sawal*****

by Pooja on May 10, 2006, 02:16:54 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5536 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #30 on: June 12, 2006, 04:34:54 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Jeet.....Pooja ji....and Sonu
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sulagte hai kai sawal by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
SAWAL RASTYAPATI KE CHUNAW KA,,,,,,, by shambhu_007 in Chit - Chat & General Discussion
MERA IK SAWAL HA by NABROY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
koi sawal banjaya kro ya koi sawal kiya kro by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sonu
Guest
«Reply #31 on: June 12, 2006, 06:06:34 AM »
Reply with quote
Ranjitey bahut sohna likhiya hia.. wonderful...

Tujhko chookar jo hawa aati hai,
Na jane kyun mujhko bulati hai.

Nahi ho pata hai deedar tera,
Par wo teri tasveer dikhati hai.

Tujhse ishq kar,ki galti aisa,
Aakhir mujhko keo jatati hai.

Ye hawayen aakar ke mujhko,
Teri halat ki khabar batati hai.

Jab bhi hansta hai tu kahin bhi,
To ye teri hansi mujhe sunati hai.

Tere pyar ko jab bhi yaad karoon,
To ask bankar mujhko rulati hai.

Teri har kilakari kisi aur ke sang,
Pagalon ki tarah mujhko satati hai.

Teri har ek yaad jo aaye mujhe,
Keo wo mujhe“ghayal”kar jati hai.

Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "Pankhuri2"
good one Sonu.....

Janati hu Tu mera hai
phir bhi yah dil jalta hai
janati hu koi aor nahi tere dil mai
phir kayun yah dil, darta hai!!

tum jab karty ho baaty aoro se
kyun mujko acha nahi lagta hai
hai yakin tuj per khud se jayda
phir kayun aye gussa in baato per jayda

janati hu, tu mera hai
phir bhi yah dil jalta hai.....

pankhuri jiiiiiiiii..... khushnaseeb hai woh jiske liye itni jalan (pyaar) ho rahi hai aapko :oops: :oops:

aoron ke saath hoti hai guftgu,
lekin tere saath dil ki baat hai

Na dekh mujhe ajj tu aaise
teri nigahon main ajj bhut agg hai

har chehre main mujhe tu nazar aaye
har lafz mein tere liye hi jazbat hai

nahi yakeen toh aa,seena cheer ke dekh
is dil mein sajji  tere naam ki  hi Qayinaat hai ...!!!

------------------
jaltein hain hum bhi jab koi pukarta hai tujhko
naam tera kissi aur se sunana,JEET ko acha nahi lagta...!!!
[/color]
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: June 12, 2006, 06:07:11 AM »
Reply with quote
Thanks Gaurav..

Quote from: "badnaam_shayar"
Bahut khoob Jeet.....Pooja ji....and Sonu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: June 12, 2006, 02:12:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"

pankhuri jiiiiiiiii..... khushnaseeb hai woh jiske liye itni jalan (pyaar) ho rahi hai aapko :oops: :oops:

aoron ke saath hoti hai guftgu,
lekin tere saath dil ki baat hai

Na dekh mujhe ajj tu aaise
teri nigahon main ajj bhut agg hai

har chehre main mujhe tu nazar aaye
har lafz mein tere liye hi jazbat hai

nahi yakeen toh aa,seena cheer ke dekh
is dil mein sajji  tere naam ki  hi Qayinaat hai ...!!!

------------------
jaltein hain hum bhi jab koi pukarta hai tujhko
naam tera kissi aur se sunana,JEET ko acha nahi lagta...!!!
[/color]

wah kaya reply hai, bahoot khoobsurat Jeet!! bahoot hi acha likha hai apne Sonu!!!

mana hoti hai sirf guftgu
magar dil ko manaya na gaya

bahoot chaha, agg chupa lu kahi
nigaho se chupaya na gaya

her chehre ko dekhon, mera maan kar
her mera lafz likho, aoro ko, muje jaan kar

yahi per to sitam, tera mujh per ho jaata hai
likhana hota hai jo mujko, Tu aoro ko likh jaata hai!!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #34 on: June 12, 2006, 03:11:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"

chaha tha tujhe dil se lagaounga gale
par laout aya ki bas manaya na gaya
roothha tha tujhe paane ke liye
waqt Guzer gaya haal-e-dil sunaya na gaya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #35 on: June 13, 2006, 04:24:18 AM »
Reply with quote
Pooja sis thanks... tusi vi bahut sohna likhiya hia...  how r u???.. kam keysa ja rha hai... wonderful likha hai apney...

Quote from: "Pooja"
Quote from: "burniing_desiires"

pankhuri jiiiiiiiii..... khushnaseeb hai woh jiske liye itni jalan (pyaar) ho rahi hai aapko :oops: :oops:

aoron ke saath hoti hai guftgu,
lekin tere saath dil ki baat hai

Na dekh mujhe ajj tu aaise
teri nigahon main ajj bhut agg hai

har chehre main mujhe tu nazar aaye
har lafz mein tere liye hi jazbat hai

nahi yakeen toh aa,seena cheer ke dekh
is dil mein sajji  tere naam ki  hi Qayinaat hai ...!!!

------------------
jaltein hain hum bhi jab koi pukarta hai tujhko
naam tera kissi aur se sunana,JEET ko acha nahi lagta...!!!
[/color]

wah kaya reply hai, bahoot khoobsurat Jeet!! bahoot hi acha likha hai apne Sonu!!!

mana hoti hai sirf guftgu
magar dil ko manaya na gaya

bahoot chaha, agg chupa lu kahi
nigaho se chupaya na gaya

her chehre ko dekhon, mera maan kar
her mera lafz likho, aoro ko, muje jaan kar

yahi per to sitam, tera mujh per ho jaata hai
likhana hota hai jo mujko, Tu aoro ko likh jaata hai!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: June 13, 2006, 04:26:43 AM »
Reply with quote
nice Harsh ji...

Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Pooja"
Quote from: "burniing_desiires"

pankhuri jiiiiiiiii..... khushnaseeb hai woh jiske liye itni jalan (pyaar) ho rahi hai aapko :oops: :oops:

aoron ke saath hoti hai guftgu,
lekin tere saath dil ki baat hai

Na dekh mujhe ajj tu aaise
teri nigahon main ajj bhut agg hai

har chehre main mujhe tu nazar aaye
har lafz mein tere liye hi jazbat hai

nahi yakeen toh aa,seena cheer ke dekh
is dil mein sajji  tere naam ki  hi Qayinaat hai ...!!!

------------------
jaltein hain hum bhi jab koi pukarta hai tujhko
naam tera kissi aur se sunana,JEET ko acha nahi lagta...!!!
[/color]

wah kaya reply hai, bahoot khoobsurat Jeet!! bahoot hi acha likha hai apne Sonu!!!

mana hoti hai sirf guftgu
magar dil ko manaya na gaya

bahoot chaha, agg chupa lu kahi
nigaho se chupaya na gaya

her chehre ko dekhon, mera maan kar
her mera lafz likho, aoro ko, muje jaan kar

yahi per to sitam, tera mujh per ho jaata hai
likhana hota hai jo mujko, Tu aoro ko likh jaata hai!!!
chaha tha tujhe dil se lagaounga gale
par laout aya ki bas manaya na gaya
roothha tha tujhe paane ke liye
waqt Guzer gaya haal-e-dil sunaya na gaya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #37 on: June 13, 2006, 04:27:13 AM »
Reply with quote
Yaad aaye to aankhen band na karna,
hum chale bhi jaaye to gum na karna.
Yeh zaruri nahi ki har rishte ka koi naam ho,
per dosti ka ehsaas kabhi dil se kam na karna.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #38 on: June 13, 2006, 04:57:05 AM »
Reply with quote
shukariya aor bahoot hi khoob..... pata nahi kayun magar apki charo lines bahoot he achi lagi aor dil ko chu gai....

Ahsaas tera her pal is dil ko rahta hai
kaam aor zindagi mai, mana waqat kam rahta hai
jaogy kaha e-dost humko tum chor kar
dost bana kar, kaya koi aise judai ki baat karta hai!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #39 on: June 13, 2006, 05:10:26 AM »
Reply with quote
Pankhuri ji bahut bahut shukriya... hamrey dil key jazbat apko achey lagey  :oops: .....
Pankhuri ji wonderful...

Tammana se nahi tanhai sey dartey hain,
pyar sey nahi ruswaai sey dartey hain,
milney ki to bahut chahat hai,
par milney key baad judaai sey dartey hain

Quote from: "Pankhuri2"
shukariya aor bahoot hi khoob..... pata nahi kayun magar apki charo lines bahoot he achi lagi aor dil ko chu gai....

Ahsaas tera her pal is dil ko rahta hai
kaam aor zindagi mai, mana waqat kam rahta hai
jaogy kaha e-dost humko tum chor kar
dost bana kar, kaya koi aise judai ki baat karta hai!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: June 13, 2006, 02:07:13 PM »
Reply with quote
tanhaai ka sath, her kisi ne is jahan mai paya hai
ruswaai ka dar kayun, jab dil ne khud ko sahi bataya hai
milane ki chahat hai to bekhouff milo app
Judai mai rangeen yaandein bhi to degi sath!!!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #41 on: June 13, 2006, 03:37:09 PM »
Reply with quote
thanx sonu
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: June 16, 2006, 06:06:26 AM »
Reply with quote
Pooja ji wonderful...

Quote from: "Pooja"
tanhaai ka sath, her kisi ne is jahan mai paya hai
ruswaai ka dar kayun, jab dil ne khud ko sahi bataya hai
milane ki chahat hai to bekhouff milo app
Judai mai rangeen yaandein bhi to degi sath!!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #43 on: June 16, 2006, 06:11:30 AM »
Reply with quote
Thanks Sonu!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #44 on: June 16, 2006, 07:58:32 AM »
Reply with quote
Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 05:51:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer