Sheba
Guest
|
phir se muskuranaa aa gaya! wahi andaaz puranaa aa gaya!!
beet gayi per baat rahi! kahte hain naya zamanaa aa gaya!
kahaani zulfo.n ki hui khatm ! ab adaao.n ka fasanaa aa gaya!
chale jahaan se pahuche waheen ! kaise kahoo.n thhikanaa aa gaya!
lafz'sher' ke sahi na likh saka! use ghazal sunanaa aa gaya!
dosti phholo.n se hui jab se! mujhe bhi murjhhana aa gaya!
baate.n diwaangi si karne lage! shaayad maikhanaa aa gaya!
asraat unki shakhsiyat ke pade! baato.n me.n uljhhanaa aa gaya!
baadlo.n ki oat se jhhanke hai! meraa chaand diwaanaa aa gaya!
chhooti nazaakat sheba ki jab se! patharo.n se takranaa aa gaya!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 03, 2014, 04:02:36 AM » |
|
Bahut hi Umda..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 03, 2014, 04:21:39 AM » |
|
Sheba Sahibaa Aadaab ... !
Waah jee kia kahne ... behad khoob ahsaasat bayaaN kiye hai aapne ... Sabhi sher khoob rahe ... kafi kuch sikh liya aapne ...
Is khoob kalaam par humari hazaaroN daad O mubbarakbad kabul kijiye ...
Likhte rahiye ... bazm ko roshan karte rahiye ... Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 03, 2014, 04:23:20 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 03, 2014, 04:24:32 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 03, 2014, 09:48:34 AM » |
|
kahaani zulfo.n ki hui khatm ! ab chaal ka fasanaa aa gaya!
lafz'sher' ke sahi na likh saka! use ghazal sunanaa aa gaya!
asraat unki shakhsiyat ke pade! baato.n me.n uljhhanaa aa gaya!
baadlo.n ki oat se jhhanke hai! meraa chaand diwaanaa aa gaya!
Waah Sheba ji . Khubsurat andaaz mein khubsurat ashaar hain . Bahut bahut mubarakbaad .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mann.mann
|
|
«Reply #6 on: July 03, 2014, 01:24:37 PM » |
|
bahut khub shebaji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #7 on: July 03, 2014, 01:55:24 PM » |
|
ek rau ke saath dher saaree daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 03, 2014, 04:32:23 PM » |
|
waaaaaah !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 03, 2014, 07:56:10 PM » |
|
Waah Waah Waah........Bahut hi umda Sheba Ji.... Dheron daad qubool karein...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 04, 2014, 02:33:58 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 04, 2014, 02:45:14 PM » |
|
वाह...वाह....बहुत खूब.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 05, 2014, 01:40:02 AM » |

good,ma'am
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|