shayar ka tasavvur uski tanhaayiyun se sajta

by @kaash on February 28, 2009, 10:32:58 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 986 times)
@kaash
Guest
Reply with quote


Main vo naghma jo roz naye saazon me bajta
Shayar ka tasavvur to uski tanhaiyun se sajta

Dekhkar aaiyna tasalli kisko dete ho
Imaan zinda hai to dil’e’aaiyna dil se chamakta

Roshni andheron ki andhere roshni ke talabgaar
Kudrat ki aashiqui me din’o’raaat ishq se sajta

Khabardaar mujhko karke phir mujhse bekhabar ho gaya
Kya kahen ye shaqs unka karam hi ise samajhta

Taazgi gham se rahti gul’e’zindgaani ki
Khushiyun ka qaarobaar aalam’e’dard se mahakta

Beshak kisi ka nahi main mera koi aur nahi
dunia use bhi nahi kahte insaan jise kahta

-KAASH-



Logged
ANAAMIKA
Guest
«Reply #1 on: March 16, 2009, 06:51:55 PM »
Reply with quote
achha nagma hai aapka....AKAASH.. Applause Applause Applause

DARD KA RISHTA HAI TANHAAIYUN SE
Aakash ka rishta hai sitaron se
Main yahan gumsum is jahaan mai
Wo sitare toot-tey oos jahaan mai


Main vo naghma jo roz naye saazon me bajta
Shayar ka tasavvur to uski tanhaiyun se sajta

Dekhkar aaiyna tasalli kisko dete ho
Imaan zinda hai to dil’e’aaiyna dil se chamakta

Roshni andheron ki andhere roshni ke talabgaar
Kudrat ki aashiqui me din’o’raaat ishq se sajta

Khabardaar mujhko karke phir mujhse bekhabar ho gaya
Kya kahen ye shaqs unka karam hi ise samajhta

Taazgi gham se rahti gul’e’zindgaani ki
Khushiyun ka qaarobaar aalam’e’dard se mahakta

Beshak kisi ka nahi main mera koi aur nahi
dunia use bhi nahi kahte insaan jise kahta

-KAASH-



Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: June 02, 2009, 10:17:22 AM »
Reply with quote

Main vo naghma jo roz naye saazon me bajta
Shayar ka tasavvur to uski tanhaiyun se sajta

Dekhkar aaiyna tasalli kisko dete ho
Imaan zinda hai to dil’e’aaiyna dil se chamakta

Roshni andheron ki andhere roshni ke talabgaar
Kudrat ki aashiqui me din’o’raaat ishq se sajta

Khabardaar mujhko karke phir mujhse bekhabar ho gaya
Kya kahen ye shaqs unka karam hi ise samajhta

Taazgi gham se rahti gul’e’zindgaani ki
Khushiyun ka qaarobaar aalam’e’dard se mahakta

Beshak kisi ka nahi main mera koi aur nahi
dunia use bhi nahi kahte insaan jise kahta

-KAASH-






BAHAUT KHOOB...WAAH WAAH..LAJAWAB...KAAHSH JI
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: June 02, 2009, 11:20:08 AM »
Reply with quote
kya baat hai kaash dear.roz aap naye naye kalaam pesh kar rahe hain
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: July 06, 2009, 07:41:38 AM »
Reply with quote


BAHUT KHOOB DUNIYA USE BHI NAHIN KAHTE....WAAH KAASH JI Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:43:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer