mamta bajpai
Guest
|
Sham dhalte hee ghar ko jaanaa hai uske saaye me shab bitaanaa hai
dard yaksaaN hai sabka furqat me sabko apanoN ka pyaar paanaa hai
koi jaaye kyoN waqt se pahle sabke jaane kaa waqt aanaa hai
kisko maaloom ye kahaaN jaayeN hai kahaaN inkaa aab o daanaa hai
yuN to duniyaa bharee hai qissoN se sabse achchhaa teraa fasaanaa hai
Mamta Bajpai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 20, 2010, 06:10:42 AM » |
|
mamta jiii dheer saari daad ke sath likhte rahiye ....yunhi bahut khoob he~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: October 20, 2010, 06:40:06 AM » |
|
bht khubsurat nazm mamta ji...bht hi dilkash likha haia apne.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 20, 2010, 07:31:40 AM » |
|
Bahut khoob Mamta Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 20, 2010, 01:04:55 PM » |
|
Bekaraar jee! bahut bahut dhanyawaad! aap ye bataayeN aap kahaaN kho gaye the ......kafi arsaa huaa aap nazar naheeN aaye or naa hee aap kee koi rachna nazar nawaaz hui...khair.achchha lagaa aap ko yahaaN dekh kar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 20, 2010, 01:08:48 PM » |
|
Arun jee!aap ki or se milee badhaai paa kar mai bahut khush hooN. aap kee lekhni kee mai kaayal hooN.aap ko kai baar paRhaa.or prabhaavit hue binaa na rah sakee...ek baar phir aap ko gazal ko apnaa qeemati waqt dene or saraahane kaa behad shukriyaa....
Mamta Bajpai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 20, 2010, 01:15:17 PM » |
|
Abhi jab tak tumhaari daad milti rahegi likhne kaa housla kam naheeN hone deNge......bahut bahtu dahanyawaad!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 20, 2010, 01:17:52 PM » |
|
shukriyaa Kasak jee!kuchh silsila aap kee or se bhee isi zameen par.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 20, 2010, 01:18:36 PM » |
|
bahut bahut dahanyawaad Rajesh jee!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #11 on: October 21, 2010, 09:36:28 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 21, 2010, 02:32:48 PM » |
|
Shukriya Hriday jee!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 21, 2010, 08:50:49 PM » |
|
bahut hi achhe khayalaat likhe hain aapne mamta ji... !
ek musaafir hai zindagi kahaN iska thikaana hai de kar kuch bikhri yaadein phir laut jaana hai
kaun kahaaN kisko rok saka hai yahaan ab tak phir bhi koi na jaane kisko kahaan jaana hai
ab ye zid ho chala gar tumhe ki bhulaa do hume phir to khushi ke liye tumhaari hume mit jaana hai
ye haunsla ye zazba khud mein banaaye rakh Intezar tujhe is duniya se hokar abhi bahut door jaana hai... !
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: October 22, 2010, 04:13:25 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|