~*~ Sochta hoon kya likhoun ~*~ by Rahim

by dead heart on December 10, 2011, 11:27:39 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 902 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Kabhi kabhi mann karta hai kay hum kuch likhein, apne jazbaton ko baha dein..Mager kya likhein, kaise likhein yeh samaj nahin ata..
Bas issi jazbaat ko rakh kay, yeh kalam..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

Uss Rabb ki tariff karne ko jee chahta hai mager,
Jiske agey tamam lavz samander ka ek qatra bhar nahin,
Sochta hoon uske bare main likhoun, toh kaise likhoun..

Kisi kay haath main kisi ka haath dekha toh woh yaad agayi,
Meri zindagi aur mere parrne wale khafa hojaenge mujse,
Har baar mehfil main ghum par likhoun, toh kaise likhoun..

Kehne ko toh saja sakta hoon kagaz ko nasihaton se,
Zindagi bhar jispe khud amal na kiya maine,
Woh dusron ko seekhane kay liye, akhir kaise likhoun..

Dil kay paas koi nahin dilbaar uska mager ashiq hai yeh,
Mujse kehta hai, kuch aisa likh kay parrne wale ko mohobat hojaye,
Mager jab mere paas woh shaks hi nahin, toh mohobat par kaise likhoun..

Jaate jaate ae Khuda apni ek dua yahan zaroor likh jaunga,
Kay aisa koi de de, jiske milne se ‘Khamosh’ dobara ek awaz banjaye ,
Koi aisa de de, jo meri tanhai ko bhar de aur main uske ashq pee jaun,
Ae Khuda mere, bas tu mujhe aisa koi shaks de de..aisa koi shaks de de..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jab sochta hoon... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
!!!!!!!!!!!.......SochtA HooN..............!!!!!!! by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
sochta hoon by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
{Sochta Hoon} by angel4u in Shayri-E-Dard
na sochta hoon by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 10, 2011, 11:39:35 AM »
Reply with quote
Aadaab Rahim Sahaab!

Janab kia ahsaas O khayaal bayaaN kiye hai.. zindagi ki
roz marraaH ki haqeekhat bayaaN kar dii janab..

Bahut khub aur behad achchi kalaam ... humari dili daad
O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile

Kabhi kabhi mann karta hai kay hum kuch likhein, apne jazbaton ko baha dein..Mager kya likhein, kaise likhein yeh samaj nahin ata..
Bas issi jazbaat ko rakh kay, yeh kalam..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

Uss Rabb ki tariff karne ko jee chahta hai mager,
Jiske agey tamam lavz samander ka ek qatra bhar nahin,

Sochta hoon uske bare main likhoun, toh kaise likhoun..

Kisi kay haath main kisi ka haath dekha toh woh yaad agayi,
Meri zindagi aur mere parrne wale khafa hojaenge mujse,
Har baar mehfil main ghum par likhoun, toh kaise likhoun..

Kehne ko toh saja sakta hoon kagaz ko nasihaton se,
Zindagi bhar jispe khud amal na kiya maine,
Woh dusron ko seekhane kay liye, akhir kaise likhoun..

Dil kay paas koi nahin dilbaar uska mager ashiq hai yeh,
Mujse kehta hai, kuch aisa likh kay parrne wale ko mohobat hojaye,
Mager jab mere paas woh shaks hi nahin, toh mohobat par kaise likhoun..

Jaate jaate ae Khuda apni ek dua yahan zaroor likh jaunga,
Kay aisa koi de de, jiske milne se ‘Khamosh’ dobara ek awaz banjaye ,
Koi aisa de de, jo meri tanhai ko bhar de aur main uske ashq pee jaun,
Ae Khuda mere, bas tu mujhe aisa koi shaks de de..aisa koi shaks de de..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: December 10, 2011, 11:57:16 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Rahim Bhai
 Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: December 10, 2011, 12:41:14 PM »

             kuch bhi likhun yahaan toh kya likhun.
             teri iss khamoshi mein woh lafz hain ki abb kya likhun.
             tere dard ko jaanta hai khuda zara sabr kar,
             tere andaaz-e-bayan ki taarif mein main kya likhun

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applausebahut khoob rahim ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 10, 2011, 12:57:45 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi mann karta hai kay hum kuch likhein, apne jazbaton ko baha dein..Mager kya likhein, kaise likhein yeh samaj nahin ata..
Bas issi jazbaat ko rakh kay, yeh kalam..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

Uss Rabb ki tariff karne ko jee chahta hai mager,
Jiske agey tamam lavz samander ka ek qatra bhar nahin,
Sochta hoon uske bare main likhoun, toh kaise likhoun..

Kisi kay haath main kisi ka haath dekha toh woh yaad agayi,
Meri zindagi aur mere parrne wale khafa hojaenge mujse,
Har baar mehfil main ghum par likhoun, toh kaise likhoun..

Kehne ko toh saja sakta hoon kagaz ko nasihaton se,
Zindagi bhar jispe khud amal na kiya maine,
Woh dusron ko seekhane kay liye, akhir kaise likhoun..

Dil kay paas koi nahin dilbaar uska mager ashiq hai yeh,
Mujse kehta hai, kuch aisa likh kay parrne wale ko mohobat hojaye,
Mager jab mere paas woh shaks hi nahin, toh mohobat par kaise likhoun..

Jaate jaate ae Khuda apni ek dua yahan zaroor likh jaunga,
Kay aisa koi de de, jiske milne se ‘Khamosh’ dobara ek awaz banjaye ,
Koi aisa de de, jo meri tanhai ko bhar de aur main uske ashq pee jaun,
Ae Khuda mere, bas tu mujhe aisa koi shaks de de..aisa koi shaks de de..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bahut Bahut Khooob Dost Rahim..

Bahut Hi Khooobsurat jazbaat pesh Kiye Hai Aapne..

Shandaar peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: December 10, 2011, 01:36:34 PM »
Reply with quote
Aadaab Rahim Sahaab!

Janab kia ahsaas O khayaal bayaaN kiye hai.. zindagi ki
roz marraaH ki haqeekhat bayaaN kar dii janab..

Bahut khub aur behad achchi kalaam ... humari dili daad
O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile

Parwaaz Sahab, apko pasand aya, hume behad khushi hui..
Apka teh teh dil se shukriya..
Bas yunhi saath dete rahiyega mere bhai..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: December 10, 2011, 01:43:44 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Rahim Bhai
 Applause Applause Applause

Teh teh dil se shukriya dost..
Saath dete rahiye..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: December 10, 2011, 02:09:34 PM »
Reply with quote

             kuch bhi likhun yahaan toh kya likhun.
             teri iss khamoshi mein woh lafz hain ki abb kya likhun.
             tere dard ko jaanta hai khuda zara sabr kar,
             tere andaaz-e-bayan ki taarif mein main kya likhun

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applausebahut khoob rahim ji
Aha kya kehne Sheba jee tariff karne kay..
Teh teh dil se shukriya apka..
Bas yunhi saath rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: December 10, 2011, 02:42:09 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi mann karta hai kay hum kuch likhein, apne jazbaton ko baha dein..Mager kya likhein, kaise likhein yeh samaj nahin ata..
Bas issi jazbaat ko rakh kay, yeh kalam..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

Uss Rabb ki tariff karne ko jee chahta hai mager,
Jiske agey tamam lavz samander ka ek qatra bhar nahin,
Sochta hoon uske bare main likhoun, toh kaise likhoun..

Kisi kay haath main kisi ka haath dekha toh woh yaad agayi,
Meri zindagi aur mere parrne wale khafa hojaenge mujse,
Har baar mehfil main ghum par likhoun, toh kaise likhoun..

Kehne ko toh saja sakta hoon kagaz ko nasihaton se,
Zindagi bhar jispe khud amal na kiya maine,
Woh dusron ko seekhane kay liye, akhir kaise likhoun..

Dil kay paas koi nahin dilbaar uska mager ashiq hai yeh,
Mujse kehta hai, kuch aisa likh kay parrne wale ko mohobat hojaye,
Mager jab mere paas woh shaks hi nahin, toh mohobat par kaise likhoun..

Jaate jaate ae Khuda apni ek dua yahan zaroor likh jaunga,
Kay aisa koi de de, jiske milne se ‘Khamosh’ dobara ek awaz banjaye ,
Koi aisa de de, jo meri tanhai ko bhar de aur main uske ashq pee jaun,
Ae Khuda mere, bas tu mujhe aisa koi shaks de de..aisa koi shaks de de..

Kaagaz kalam liye sochta hoon kya likhoun,
Jazbaat itne hai, sochta hoon kya kya likhoun..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
baht khoob dost--
aapne to apni bhawnaon ko kalambaddh kr dia--
warna hum to hamesha udhedbun me hi rah jaate hain--

bht khoob ehsaas karaya aapne--

daad daad

duaon ke saath
khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: December 10, 2011, 05:56:50 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob Dost Rahim..

Bahut Hi Khooobsurat jazbaat pesh Kiye Hai Aapne..

Shandaar peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teh teh dil se shukriya Khwaish dost..
Bas yunhi apna saath banaye rakhiyega..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: December 12, 2011, 07:08:10 AM »
Reply with quote
baht khoob dost--
aapne to apni bhawnaon ko kalambaddh kr dia--
warna hum to hamesha udhedbun me hi rah jaate hain--

bht khoob ehsaas karaya aapne--

daad daad

duaon ke saath
khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Teh teh dil se shukriya Dost..
Bas ehsaason ko lavzon main uttarne ki koshish hoti hai hamesha..
Apna saath dete rahiyega..
Khush rahiye..!
Logged
Dil Shah
Guest
«Reply #11 on: December 12, 2011, 08:32:22 AM »
Reply with quote
wah bahut khooooob dost wahhhhhhhhhh..
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: December 14, 2011, 03:46:46 PM »
Reply with quote
wah bahut khooooob dost wahhhhhhhhhh..
Teh teh dil se shukriya DIl Shah jee..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:27:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer