BANSI DHAMEJA
Guest
|
Nasha karna kisike liye bhi achha nahin hota Nashe se nuksaan hi hain koi phayda nahin hota
Kuchh log peete hain apne gam bhulane ke liye Wo jante nahin peene se koi gam khatam nahin hota
Peene se kayee gharon ko toot te huye dekha hai Kayee zindagiyon ko khatam hote huye dekah hai
Man to karta hai saree sharaab ki dukane jalla doon Kiya karoon is ki kanoon ijazat nahin ddeta ----------bansi dhameja(madhur)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 11, 2012, 04:38:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 11, 2012, 05:08:56 PM » |
|
saudagar ji AAP KA SHUKIYA KIN ALFAZ SE KAROON MERE PASS WO ALFAZ NAHI HAIN bansi TO EK NACHEZ HAI KOI SHAYAR NAHI HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 11, 2012, 07:06:20 PM » |
|
achhi socha rahi aapki bansi ji...
tamasha kyu hi ye sharaab hi to hai... aadat maana jara si kharaab hi to hai...
Intezar!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 11, 2012, 07:09:52 PM » |
|
Nasha karna kisike liye bhi achha nahin hota Nashe se nuksaan hi hain koi phayda nahin hota
Kuchh log peete hain apne gam bhulane ke liye Wo jante nahin peene se koi gam khatam nahin hota
Peene se kayee gharon ko toot te huye dekha hai Kayee zindagiyon ko khatam hote huye dekah hai
Man to karta hai saree sharaab ki dukane jalla doon Kiya karoon is ki kanoon ijazat nahin ddeta ----------bansi dhameja(madhur)
naice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 11, 2012, 07:10:32 PM » |
|
achhi socha rahi aapki bansi ji...
tamasha kyu hi ye sharaab hi to hai... aadat maana jara si kharaab hi to hai...
Intezar!
naice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mazHur
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 11, 2012, 11:58:47 PM » |
|
kisi shayer ne kia khoob kaha he
ay Zauq dekh dukhter e raz ko na moonh laga chut-tee nahi he moonh se ye kafir lagi hui!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #7 on: August 12, 2012, 12:51:26 AM » |
|
sahi kaha bansiji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roy
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 12, 2012, 07:47:58 AM » |
|
waaahh waaahhh sir bilkul sahi likha hai aapne ye kanoon ko bohot tax milta hai is shrab se .. shrab bikni kabhi khatam nahi ho sakti !! agar aap jalaoge to mashal mai pakdaunga apko bansi g !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #9 on: August 12, 2012, 08:50:11 AM » |
|
bahut prernaa daayak
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 12, 2012, 04:48:11 PM » |
|
intezar ji shukriya manta hoon Zaraa see aadat kharaab hone se bahut nuksaan nahin hota Jab lat parh jaye sharaab ki to uska koi ilaaj nahi hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 13, 2012, 11:28:26 AM » |
|
khamosh aawaaz ji thnks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 13, 2012, 11:34:56 AM » |
|
roy ji thanks man to kuchh karna chahta hai magar haalaat wo sab karne dete nhin logon ko sharaab peene se rokna assan hai magar sharaab ki dukane jalaanaa aasaan nahin
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BANSI DHAMEJA
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 13, 2012, 11:38:23 AM » |
|
mazHur ji shukriya ghar se maikhane jana to aasaan hai magar ghar ko wapas aanaa aasaan nahin sharaab peene ki aadat dalna aasaan hai magar us aadat ko chhorhna aasan nahin
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|