Pyar men andhey ho kar kisi pe vishvaas na karna....bansi

by BANSI DHAMEJA on August 17, 2012, 11:05:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1198 times)
BANSI DHAMEJA
Guest
Reply with quote
Aaj  ka akhbaar parh kar dil ko aisa dhakaa lag gayaa
Bahino  aur beetiyon se iltja karne pe majboor ho gayaa

Payr men  dil ki bhale sun na, magar kaam  dimaga se lena
Pyar men andhey  ho kar kisi pe vishvaas na karna
    

Pyar men dokha dene walon ki taadad hai barh rahi
Pyar men waada nibhane wale hain din ba din ghat rahe

Pyar men gumrah karke kuchh log blackmail hain kar rahe
Pyar men phasaa kar hain kuchh aurat ke jazbaat se khel rahe

Pyar ka natak kar ke kuchh log kiya kiya na kar rahe
Llarhkiyon ki izaat va aabroo se khel rahe

Yeh sab dekh kar dil men bahut kuchh hai ho raha
‘bansi ‘ Likhte likhte   dil hai ro rahaa

Bahino aur beetiyon se iltja hoon kar rahaa
Payr men  dil ki bhale sun na, magar kaam  dimaga se lena     
Pyar men andhey  ho kar kisi pe vishvaas na karna
-----bnasi dhameja(madhur)

आज   का  अखबार  पढ़  कर  दिल  को  ऐसा  ढका  लग  गया
बहिनों   और  बेटियों  से  इल्तजा  करने  पे  मजबूर  हो  गया

पयर  में   दिल  की  भले  सुन  ना, मगर  काम   दिमाग  से  लेना 
प्यार  में  अंधे   हो  कर  किसी  पे  विशवास  ना  करना
   

प्यार  में  दोखा  देने  वालों  की  तादाद  है  बढ़  रहे
प्यार  में  वादा  निभाने  वाले  हैं  दिन  बा  दिन  घाट  रहे 

प्यार  में  गुमराह  करके  कुछ  लोग  ब्लैकमेल  हैं  कर रहे 
प्यार  में  फसा  कर  हैं  कुछ  औरत  के  जज़्बात  से  खेल  रहे 

प्यार  का  नाटक  कर  के  कुछ  लोग  किया  किया ना  कर  रहे
लढ़कियों की  इजात  व  आबरू  से  खेल  रहे

यह  सब  देख  कर  दिल  में  बहुत  कुछ  है  हो  रहा
‘बंसी ‘ लिखते  लिखते    दिल  है  रो  रहा

बहिनों  और  बेटियों  से  इल्तजा  हूँ  कर  रहा 
पयर  में   दिल  की  भले  सुन  ना , मगर  काम   दिमाग  से  लेना     
प्यार  में  अंधे   हो  कर  किसी  पे विशवास  ना  करना
-----बनसी  धमेजा(मधुर)





Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 17, 2012, 11:09:29 AM »
Reply with quote
bilkul theek kahaa bhaai aapne shayar kaa kaam hee ye hai logon ko jaagrook karna aur aap apnaa dharm achhe prakaar nibhaa rahe hain main aapko haardik saadhuwaad detaa hoon
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #2 on: August 17, 2012, 11:33:19 AM »
Reply with quote
saini ji sach poochheeye to aap jaise doston ke hausila afzahi karne ki wajah se hi main kuchh likh paata hoon. main aap se bahut kuchh seekha hoon aur aap ka aabhaari hoon
bansi
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: August 17, 2012, 03:37:41 PM »
Reply with quote
Sach kaha bansi jee.
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #4 on: August 17, 2012, 03:46:00 PM »
Reply with quote
mukesh ji thanks
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: August 17, 2012, 09:13:20 PM »
Reply with quote
Aaj  ka akhbaar parh kar dil ko aisa dhakaa lag gayaa
Bahino  aur beetiyon se iltja karne pe majboor ho gayaa

Payr men  dil ki bhale sun na, magar kaam  dimaga se lena
Pyar men andhey  ho kar kisi pe vishvaas na karna
    

Pyar men dokha dene walon ki taadad hai barh rahi
Pyar men waada nibhane wale hain din ba din ghat rahe

Pyar men gumrah karke kuchh log blackmail hain kar rahe
Pyar men phasaa kar hain kuchh aurat ke jazbaat se khel rahe

Pyar ka natak kar ke kuchh log kiya kiya na kar rahe
Llarhkiyon ki izaat va aabroo se khel rahe

Yeh sab dekh kar dil men bahut kuchh hai ho raha
‘bansi ‘ Likhte likhte   dil hai ro rahaa

Bahino aur beetiyon se iltja hoon kar rahaa
Payr men  dil ki bhale sun na, magar kaam  dimaga se lena     
Pyar men andhey  ho kar kisi pe vishvaas na karna
-----bnasi dhameja(madhur)

आज   का  अखबार  पढ़  कर  दिल  को  ऐसा  ढका  लग  गया
बहिनों   और  बेटियों  से  इल्तजा  करने  पे  मजबूर  हो  गया

पयर  में   दिल  की  भले  सुन  ना, मगर  काम   दिमाग  से  लेना 
प्यार  में  अंधे   हो  कर  किसी  पे  विशवास  ना  करना
   

प्यार  में  दोखा  देने  वालों  की  तादाद  है  बढ़  रहे
प्यार  में  वादा  निभाने  वाले  हैं  दिन  बा  दिन  घाट  रहे 

प्यार  में  गुमराह  करके  कुछ  लोग  ब्लैकमेल  हैं  कर रहे 
प्यार  में  फसा  कर  हैं  कुछ  औरत  के  जज़्बात  से  खेल  रहे 

प्यार  का  नाटक  कर  के  कुछ  लोग  किया  किया ना  कर  रहे
लढ़कियों की  इजात  व  आबरू  से  खेल  रहे

यह  सब  देख  कर  दिल  में  बहुत  कुछ  है  हो  रहा
‘बंसी ‘ लिखते  लिखते    दिल  है  रो  रहा

बहिनों  और  बेटियों  से  इल्तजा  हूँ  कर  रहा 
पयर  में   दिल  की  भले  सुन  ना , मगर  काम   दिमाग  से  लेना     
प्यार  में  अंधे   हो  कर  किसी  पे विशवास  ना  करना
-----बनसी  धमेजा(मधुर)








  yesssssssssssssssss veriiiiiiiiiiii outstanding message........well done BD



Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #6 on: August 18, 2012, 11:36:11 AM »
Reply with quote
khamosh aawaaz ji hausil afzahi ke liye shukriya
Logged
soudagar
Guest
«Reply #7 on: August 19, 2012, 03:18:58 AM »
Reply with quote
sabse pehle to aapko main is khubsrat aur umda rachna ke dwara ek bahut hi sanjeeda msg dene ke liye bahut bahut abhar parkat karta hoon........... bahut hi khobb khyall hai aapke bansi ji...har mudde ko aap badi gambhir tarike se sochte hai aur likhte hai ..... aajkal prem ek froud ka roop le chuke kuch paise ki chaht mein to kuch jism ki chahat ko prem ka naam dete hai jo ki khud mein hi sharmshar hone ki baat hai........ek bar phir se aapko hazaro salaam aur hazaro daad deta hoon aise khubsurat qalaam ke liye.........

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #8 on: August 20, 2012, 05:37:30 PM »
Reply with quote
saudagar ji
is na cheez ko alfaz nahin mil rahe hain
jin se aapka shukriya adaa main karoon
Logged
ahujagd
Maqbool Shayar
****

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #9 on: August 24, 2012, 02:23:59 AM »
Reply with quote
bansi ji,
    ismein koi shaq nahin aapki yeh rachna bahut hi umda hai aur logon ko seekh dene vali hai.meri dilli khwahish hai ki log kewal chamak ke peeche na bhaag kar dimaag ka upyog karen, usee mein sabki bhalaai hai ,anyatha baad mein kahna padega "ab pachhtawat kya hot hai jab chidiya chug gayee khet".achhi rachna ke liye bahut bahut badhai--- ghansham das ahuja
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #10 on: August 24, 2012, 03:08:27 AM »
Reply with quote
ahuja ji thorhi si koshish ki kuchh kahne ki jo ap ko achhee lagi bahut bahut shukriya. kahine ka bhi man men is liye aaya ki is taraf apne saatheeyon ka dhiya dila sakoon.
hausila fzahi ke liye thanks
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #11 on: September 11, 2012, 03:58:22 PM »
Reply with quote

  yesssssssssssssssss veriiiiiiiiiiii outstanding message........well done BD




shukriya khaamosh aawaz ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:25:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer