Tammanayon Ka Qatl Hua Hai kuch Iss Qadar "Khwaish"

by khwaish on December 21, 2010, 02:16:58 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2206 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Naa zakhm Mile Naa Zakhmo Ke Nishaan Mile
Dil Mein Bas Kuch Toote Hue Armaan Mile

Iss Zameen Par Kuch Bhi To Nahi Haasil!!!
Mujhe To Bas Ab Mere Hisse Ka Aasman Mile

Tammanayon Ka Qatl Hua Hai Kuch Iss Qadar!!
Ab Mujhe Mein Naa Baaki Koi Jaan Mile

Uski Aankhon Se Jo Utra, Kuch Yuh Be-Ghar Sa Hua Main !!!
Be-Gharo Ko Kahan, Aaj Ke Daur Mein Koi Makaan Mile

Dil Ki Baaton Ko Dil mein Hi Qaid Karna Seekhlo
Suuna Hai, Yahan Deewaro Ke Bhi Hai Kaan Mile

Zaroori To Nahi Ke Har Baat Lafzon mein kahi jaaye!!
"Khwaish" Kaun Kehta Hai Ke Har lafz Ko Zubaan mile

              ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: December 21, 2010, 03:27:44 PM »
Reply with quote
Naa zakhm Mile Naa Zakhmo Ke Nishaan Mile
Dil Mein Bas Kuch Toote Hue Armaan Mile

Iss Zameen Par Kuch Bhi To Nahi Haasil!!!
Mujhe To Bas Ab Mere Hisse Ka Aasman Mile

Tammanayon Ka Qatl Hua Hai Kuch Iss Qadar!!
Ab Mujhe Mein Naa Baaki Koi Jaan Mile

Uski Aankhon Se Jo Utra, Kuch Yuh Be-Ghar Sa Hua Main !!!
Be-Gharo Ko Kahan, Aaj Ke Daur Mein Koi Makaan Mile

"Khwaish" Dil Ki Baaton Ko Dil mein Hi Qaid Kar Le
Suuna Hai, Yahan Deewaro Ke Bhi Hai Kaan Mile

Zaroori To Nahi Ke Har Baat Lafzon mein kahi jaaye!!
"Khwaish" Kaun Kehta Hai Ke Har lafz Ko Zubaan mile

              ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut khoob likheya hai khwaish ji...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: December 21, 2010, 04:06:43 PM »
Reply with quote
Kyaaaaaaaaaaa baat hai mere dost..
jeeyo my friend..
bahaut bahaut bahaut aur bahaut khoob..
Applause Applause Applause Applause
Logged
drpandey
Guest
«Reply #3 on: December 21, 2010, 07:33:12 PM »
Reply with quote
Bahot khoob Khwaish Ji, Hazaron daad hazir karta hoon is ghazal per...behad khoobsurat hai... Applause Applause Applause Applause



Naa zakhm Mile Naa Zakhmo Ke Nishaan Mile
Dil Mein Bas Kuch Toote Hue Armaan Mile

Iss Zameen Par Kuch Bhi To Nahi Haasil!!!
Mujhe To Bas Ab Mere Hisse Ka Aasman Mile

Tammanayon Ka Qatl Hua Hai Kuch Iss Qadar!!
Ab Mujhe Mein Naa Baaki Koi Jaan Mile

Uski Aankhon Se Jo Utra, Kuch Yuh Be-Ghar Sa Hua Main !!!
Be-Gharo Ko Kahan, Aaj Ke Daur Mein Koi Makaan Mile

"Khwaish" Dil Ki Baaton Ko Dil mein Hi Qaid Kar Le
Suuna Hai, Yahan Deewaro Ke Bhi Hai Kaan Mile

Zaroori To Nahi Ke Har Baat Lafzon mein kahi jaaye!!
"Khwaish" Kaun Kehta Hai Ke Har lafz Ko Zubaan mile

              ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Crervisse
Guest
«Reply #4 on: December 22, 2010, 04:58:54 AM »
Reply with quote
отличный сайт!
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #5 on: December 22, 2010, 05:50:50 AM »
Reply with quote
khwaish ji .....wat a mindblowing presentation ..........
dil chu gaya apka har shabd ......really  its wonderfull......isi gungunane ka dil kar raha he ....koi dhun bataiye jis pe ise gunguna saku........superb  poetry..

few lines from my side....

NA APNE MILE NA ANJAAN MILE
HUME TO MAHFILO ME BHI SUNSASN MILE

WAFA AUR BEWAFAYI KA FAISLA AB HO CHUKA MUSHKIL
HUME TO QURBANI PER BHI SO SO ILJAAM MILE

DAR B DAR BHATKA HU TA-UMRR SUKUN KI TALASH ME
EE KHUDA SHAYAD AB TERE DAR PER HI KUCH PAL KA ARAAM MILE

KOI MILA DAULATMAND KOI MILA JARURATMNAD
DIL ME CHAHAT THI KOI TO APNSA SA EK INSAN MILE
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 22, 2010, 08:43:32 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likheya hai khwaish ji...

Thankyou Sooooooooo Much geetji.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #7 on: December 22, 2010, 09:16:14 AM »
Reply with quote
Naa zakhm Mile Naa Zakhmo Ke Nishaan Mile
Dil Mein Bas Kuch Toote Hue Armaan Mile

Iss Zameen Par Kuch Bhi To Nahi Haasil!!!
Mujhe To Bas Ab Mere Hisse Ka Aasman Mile

Tammanayon Ka Qatl Hua Hai Kuch Iss Qadar!!
Ab Mujhe Mein Naa Baaki Koi Jaan Mile

Uski Aankhon Se Jo Utra, Kuch Yuh Be-Ghar Sa Hua Main !!!
Be-Gharo Ko Kahan, Aaj Ke Daur Mein Koi Makaan Mile

"Khwaish" Dil Ki Baaton Ko Dil mein Hi Qaid Kar Le
Suuna Hai, Yahan Deewaro Ke Bhi Hai Kaan Mile

Zaroori To Nahi Ke Har Baat Lafzon mein kahi jaaye!!
"Khwaish" Kaun Kehta Hai Ke Har lafz Ko Zubaan mile

              ~~~~~Khwaish~~~~~


khwaish ji kai dino baad aapke kisi post pe reply de rahi hun..kya karti kuch aisa ban hi nahinraha tha k aapke likhe pe jawwab de paati...
ek adna si koshish ki hai yahan ..ummeed hai aapko pasand aayega....

Iss safar me chalte hume log hazaar mile
Kuch jaane pehchane to kuch anjaan mile

Dekhkar muskura diye kabhi wo hume
Kabhi nazrein churate wo saahibaan mile

Kehne ko to sab apne hain yhan is mehfil me
Kahan hume yahan koi aapse kadardaan mile

Jo samjh paaye na hamare ehsaas aat kabhi
Hume aise hi log aksar gaate apne gungaan mile

Zaroori to nahin k kasak ki har khwaish puri ho jaye
Bas itni dua karo k uski parwaz ko khula aasmaan mile...!!!
[/b]
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #8 on: December 22, 2010, 09:17:20 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob khawish ji.....
luved d 1st one...
superb lines...
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #9 on: December 22, 2010, 09:18:56 AM »
Reply with quote
what a mindblowing reply kasak ji....
bahut khoob...
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #10 on: December 22, 2010, 09:43:53 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob khwaish bhai..

bahut badhiya peshkash hai apki..

yunhi likhte rahiye~
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 22, 2010, 12:09:46 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likheya hai khwaish ji...

Tuada Tehhhh Dillllll To Shukriya geetji.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 22, 2010, 01:54:21 PM »
Reply with quote
Kyaaaaaaaaaaa baat hai mere dost..
jeeyo my friend..
bahaut bahaut bahaut aur bahaut khoob..
Applause Applause Applause Applause

Humesha Ki Tarah Tehhhhhhhhhhh Dilllllllll Se Shukriya Bhai Rahim!!!

bas Yuhi Saath Dete Rahiyega
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 22, 2010, 02:22:13 PM »
Reply with quote
отличный сайт!

Kuch Samaj Nahi Aaya par phir Bhi Shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 22, 2010, 02:24:02 PM »
Reply with quote
Bahot khoob Khwaish Ji, Hazaron daad hazir karta hoon is ghazal per...behad khoobsurat hai... Applause Applause Applause Applause





Tehhhhhhh Dilllllllll Se Shukriya DrPandey Ji..

Jab Daad Aap Jaise Shahkaro Se Haasil Ho to Khushi Dugni ho jaati hai..

Aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:54:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer