Tab...aur ab.... !!!

by Talat on April 03, 2008, 02:44:41 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 7913 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: July 18, 2008, 07:29:24 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob celmira
Logged
syednaami
Guest
«Reply #46 on: July 18, 2008, 07:37:58 PM »
Reply with quote
Sab ne apne apne khayaalaat ko khoobsurti se paish kya hai... buhat achha laga...
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #47 on: July 21, 2008, 01:01:04 PM »
Reply with quote
Wo bachpan wo khilaune, wo gudiya ki shaadi
Armaan poore karte the jab dada aur daadi

Wo raaton main jama hona, wo sunna kahani
Bachchon ke ghere main pariyon si ek nani

Wo mausam baarish ka wo kaghaz ki nayya
Ghoom jaata hai kaise ye waqt ka pahiya

Wo yaadain reh gayin, wo baatain reh gayi hain
Khushbu thaame yaadon ki saansan reh gayi hain


bahoot khoob celmira,

 Applause Applause Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #48 on: July 21, 2008, 01:19:07 PM »
Reply with quote
Wo bachpan wo khilaune, wo gudiya ki shaadi
Armaan poore karte the jab dada aur daadi

Wo raaton main jama hona, wo sunna kahani
Bachchon ke ghere main pariyon si ek nani

Wo mausam baarish ka wo kaghaz ki nayya
Ghoom jaata hai kaise ye waqt ka pahiya

Wo yaadain reh gayin, wo baatain reh gayi hain
Khushbu thaame yaadon ki saansan reh gayi hain

Very Beautiful Lines Celmira... Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: August 31, 2008, 12:24:19 AM »
Reply with quote
Kya baat he bohut khoob.
Apni or sabhi ki maasoom yaadon ke sunehre motiyoN ko bade hi khubsurat andaaz mein piroya he aapne.


Bohot bohot shukriya Sayyid Usual Smile

wah bahoot khoob celmira

Thanks a lot Pooja Usual Smile

Sab ne apne apne khayaalaat ko khoobsurti se paish kya hai... buhat achha laga...

Shukriya janaab

bahoot khoob celmira,

 Applause Applause Applause


Bohot shukriya Sanjeev Usual Smile


Very Beautiful Lines Celmira... Usual Smile


Thanks so much Mahiya Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: September 22, 2008, 06:43:36 PM »
Reply with quote
Thankyou ! Yoindia
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #51 on: November 07, 2008, 05:14:37 AM »
Reply with quote



Bahut khoob Celmira
Logged
Talat
Guest
«Reply #52 on: November 08, 2008, 01:34:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonia Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #53 on: November 16, 2008, 03:01:13 PM »
Reply with quote
Bahut accha likha aapne Talat  Applause
aur bahut naye andaz se description diya hai bekarar ji ne..
and sach toh yeh hai ke Tab aur Ab mein bahut bahut farak aagaya hai..

Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #54 on: November 16, 2008, 04:40:53 PM »
Reply with quote
Aapka jawab nahi aap bahut khoob likha , and so beautiful topic  and i hope aage aap isse acha likhenge i like this topic .....always

Aapne purani yaadon ko taaza kar diya,
dada-dadi ke rishtein ko mazboot or bana diya,
iss rishte ki aapne ehmiyat logo ko samjhayi ,
ye samjhkar dil khush ho gaya
aapne purani yaadon ko taaza kar diya

Rishtein toh dil ke hote hai or
woh rishta apna pariwaar hota hai jisse
humara dil judha hota hai

Khushiyon ki sougaat tabhi sabhi ko nasib hoti hai
jab apne badon ki ehmiyat pata hoti hai
tab log iss ehmiyat sir jhukakar salam kartein the
or ab is kadar buzurgon ki baizaiti kartein hai jaise
woh gheer ho , ye dekhke dil rota hai , tab dil mein bahut derd hota ,
bas yahi khayal ata hai "TAB AUR AB " mein kitna fark aa gya hai

Humne bahut log dekhe
kisi ko khoob apnon se pyaar mila , toh
kisi ko bahut baizati naseeb mili , kisi
ko bahut khushi mili , toh kisi ko bahut ghum mile,
kisi ko nafrat mili , toh kisi ko apno se behad pyaar mila
jo bado ki izzat kare toh khuda uski izzat karta hai , jo bado ko
samjhe nahi or na izzat kare uske liye khuda ke dil mein bhi jagha nahi, or
unki jannat mein bhi panah nahi .............

Humne pyaar kiya bado se,
bado ne pyaar diya khushi se,
humne unko chaha dil se ,
bado ne apnaya pure dil se,
humne unki har khuwaish ko pura karne ki koshish ki,
bado ne humari koshish ko hi apni khuwaish samjhi,
humne unse behad saari baatein kari,or
bado se hume bahut si baatein sikhne ko mili,
hum agar apne ki ehmiyat samjhenge tabhi bade khush rahe sakenge..........

Yaadein toh bahut hai jo humne dada dadi ke sath guzari
baatein toh bahut hai jo humne dada dadi ke sath ki
or pyaar bahut mila jo dada dadi ne humko diya................

***************************************(MUSKAN)*****************************


Logged
syednaami
Guest
«Reply #55 on: May 08, 2009, 02:28:26 PM »
Reply with quote
Very nice Muskaan, where have you been?
Logged
Talat
Guest
«Reply #56 on: May 08, 2009, 02:32:04 PM »
Reply with quote
Bahut accha likha aapne Talat  Applause
aur bahut naye andaz se description diya hai bekarar ji ne..
and sach toh yeh hai ke Tab aur Ab mein bahut bahut farak aagaya hai..



Thanks so much Roja tongue3 tongue3
Logged
Talat
Guest
«Reply #57 on: May 08, 2009, 02:34:18 PM »
Reply with quote
Aapka jawab nahi aap bahut khoob likha , and so beautiful topic  and i hope aage aap isse acha likhenge i like this topic .....always

Aapne purani yaadon ko taaza kar diya,
dada-dadi ke rishtein ko mazboot or bana diya,
iss rishte ki aapne ehmiyat logo ko samjhayi ,
ye samjhkar dil khush ho gaya
aapne purani yaadon ko taaza kar diya

Rishtein toh dil ke hote hai or
woh rishta apna pariwaar hota hai jisse
humara dil judha hota hai

Khushiyon ki sougaat tabhi sabhi ko nasib hoti hai
jab apne badon ki ehmiyat pata hoti hai
tab log iss ehmiyat sir jhukakar salam kartein the
or ab is kadar buzurgon ki baizaiti kartein hai jaise
woh gheer ho , ye dekhke dil rota hai , tab dil mein bahut derd hota ,
bas yahi khayal ata hai "TAB AUR AB " mein kitna fark aa gya hai

Humne bahut log dekhe
kisi ko khoob apnon se pyaar mila , toh
kisi ko bahut baizati naseeb mili , kisi
ko bahut khushi mili , toh kisi ko bahut ghum mile,
kisi ko nafrat mili , toh kisi ko apno se behad pyaar mila
jo bado ki izzat kare toh khuda uski izzat karta hai , jo bado ko
samjhe nahi or na izzat kare uske liye khuda ke dil mein bhi jagha nahi, or
unki jannat mein bhi panah nahi .............

Humne pyaar kiya bado se,
bado ne pyaar diya khushi se,
humne unko chaha dil se ,
bado ne apnaya pure dil se,
humne unki har khuwaish ko pura karne ki koshish ki,
bado ne humari koshish ko hi apni khuwaish samjhi,
humne unse behad saari baatein kari,or
bado se hume bahut si baatein sikhne ko mili,
hum agar apne ki ehmiyat samjhenge tabhi bade khush rahe sakenge..........

Yaadein toh bahut hai jo humne dada dadi ke sath guzari
baatein toh bahut hai jo humne dada dadi ke sath ki
or pyaar bahut mila jo dada dadi ne humko diya................

***************************************(MUSKAN)*****************************




Thanks a lot Muskan....aur dear aapne bhi bohot achcha likha hai.....Bohot bohot khoob !!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #58 on: May 09, 2009, 05:02:26 AM »
Reply with quote
Hua yoon ki kisi baat pe bachpan ke din yaad aa gaye, bachpan ke khel khilaune aur janne kya kya khoobsurat yaadain.....

Bas..chand sher likh diye...haalanki post karne ke baad thoda bachkaane lage...  tongue3

Bohot bohot Shukriya pasandidgi ka Sayyid.. Thankyou !


BAHUT ACHCHEY LAGEY.....YAHI HAQEEQT HAI...!! AAJ SAB KUCH HAI MAGAR WOH KHUSHI NAHIN HAI.....MOHALLEY MAIN EK PHONE HUAA KARTAA THAA... KISI KAA TRUNK CALL AAYAA TO HAFTEY BHAR CHARCHAA THAA. EK KI MAUT HOTI THI TO SAARAA MOHALLAH MAHINON GHAMGHI RAHTAA... AUR AAJ EHSAAS KHATAM HOTAA JAA RAHAA HAI. APNEY BACHPAN MAIN MAINEY MOHALLEY MAIN EK JANAB KEY PAAS LAMRETTA SCOOTER DEKHAA THAA ...TANHAA AUR AKELAA ...KYAA KAHNEY THEY USKEY ...JAB BHI WOH SAHAB USEY JALAATEY HUM SABHI BACHCHEY TAMAASHAA DEKHTEY ...AUR AAJ NANO ...KOI BHI LEY SAKTAA HAI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #59 on: May 09, 2009, 05:11:54 AM »
Reply with quote
celmira ji very nice,very very good one.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:10:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer