!!!..Subah ka aalam..!!!

by nashwani on October 06, 2013, 08:19:51 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1533 times)
nashwani
Guest
Reply with quote
Sheba jee ki likhi hui RAAT ko padhkar ye kuchh likhne ka idea aaya..Ek chhoti si koshish hai..

Khwabo.N ka dariya sukhata subah ka aalam,,
Haqeeqat se rubaroo karaata subah ka aalam..

Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..

Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Saathi andhera jaane kitne hi naummedo.N ka,,
Logo.N ko phir tanha banaata subah ka aalam..

Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..

Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ   
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
besabri ka aalam... by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bekhudi ka aalam by Preet.Dehlvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
tabhai ka aalam.. by Pundreek in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aalam judai ka by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
Ab Yeh Aalam Hai! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
soudagar
Guest
«Reply #1 on: October 06, 2013, 08:22:18 PM »
Reply with quote
waah waah waah waah bhai kya khub aur dilkash qalaam raha sheba ji ke qalaam ki raat ki darvani subah behad badhiya tarike se dikhai tumne.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nashwani
Guest
«Reply #2 on: October 06, 2013, 08:24:38 PM »
Reply with quote
waah waah waah waah bhai kya khub aur dilkash qalaam raha sheba ji ke qalaam ki raat ki darvani subah behad badhiya tarike se dikhai tumne.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut shukriya mere eid ke chand..lagta hai aapki subah bhi zara der se hoti hai..Laughing hard Laughing hard
Logged
soudagar
Guest
«Reply #3 on: October 06, 2013, 08:28:16 PM »
Reply with quote
haahhahaha subah ho kahan rahi hai bhai.. yeh to tere qalaam ne ehsaas dilaya ki subah bhi hoti hai warna hum to sheba ji kahi raat mein hi jee rahe hain
Logged
nashwani
Guest
«Reply #4 on: October 06, 2013, 08:31:22 PM »
Reply with quote
haahhahaha subah ho kahan rahi hai bhai.. yeh to tere qalaam ne ehsaas dilaya ki subah bhi hoti hai warna hum to sheba ji kahi raat mein hi jee rahe hain

Are wo to maine implement kar li..ap sab ke liye ye lo subah ka aalam..wo kali raat mujhe bahut pasand hai main hi rak leta hun..tongue3 Laughing hard Laughing hard
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: October 06, 2013, 09:15:29 PM »
Reply with quote
Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..

Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ   


waah waah nashwani bhai bohut umda kalaam pesh kiya hai ,

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
nashwani
Guest
«Reply #6 on: October 06, 2013, 09:20:05 PM »
Reply with quote
Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..

Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ   


waah waah nashwani bhai bohut umda kalaam pesh kiya hai ,

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley

Pasand karne ka bahut shukriya sahal bhai..happy9
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #7 on: October 06, 2013, 09:42:15 PM »
Reply with quote
Bahaut achchhee ghazal kahi Nashwani ji .... Daad aapko !
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: October 06, 2013, 09:49:27 PM »
Reply with quote
Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..

Bahut badhiya

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: October 06, 2013, 10:05:24 PM »
Reply with quote


Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..

Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Bahut bahut khoob nashwani ji.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #10 on: October 06, 2013, 10:28:57 PM »
Reply with quote
Sheba jee ki likhi hui RAAT ko padhkar ye kuchh likhne ka idea aaya..Ek chhoti si koshish hai..
Khwabo.N ka dariya sukhata subah ka aalam,,
Haqeeqat se rubaroo karaata subah ka aalam..

Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..

Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Saathi andhera jaane kitne hi naummedo.N ka,,
Logo.N ko phir tanha banaata subah ka aalam..

Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..

Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ   


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: October 06, 2013, 11:47:50 PM »
Reply with quote
superb dheron daad
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: October 07, 2013, 12:56:03 AM »
Reply with quote
Sheba jee ki likhi hui RAAT ko padhkar ye kuchh likhne ka idea aaya..Ek chhoti si koshish hai.. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Khwabo.N ka dariya sukhata subah ka aalam,,
Haqeeqat se rubaroo karaata subah ka aalam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Saathi andhera jaane kitne hi naummedo.N ka,,
Logo.N ko phir tanha banaata subah ka aalam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley   


acha raha subah ka aalam raat ke andhere se icon_flower icon_flower!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #13 on: October 07, 2013, 02:30:21 AM »
Reply with quote
Sheba jee ki likhi hui RAAT ko padhkar ye kuchh likhne ka idea aaya..Ek chhoti si koshish hai..
Khwabo.N ka dariya sukhata subah ka aalam,,
Haqeeqat se rubaroo karaata subah ka aalam..

Tanha raat ko apna banati vo chand ki roshni,,
Uss chand ka noor churaata subah ka aalam..

Gham ke paimane chhalkata shaam ka manzar,,
Naye haseen nazaare dikhata subah ka aalam..

Saathi andhera jaane kitne hi naummedo.N ka,,
Logo.N ko phir tanha banaata subah ka aalam..

Mehboob ki yaad me tha sari raat neend tihaare,,
Zalim do pal ki uski neend udata subah ka aalam..

Mana khudgarz hai, hai zara ziddi bhi, par haan,,
Nazaro.N ke parde hataata subah ka aalam..!!! Ñ   

Bahut Hi Umda Kalaam,Dhero.N Daad Qabool KareiN.!!
Bhai Ashwani Jee.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: October 07, 2013, 02:31:00 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:05:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer