tasweer boltee hai,..........

by laaiba on April 27, 2013, 11:22:41 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 21
ReplyPrint
Author  (Read 28539 times)
laaiba
Guest
«Reply #15 on: April 28, 2013, 11:27:07 PM »
Reply with quote
Laaibaa Sahibaa Aadaab...!


Badi hi achchi thread shuru ki hai jee... lafzoN meiN maNzar kashi toH bahut hoti hai, par jinki kalam ruk gayi ho unke liye aapki yeH thread behad kargar sabit hoNgi... Usual Smile

Bahut bahut mubbarak ho jee...
Aik sher hum bhi arz karte chaleN...



Likh kar tera naam hum ne kaii khat jalaa daale
Jab bhi likhte the tera naam tehreer tham jati thi



bohat bohat shukria aapkaa parwaz ji ,...........
bohat khubsoorat share share kiya aap ne waah ,....bohat c daad,.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tasweer by mateen govindvi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
tasweer by ishika gautam in SMS , mobile & JOKES
***~tasweer se nikal k~*** by anjaan dharkan in Shayri for Dard -e- Judai
badlti tasweer.........(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Tasweer by wishartist in Share: Poetry of Pain
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #16 on: April 28, 2013, 11:27:32 PM »
Reply with quote
aaj main kuch alag likhne ke liye aik naya topic start kar rahee hun,...
aap iss tasweer ko kis rukh se dekhte hain phir koi sher ya nazm ya ghazal share
karen agar aap sab ko acha lage to aap b pic share karen




khu.l nahin paayegaa ab zindagee mein dard kaa baab,
laf.z pheeke pad gaye be rang ho gayee dil ki kitab



Koi Nazm Likhu Kaise
        Mere toh Lafz hi chura le gaya koi....

Logged
laaiba
Guest
«Reply #17 on: April 28, 2013, 11:28:08 PM »
Reply with quote
Bahut khoob , laaiba saheba. Iss tasweer  ki badaulat kai ache sher parhne ko mile .
shukria hasan ji aapkaa ,..............agar aap b koi sher likhte to enayat hotee ,..............
Logged
laaiba
Guest
«Reply #18 on: April 28, 2013, 11:28:50 PM »
Reply with quote
wah..........!

bohat shukria aapkaa sheba ji,.........
Logged
laaiba
Guest
«Reply #19 on: April 28, 2013, 11:29:55 PM »
Reply with quote
kitab khuli padi thi mere saamne
main soch raha tha uske baare mein
padte padte pata nahin kab
aa gayee vo mere khyalon mein khyalon mein usse baatein karne laga
poochne laga usse uske baare mein
kahan hogi vi kaisi hogi vo
uljha pada tha inhi sawalon mein chera mujhe uska dikhne laga
kitaab par bane chitra mein
acchi lag rahi thi vo
apne khule hue baalon mein aisa hi ho raha hai
jab se usse mila hoon main
kab khatam hogi ye becheni
kab tak rahoonga aise haalon mein
waah aru ji bohat achi nazm likhi aap ne ,....bohat c daad,....
Logged
laaiba
Guest
«Reply #20 on: April 28, 2013, 11:30:37 PM »
Reply with quote
KAISE UTARUN APNE DIL KE JAZBAAT KO KAGAZ PAR
HAR BAR UNKA NAAM LIKHTE HEE QALAM RUK JAATI HAI
waah bohat khoob soudagar ji ,  ...bohat c daad,......
Logged
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #21 on: April 28, 2013, 11:31:57 PM »
Reply with quote
aaj main kuch alag likhne ke liye aik naya topic start kar rahee hun,...
aap iss tasweer ko kis rukh se dekhte hain phir koi sher ya nazm ya ghazal share
karen agar aap sab ko acha lage to aap b pic share karen




khu.l nahin paayegaa ab zindagee mein dard kaa baab,
laf.z pheeke pad gaye be rang ho gayee dil ki kitab



I m @LOSS of WORDS..........
Logged
laaiba
Guest
«Reply #22 on: April 28, 2013, 11:42:09 PM »
Reply with quote
aap sab se requst hai agar aap ke pass koi haseen tasweer our topic ho to zaroor share karen

aap sab ke liye aik our tasweer share kartee hun iss umeed par ke aap ke ache ashaar padhne ko milengein  icon_flower



wohee dar.d kaa sehraa wohee shaa.m ki tanhaayee
wohee lehron ke talatum par sahil hai tamashaayee

 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 29, 2013, 03:06:01 AM »
Reply with quote
aaj main kuch alag likhne ke liye aik naya topic start kar rahee hun,...
aap iss tasweer ko kis rukh se dekhte hain phir koi sher ya nazm ya ghazal share
karen agar aap sab ko acha lage to aap b pic share karen




khu.l nahin paayegaa ab zindagee mein dard kaa baab,
laf.z pheeke pad gaye be rang ho gayee dil ki kitab





laaiba Ji...Bahut Hi khooobsurat Thread Shuroo Ki hai Aapne..mere Bachpan Ka Ek Kissa Juuda Hai,Mere Life ki pehli kalam Maine Ek Tasveer Par Hi likhi gayi thi..Woh tasveer Aaj bhi Maine Sambhaal Rakhi Hai..


Aur Sabhi ne Bahut Bahut Khoooooob Likha...Ek se Badhkar Ek...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 29, 2013, 03:12:24 AM »
Reply with quote
aaj main kuch alag likhne ke liye aik naya topic start kar rahee hun,...
aap iss tasweer ko kis rukh se dekhte hain phir koi sher ya nazm ya ghazal share
karen agar aap sab ko acha lage to aap b pic share karen




khu.l nahin paayegaa ab zindagee mein dard kaa baab,
laf.z pheeke pad gaye be rang ho gayee dil ki kitab





Roshni Madham Si Aur Kalam Haath MeN Liye Baitha Hoon Main
Kya Kahun Tujhse Ashq Apne Aankhon Ke Piye Baitha Hoon Main
Log kehte Hain Ke Bichad Jaane Se Be-Maut Mar Jaate Hain Aashiq
Main Kehta Hoon Teri Yaadon ke Sahaare Hi Jiye Baitha Hoon Main
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 29, 2013, 03:18:09 AM »
Reply with quote
aap sab se requst hai agar aap ke pass koi haseen tasweer our topic ho to zaroor share karen

aap sab ke liye aik our tasweer share kartee hun iss umeed par ke aap ke ache ashaar padhne ko milengein  icon_flower



wohee dar.d kaa sehraa wohee shaa.m ki tanhaayee
wohee lehron ke talatum par sahil hai tamashaayee

 



Bahuttttttttttttt bahuttttttttt Khooooob Laaiba Ji..
Logged
suman59
Guest
«Reply #26 on: April 29, 2013, 03:20:44 AM »
Reply with quote
aap sab se requst hai agar aap ke pass koi haseen tasweer our topic ho to zaroor share karen

aap sab ke liye aik our tasweer share kartee hun iss umeed par ke aap ke ache ashaar padhne ko milengein  icon_flower



wohee dar.d kaa sehraa wohee shaa.m ki tanhaayee
wohee lehron ke talatum par sahil hai tamashaayee

very very nice thread laaiba.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: April 29, 2013, 03:24:30 AM »
Reply with quote
aap sab se requst hai agar aap ke pass koi haseen tasweer our topic ho to zaroor share karen

aap sab ke liye aik our tasweer share kartee hun iss umeed par ke aap ke ache ashaar padhne ko milengein  icon_flower



wohee dar.d kaa sehraa wohee shaa.m ki tanhaayee
wohee lehron ke talatum par sahil hai tamashaayee

 



Yeh Hawayen,Yeh Lehrein Aur Main Tanha, Kuch Ajeeb Si Baat Hai
Par Mere  Yaadon ke Shehar Mein Tu Aaj Bhi Mere Saath Hai..!!
Logged
suman59
Guest
«Reply #28 on: April 29, 2013, 03:44:16 AM »
Reply with quote


Tere ghar ka kabhi koyi chirag na buje,
Dua de deti hu mai aaj roshni ki tujhe
Kabhi na hone degi "suman" andhiyara tere ghar,
Chahe iske liye khud ko jalana pade mujhe



Logged
laaiba
Guest
«Reply #29 on: April 29, 2013, 03:54:33 PM »
Reply with quote
Koi Nazm Likhu Kaise
        Mere toh Lafz hi chura le gaya koi....


bohat khoob ji,.............
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 21
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:23:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer