Talat ji......

by thycreator on August 02, 2005, 06:47:40 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 6658 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: August 12, 2005, 01:18:42 PM »
Reply with quote
hmmmmm...................lafz  to  mere  paas  bhi  nahi  the.........lekin  kuch  kah  diya  maine  bhi...... tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shabnam Ke aansoun Phool par [Talat Aziz] by Aman_rahi in Ghazals
Talat
Guest
«Reply #31 on: August 13, 2005, 12:23:09 PM »
Reply with quote
Thanks Sam and Waheed... par mujhe kisi tareef ki zaroorat nahin...i mean main kisi tareef ke qabil nahin hoon :oops:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #32 on: August 13, 2005, 05:48:33 PM »
Reply with quote
hmmmmmm..............jo  accha  hota hai uski  tareef  log  khud    ba  khud  karte hain.......such  to sirf such  hota hai....
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #33 on: August 13, 2005, 06:42:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks Sam and Waheed... par mujhe kisi tareef ki zaroorat nahin...i mean main kisi tareef ke qabil nahin hoon :oops:

 Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile  :lol:  :lol:  :lol:  :lol: Talluuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu ye kya bol rahi hai..............yaar tu to sirf Kabil hi kabil hai Usual Smile Oye ab tu H2O H2O maat hona yaarrrrrrrrrrrrr :lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol: Meri pyari sweetypie...................cho choooooooooooooooooochooooooooooo choooooooooooooooooooooooooooooooooo SWEET Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #34 on: August 14, 2005, 02:54:00 PM »
Reply with quote
Wo kehte hain main aisi hoon... main waisi hoon
Jaanti hoon ... main to ek deewani si ladki hoon

Aksar khoyi si rehti hoon jaane kis dunya main
Kabhi roti hoon aur phir rote rote hansti hoon
Jaanti hoon ... main to ek deewani si ladki hoon

Kabhi itni chanchal ban jaati hoon ek titli jaisi
Aur kabhi khamoshi ki chaadar orh leti hoon
Jaanti hoon ... main to ek deewani si ladki hoon

Main to sundar sapno ki ek dunya main rehti hoon
Tod deti hoon kabhi phir khud naye sapne bunti hoon
Jaanti hoon ... main to ek deewani si ladki hoon!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #35 on: August 14, 2005, 04:37:10 PM »

wow  very  nice..............  

tum  ho  ek  nadaan  pari  
phir bhi  pyari baatein  karti ho

kabhi  tum chaand sitaron  se
kabhi khud  se  baatein karti ho

ho  jaayenge  poore har khwaab tumhare
phir  bhi  udaas  humesha  rahti  ho

kyon  raat  bhar  tumhein  need nahi aati
kis  sonch  mein  doobi  rahti  ho

sitaare  tumhare  sabhi  dost  hain
kyon baat  meri  nahi  samajhti  ho

tum  ek  nadaan  pari  see  lagti  ho
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: August 17, 2005, 02:54:59 PM »
Reply with quote
Thanks alot Waheed........ and very nice imagination...................... :oops:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #37 on: August 17, 2005, 03:50:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks alot Waheed........ and very nice imagination...................... :oops:

hmmmmmmm    Thanxxxxxxxx Alot   Talat   Usual Smile  Usual Smile  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #38 on: August 17, 2005, 03:58:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Thanks alot Waheed........ and very nice imagination...................... :oops:

hmmmmmmm    Thanxxxxxxxx Alot   Talat   Usual Smile  Usual Smile  :lol:
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #39 on: September 01, 2005, 12:47:27 PM »
Reply with quote
ab ja ke kuch mila hai jise main Talat ke liye likh sakta hu

Tu door hai mujh se, per paas bhi hai

Teri kami main kahin, tera ehsaas bhi hai

Yoon to dost hain jahan main aur bhi magar

Per tu dost bhi hai, aur khaas bhi hai

Tune khushiyan mujhe itni di hain ke aaj

Tujhe khone ka dil main ehsaas bhi hai

KHUDA ne yun nawaza, teri dosti se mujhe

Ke mujhe khud pe gumaan hai ,aur naaz bhi hai......... (NM)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #40 on: September 01, 2005, 05:01:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
ab ja ke kuch mila hai jise main Talat ke liye likh sakta hu

Tu door hai mujh se, per paas bhi hai

Teri kami main kahin, tera ehsaas bhi hai

Yoon to dost hain jahan main aur bhi magar

Per tu dost bhi hai, aur khaas bhi hai

Tune khushiyan mujhe itni di hain ke aaj

Tujhe khone ka dil main ehsaas bhi hai

KHUDA ne yun nawaza, teri dosti se mujhe

Ke mujhe khud pe gumaan hai ,aur naaz bhi hai......... (NM)

hmmmmmmmm   wo  Sam................   wondderfull  reply.......  main kaise   kuch  likhoon  jawaab  nahi  samajh  mein aa  raha hai .......
Logged
Talat
Guest
«Reply #41 on: September 02, 2005, 12:34:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
ab ja ke kuch mila hai jise main Talat ke liye likh sakta hu

Tu door hai mujh se, per paas bhi hai

Teri kami main kahin, tera ehsaas bhi hai

Yoon to dost hain jahan main aur bhi magar

Per tu dost bhi hai, aur khaas bhi hai

Tune khushiyan mujhe itni di hain ke aaj

Tujhe khone ka dil main ehsaas bhi hai

KHUDA ne yun nawaza, teri dosti se mujhe

Ke mujhe khud pe gumaan hai ,aur naaz bhi hai......... (NM)

Thanks Sam !! aur bohot achchi poem hai tongue3
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #42 on: September 13, 2005, 04:27:12 PM »
Reply with quote
ya really nice one sam
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #43 on: May 27, 2006, 12:24:46 PM »
Reply with quote
suhani shaam ka ye manzerr udaas lagta hai
ki tumhare bina ye shaher udass lagta hai

jabse juda hue ho tum hum se ai dost
hume yoindia ka ye safer udaas lagta hai

tum the to roanake bhi thi aur bahaare bhi
tumhaare baad apna ye gher udaas lagta hai

ye kaisa wakt aaya hai zindaghi me huaari
ki apni duaao ka aser udaas lagta hai

manzile kaise milegi bagair tumhare mujhe
raaste gum hai aur rahber udaas lagta hai

ajeeb virani chayi hai tumhare baad nager me
ki sam to sam  her member udaas lagta hai
Logged
Bharat
Guest
«Reply #44 on: May 27, 2006, 08:10:33 PM »
Reply with quote
Hi Sam,
Very nice.......
Bohot hi achcha likha hai........

Sahi kaha hai Talat ke bare main !!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:54:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer