka faislaa tumhaaraa thaa us pal, ab afsos kyun
jab mumkin nahi hai saath apna, ab tum laut aane ki baat karte ho...

*****HRIDAY*****

Kisi keemat per nahi jhuka sar mera kabhi kisi ke aage
Bas tere liye hi mai ise kab se jhuka ke baiti hu

Sirf tumhara pyar paane ki khatir bekadar
Mai zamane ke baki saare sukhon ko tukra ke baiti hu

Kabhi to dekh le sangdil aakar ek bar mujheko
Teri yaad mein mai khud ko luta ke baiti hu

Bas tere pyar ka hi karz baki hai mujh par
varna zamane ke har karz ko chuka ke baiti hu

Khuda jaane kab "Ut jaye arthi meri"
Bas tere intezar mein dil ko samjhake baiti hu


Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: October 08, 2012, 04:59:57 PM »
Reply with quote
aao   sunaayen    tumhe    apne   barbaadiyon   ka   afsaanaa yaaron
kaise   ruthaa   hai   humse    hamaaraa    saaraa   zamaanaa  yaaron

chaahat    me   pyaar   ke   huwaa   thaa   kabhi  deewaanaa  yaaron
ruth   gaye   the   apne   mere , ho   gayaa  thaa   begaanaa  yaaron

dil    ke    tutne    ka    tamaashaa     humne    bhi   dekh  liya  hai  ab
har    tamaashaa    hamaare    liye    hone    lagaa    puraanaa yaaron

kisi  ki  aankhon  me  doob  ke  jaan    dene    ko    paagal  the kabhi
usi   ne   sabak   sikhaayaa   bekaar    hai    yun   mar   jaanaa yaaron

pyaar     nashaa    hai    to    zaruri    to   nahi    har   kisi ko ho jaaye
humein huwaa thaa , aur  aagayaa  nashe  me  ladkhadaanaa yaaron

samabhalne  ki  koshish  to  ki   bahut   par  hum   sambhal naa sake
haare  hum  dil  ke  haathon ,  huwaa   pyaar me  pad jaanaa yaaron

haalat  ab  dekho  apni , na  rahe  apno  ke ,  na the gairon ke kabhi
tanhaa  hum  the  hameshaa ,  huwaa  tanhaa  hi  reh jaanaa yaaron

*****HRIDAY*****


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: October 08, 2012, 05:00:39 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Karan ji... !!!

wah kapil bhai wah kya baat hai bahut hi khub bahut umda............... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: October 08, 2012, 05:01:35 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Shireen ji....!!!

Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: October 08, 2012, 05:02:07 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Qalb ji....!!!


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #13 on: October 08, 2012, 06:36:26 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: October 08, 2012, 07:18:36 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Saini ji....!!!

bahut khoob kapil dheron daad
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:15:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer