mkv
Guest
|
Aabroo ko aakhir bachaaoge kab tak Roj roj bahaane banaaoge kab tak
Ek din to pakde jaaoge najar hai tum par In khote sikko ko aakhir chalaaoge kab tak
Kisee din chupey raaj khul jaayenge Idhar ki udhar tum lagaaoge kab tak
Vaakif hun tere dost aur dushamano se In najron se khud ko chipaaoge kab tak
Ye bekhauf saanse kab tak chalengee Pyaar bina jindgee bitaaoge kab tak
Hamne to jindgee tere naam kar dee Is ulphat ko aakhir thukraoge kab tak
Bata do jo bhee dil me hai tere “Mukesh” se dostee nibhaaoge kab tak
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: June 13, 2012, 05:46:25 AM » |
|
In nazroN se khud ko chhupaaoge kab tak. bahut shaandaar misraa hai dili daa qubool kare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 13, 2012, 08:42:10 AM » |
|
Bahut khoob , mkv ji . Achhi peshkash pe mubarakbad pesh hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #3 on: June 13, 2012, 01:26:00 PM » |
|
Wow....!!! bahut bahut khoob Mukesh ji... ehsaason ko jod ke shabdon me kya khoob utaaraa hai aapne... bahut khoobsurat rachna ... bahut bahut khoob likha hai aapne....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAAJA1234
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 13, 2012, 05:27:40 PM » |
|
very nice composition MKV
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 13, 2012, 05:33:52 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 13, 2012, 06:32:21 PM » |
|
Aabroo ko aakhir bachaaoge kab tak Roj roj bahaane banaaoge kab tak
Ek din to pakde jaaoge najar hai tum par In khote sikko ko aakhir chalaaoge kab tak
Kisee din chupey raaj khul jaayenge Idhar ki udhar tum lagaaoge kab tak
Vaakif hun tere dost aur dushamano se In najron se khud ko chipaaoge kab tak
Ye bekhauf saanse kab tak chalengee Pyaar bina jindgee bitaaoge kab tak
Hamne to jindgee tere naam kar dee Is ulphat ko aakhir thukraoge kab tak
Bata do jo bhee dil me hai tere “Mukesh” se dostee nibhaaoge kab tak
maqta acha hai. per matla to aisa hai jaise koi kisi ki izzat lootne ki dhamki de rahaa hai.iss liye kalaam ki raunaq badhaane ke liye matle ko phir se badal kar likhein to bahut achaa lage ga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 14, 2012, 06:07:41 AM » |
|
In nazroN se khud ko chhupaaoge kab tak. bahut shaandaar misraa hai dili daa qubool kare
Thanks Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 16, 2012, 09:59:07 AM » |
|
Bahut khoob , mkv ji . Achhi peshkash pe mubarakbad pesh hai.
shukriya hasan sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 17, 2012, 05:10:23 PM » |
|
Wow....!!! bahut bahut khoob Mukesh ji... ehsaason ko jod ke shabdon me kya khoob utaaraa hai aapne... bahut khoobsurat rachna ... bahut bahut khoob likha hai aapne....!!!
Shukriya Hriday jee YE sab aapki jarranavaajee hai nahi to mai is laayak nahee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 17, 2012, 05:25:17 PM » |
|
BAHUT KHOOB LIKHA HAI APNI NAZRON SE BACHAYEGE KAB TAK
INSAAN TO APNE KO KHUDA SE BHI ZIYADA JANTA HAI KIYONKI SOCHTE WO PAHLE HAI, KHUDA TAK BAAD MEN PAHUCHTA HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 20, 2012, 06:26:30 AM » |
|
very nice composition MKV
Shukriya Raaja1234
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 22, 2012, 06:57:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 24, 2012, 02:53:22 AM » |
|
maqta acha hai. per matla to aisa hai jaise koi kisi ki izzat lootne ki dhamki de rahaa hai.iss liye kalaam ki raunaq badhaane ke liye matle ko phir se badal kar likhein to bahut achaa lage ga
Thanks khamosh jee Jhhote logo ko dhyaan me rakhte hue likha tha matla..khair dhyaan rakhunga aapki salaah.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|