~*~ Shaadi kay baad mohobat ~*~ by Rahim

by dead heart on January 14, 2011, 03:36:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1412 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Salaam Doston..

Sabse pehle main unn tamam ka shukriya jinhone
ab tak mera saath diya hai iss Yo kay safar main.. Dil se 'Thank
You..'


Aj ka mera topic hai 'shaadi kay baad mohobat..'
Sahi hai ya galat, sabki apni personal opinion hai..
Haan mager sach baat toh yehi hai kay kafi logon ko hojata hai..
Sab iske khilaf likhte hai mager main ek aise shaks ki awaz sunana
chahta hoon jisse shaadi kay baad ishq hua hai..

Ishq kabhi bhi hojata hai; kis kis se bolen,
Dil toh akhir latu hai; kis kis se bolen..

Kabhi bhi kisi par bhi ajata hai yeh,
Dil toh bacha hai jee; kis kis se bolen..

Unse nazrein kya takrayi kay ghayal hogaya,
Dil toh kacha hai jee; kis kis se bolen..

Kaise na karein izhar us’se jis par yeh fida hai ‘Khamosh’,
Dil toh sacha hai jee; kis kis se bolen..

Mohobat karne kay liye hi Khuda ne banaya hai isse,
Ab der se kiya hai dil ne kaam apna; kis kis se bolen..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shaadi ke pehle - Shaadi ke baad by Suhas in SMS , mobile & JOKES
shaadi k baad by fakharenaveed in SMS , mobile & JOKES
**Mohobat ke layak** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Mohobat hargayi** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Mohobat nahin~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sbechain
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2011, 04:06:30 PM »
Reply with quote
Salaam Doston..

Sabse pehle main unn tamam ka shukriya jinhone
ab tak mera saath diya hai iss Yo kay safar main.. Dil se 'Thank
You..'


Aj ka mera topic hai 'shaadi kay baad mohobat..'
Sahi hai ya galat, sabki apni personal opinion hai..
Haan mager sach baat toh yehi hai kay kafi logon ko hojata hai..
Sab iske khilaf likhte hai mager main ek aise shaks ki awaz sunana
chahta hoon jisse shaadi kay baad ishq hua hai..

Ishq kabhi bhi hojata hai; kis kis se bolen,
Dil toh akhir latu hai; kis kis se bolen..

Kabhi bhi kisi par bhi ajata hai yeh,
Dil toh bacha hai jee; kis kis se bolen..

Unse nazrein kya takrayi kay ghayal hogaya,
Dil toh kacha hai jee; kis kis se bolen..

Kaise na karein izhar us’se jis par yeh fida hai ‘Khamosh’,
Dil toh sacha hai jee; kis kis se bolen..

Mohobat karne kay liye hi Khuda ne banaya hai isse,
Ab der se kiya hai dil ne kaam apna; kis kis se bolen..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
[/quote

 acha hai per topic se juda hai
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2011, 05:45:31 PM »
Reply with quote
Rahim Sahab Aadaab!

Achche khayaal hai presentation khoob raha..
Ahsaas o khayaal bhi khoob rahe daad...

Bus itna kaheNge ...
Ke Shibaa jee ne sahiN farmayaa ke theme se
hat gaye hai aap...

Khair kuch bi ho aapne achcha likha hai daad hazir hai
likhate rahiye....

Khush O aabaad rahiye....
Khuda Hafez.... Usual Smile

Kuch aik ashaar hum pesh karne ki gustaqui kareN.. Usual Smile         



JawaaN dil ki hasratoN ko aabaad rahne do
Ho bhi jao qaid magar dil ko aazaad rahne do

Ho jao tum mere yaa mujhko apna banaa lo
Bus faslaa itna rakho maazi ko yaad rahne do

Gham naa karna ishq meiN tum haal pe apne sanam
Milti raho har waqt khushi se dil ko shaad rahne do         



Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: January 14, 2011, 07:46:50 PM »
Reply with quote
Shukriya Sheba jee aur Parwaaz jee..
Sorry jee next time koshish karunga bhat koun nahin..
Khush rahiye..!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: January 14, 2011, 09:53:24 PM »
Reply with quote
Wah bahut baddiya Rahim bhai,hamesha ki tarah sachaai aur khoobsurti se likha aapne,excellent,Parwaaz ji ne bhi bahut khoobi se saath nibhaya.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: January 14, 2011, 10:02:27 PM »
Reply with quote
Apka teh dil se shukriya Madhu di..
Khush rahiye..!
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #6 on: January 15, 2011, 06:21:17 AM »
Reply with quote
wah Dost wah.
aapne sahi farmaaya bilkul.
ye haqqeqat bhi aapki Lekhni se kya khub nikalte hain.
daad daad aur sirf hazaron daad .
khus rahen
sukriya.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 15, 2011, 09:13:43 AM »
Reply with quote
Salaam Doston..

Sabse pehle main unn tamam ka shukriya jinhone
ab tak mera saath diya hai iss Yo kay safar main.. Dil se 'Thank
You..'


Aj ka mera topic hai 'shaadi kay baad mohobat..'
Sahi hai ya galat, sabki apni personal opinion hai..
Haan mager sach baat toh yehi hai kay kafi logon ko hojata hai..
Sab iske khilaf likhte hai mager main ek aise shaks ki awaz sunana
chahta hoon jisse shaadi kay baad ishq hua hai..

Ishq kabhi bhi hojata hai; kis kis se bolen,
Dil toh akhir latu hai; kis kis se bolen..

Kabhi bhi kisi par bhi ajata hai yeh,
Dil toh bacha hai jee; kis kis se bolen..

Unse nazrein kya takrayi kay ghayal hogaya,
Dil toh kacha hai jee; kis kis se bolen..

Kaise na karein izhar us’se jis par yeh fida hai ‘Khamosh’,
Dil toh sacha hai jee; kis kis se bolen..

Mohobat karne kay liye hi Khuda ne banaya hai isse,
Ab der se kiya hai dil ne kaam apna; kis kis se bolen..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Topic Pechida Hai Bhai Rahim, Par Humesha Ki Tarah Lajawaab

Bahut Bahut Khoob, masumiyat se bhari yeh nazm dil ko bhaati hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 15, 2011, 09:14:41 AM »
Reply with quote
Rahim Sahab Aadaab!

Achche khayaal hai presentation khoob raha..
Ahsaas o khayaal bhi khoob rahe daad...

Bus itna kaheNge ...
Ke Shibaa jee ne sahiN farmayaa ke theme se
hat gaye hai aap...

Khair kuch bi ho aapne achcha likha hai daad hazir hai
likhate rahiye....

Khush O aabaad rahiye....
Khuda Hafez.... Usual Smile

Kuch aik ashaar hum pesh karne ki gustaqui kareN.. Usual Smile         



JawaaN dil ki hasratoN ko aabaad rahne do
Ho bhi jao qaid magar dil ko aazaad rahne do

Ho jao tum mere yaa mujhko apna banaa lo
Bus faslaa itna rakho maazi ko yaad rahne do

Gham naa karna ishq meiN tum haal pe apne sanam
Milti raho har waqt khushi se dil ko shaad rahne do         





Bahut bahut Khoob Parwaaz Ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: January 15, 2011, 10:28:06 AM »
Reply with quote
wah Dost wah.
aapne sahi farmaaya bilkul.
ye haqqeqat bhi aapki Lekhni se kya khub nikalte hain.
daad daad aur sirf hazaron daad .
khus rahen
sukriya.
Teh dil se shukriya Mere bhai..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 15, 2011, 10:33:55 AM »
Reply with quote
Topic Pechida Hai Bhai Rahim, Par Humesha Ki Tarah Lajawaab

Bahut Bahut Khoob, masumiyat se bhari yeh nazm dil ko bhaati hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teh dil se shukriya dost..
haan masoomiyat se hi likhna chahta tha isse..
Khush rahiye..!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #11 on: January 16, 2011, 01:22:33 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Rahim Bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: January 16, 2011, 02:00:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Rishi jee..
Khush rahiye!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:52:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer