shradhaanjali

by thycreator on September 16, 2009, 08:40:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 970 times)
thycreator
Guest
Reply with quote
Man hua toh likh diya.....har uss shakhs ke liye, jisne shabdon se aaina dikhane ki kala ko saakar kiya hai

Ghalib’ ke shabdon pe hum toh marte hain,
Mir’ ke ghazalon mein jeewan ye basar karte hain.

Dhoond lete hai khushiyan ‘Gulzar’ ke dum pe,
Apne raaton ko roshini e ‘Badar’ karte hain.

Kabhi har jaate hai dil apna ‘Amir Khusro’ par,
Phir bhi sabke liye rukhsar e ‘Zafar’ karte hain,

Dekh li kabhi dunia ‘Jigar’ ke chashme se,
Kabhi ‘Firaaq’ ko samajh ye nazar karte hain.

Hue hain aur sukhanwar bahut se dunia mein,
Jinke sajde mein hum apna sar karte hain.

Mere maula shukra hai tera tahe dil se,
Humne jana hai shabd kitna asar karte hain.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: September 16, 2009, 09:12:06 PM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hum to wah wah wah bas apki najar karte hai
Likhi kaya kamaal ki kavita, such kaha shabd kitna asar karte hai!!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: September 17, 2009, 02:12:23 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Creator ji wonderful creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: September 17, 2009, 02:14:28 AM »
Reply with quote
Wow.. Kya baat hai Amit ji.. Bahoot bahoot Khoob .. Kya kahiye !!
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: September 17, 2009, 02:47:23 AM »
Reply with quote
Man hua toh likh diya.....har uss shakhs ke liye, jisne shabdon se aaina dikhane ki kala ko saakar kiya hai

Ghalib’ ke shabdon pe hum toh marte hain,
Mir’ ke ghazalon mein jeewan ye basar karte hain.

Dhoond lete hai khushiyan ‘Gulzar’ ke dum pe,
Apne raaton ko roshini e ‘Badar’ karte hain.

Kabhi har jaate hai dil apna ‘Amir Khusro’ par,
Phir bhi sabke liye rukhsar e ‘Zafar’ karte hain,

Dekh li kabhi dunia ‘Jigar’ ke chashme se,
Kabhi ‘Firaaq’ ko samajh ye nazar karte hain.

Hue hain aur sukhanwar bahut se dunia mein,
Jinke sajde mein hum apna sar karte hain.

Mere maula shukra hai tera tahe dil se,
Humne jana hai shabd kitna asar karte hain.

 Applause Applause

bahut bahut khoob likha hai aapne Amit ...

Logged
Anupama Sha'kya
Guest
«Reply #5 on: September 17, 2009, 08:00:50 AM »
Reply with quote
Man hua toh likh diya.....har uss shakhs ke liye, jisne shabdon se aaina dikhane ki kala ko saakar kiya hai

Ghalib’ ke shabdon pe hum toh marte hain,
Mir’ ke ghazalon mein jeewan ye basar karte hain.

Dhoond lete hai khushiyan ‘Gulzar’ ke dum pe,
Apne raaton ko roshini e ‘Badar’ karte hain.

Kabhi har jaate hai dil apna ‘Amir Khusro’ par,
Phir bhi sabke liye rukhsar e ‘Zafar’ karte hain,

Dekh li kabhi dunia ‘Jigar’ ke chashme se,
Kabhi ‘Firaaq’ ko samajh ye nazar karte hain.

Hue hain aur sukhanwar bahut se dunia mein,
Jinke sajde mein hum apna sar karte hain.

Mere maula shukra hai tera tahe dil se,
Humne jana hai shabd kitna asar karte hain.

must say "bahut dam hai"  
realese your poetry book. Applause
Logged
thycreator
Guest
«Reply #6 on: September 17, 2009, 09:05:25 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Pooja, Madhuwesh, Sophi, Roja aur Anupama ji.....Usual Smile

Anupama ji, meri poetry book...:D.....haan, bahut dino se logon ko maze lene ka koi jariya nahi mila.....tongue3 kyun mazak udate ho aap yaar....Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:22:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer