Teri Yaadon Mein Main Hurdum Muskurana Chaahta Hoon "Khwaish"

by khwaish on September 29, 2010, 08:00:39 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 6191 times)
poppoetry
Guest
«Reply #15 on: September 29, 2010, 05:01:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji aur kasak ji........khoob mehfil jamayi hai aap dono ne......keep writing...... Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: October 04, 2010, 07:16:28 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI     KHWAISH JI......

YEH SACH HAI DIL-O-JAAN SE MAIN TUJHKO CHAHATA HOON
TAQDEER MEIN KYA LIKHA HAI MAIN YE NAHI JAANTA HOON
TU MILI TOH JEEVAN BAR TERA SAATH NIBHANA CHAHTA HOON
N MILI TOH "TERI YAADON MEIN HARDUM MUSKURANA CHAHTA HOON"....

Waah Waah Kya Baat hai..

bahut bahut Khoob Caraji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 04, 2010, 08:34:48 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Kehne ko hain mehfilein saji mere naam se
Lekin jab bhi dekha to khudko tanha hi paya

Anjane logon me dhudndhti rahi main dil ka sukuun
Apno me to khud ko sirf saza ka haqdaar hi paya

Lakeeron me hathon ki dhundhti rahi khushi ka ek lamha
Khudko jhuti umeedon pe hamesha sisakta hi paya

Kehti rahi khudse kai jhut k dil behla rahe khwaishon se
Lekin fir bhi dil ki *kasak* ko har baar aur bhi tez hi paaya

Waah waah waah!!!!

Bahut Khoob *kasak*...dil ki ji... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Ehsaas Ke Moti jab Ashko mein Nahaate Hai
Kuch Beete Hue Lamhe Tab Yaad Aate Hai...

Kehne Ko To Mehfilo Ki Jaan Hoon Main
Par Khud Ko Har Mehfil mein Tanha Paate Hai...

Yeh Nahi Ke Sirf Ashq Hi Behte Hai Inn Aankhon Se
Humare Jeene ka Andaz Kuch yuh Hai Ke Apne ghum Par Bhi hum Muskuraate Hai

Zindagi Ko jeena Itna Bhi Mushkil nahi Eh Mere Humdum!!!
Par Afsos Hum Log Sirf Gile-Shiwe,Shikayaton se Apne dil Ko Sajate Hai

Agar Khwaisho Se Yuhi Behlaate Rahoge To Yeh Dil!!!
Ek din Khwaishe Bhi Be-maut Mar Jaate Hai...

"Khwaish" Kehta Hai Ek Dil Ki Baat!!!
Agar Kisi Se Baat Na Kar sako Koi Gham Nahi!!!
Par Apne Woh Hai Jo Ek Duje Ka Haal-Chaal To Puch Jaate Hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 04, 2010, 09:19:32 AM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Kafi achchi koshish rahi hai aapki .... ahsaas o khayaal behad umda hai daad janab...... koshish jari rakhiye....

Likhate rahiye.......
Khush rahiye.......
Khuda Hafez....... Usual Smile         



Ji..Shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: October 05, 2010, 02:43:52 PM »
Reply with quote
Bahaut bahaut khoob Khwaish Dost aur Anamika di..!
Dono ne kamal ka likha hai..! Applause Applause Applause

Bahut bahut Shukriya bhai Rahim..

Aapne pasand faramaya,Yeh jaankar Behad khushi hui hai icon_flower
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #20 on: October 08, 2010, 01:22:52 PM »
Reply with quote
Khud Ke Liye Ek Aisi Saza Chaahta Hoon
Main Aaj Phir Se Tanha Rehna Chaahta Hoon

Na Koi manzil Na Koi Raah Ka Suraag
Khud Ko Har Mod par Aazmaana Chaahta Hoon

Dil Ki Hasratein Dil mein Hi Dabi reh Gayi!!!
Ab Ek Nayi Khwaish Jagaana Chaahta Hoon

Apni Khaamiyon Par Bhi Main Itraata Raha
Main Ab Khud Ke Liye Ek Aaena Chahta Hoon

Hoon Musafir main Bhi Hai Musafir Tu Bhi
Zindagi Ke Har Mod Par Tera Saath Nibhaana Chaahta Hoon

Khel Mukaddar Ka Hi Hai Ke Hum Milkar bhi Naa Mile
Par Teri Yaadon Mein Main Hardum Muskurana Chaahta Hoon

"Khwaish" Insaan Ki Khwaishe Kabhi Khatam Hi nahi Hoti!!!
Itni Si Zindagi mein Main Naa Jaane Kya-Kya Chaahta Hoon

                  ~~~~~Khwaish~~~~~


Khwaish ji shayar/shayara sahi mayine mein wahi hota hai jo zindgi k har pehelu ko uski gehrayi se bakhubi smjhta hai,ek shakhs tabhi kisi jazbaat ko lafzo ki shakal de pata hai jab usne us ehsas ko dil se mehsus kiya ho,merra manana hai ki har shayar/shayara apni zindgi ka aaina apna asli chehra jante hai tabhi lafzo mein bite palo ko utar paate hai,apne bahut saadgi se bahut kuch keh diya apne lafzo mein...bahut acha laga padh k.......
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #21 on: October 11, 2010, 06:55:07 AM »
Reply with quote
Khwaish ji shayar/shayara sahi mayine mein wahi hota hai jo zindgi k har pehelu ko uski gehrayi se bakhubi smjhta hai,ek shakhs tabhi kisi jazbaat ko lafzo ki shakal de pata hai jab usne us ehsas ko dil se mehsus kiya ho,merra manana hai ki har shayar/shayara apni zindgi ka aaina apna asli chehra jante hai tabhi lafzo mein bite palo ko utar paate hai,apne bahut saadgi se bahut kuch keh diya apne lafzo mein...bahut acha laga padh k.......
very right diiii...bilkul sahi kaha apne..



Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #22 on: October 12, 2010, 07:40:03 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya abhi ji...Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: November 13, 2010, 01:58:02 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji aur kasak ji........khoob mehfil jamayi hai aap dono ne......keep writing...... Thumbs UP

Bahut Bahut Shukriya Pooja.. icon_flower
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #24 on: November 13, 2010, 02:52:21 PM »
Reply with quote
teri yaadon me mai hurdum muskurana chahta hun"khwahish"
iss dil ki tanhaiyon se duur jaana chahta hun"khwahish"
wo ek mausam tha baarish-e-baharon ka,
uss mausam me fir se bheeg jaana chahta hun"khwahish"
maana ki mumkin nhi wo waqt dubara laut aye,
magar iss dil-e-naadan ko ye baat kon samjhaye"khwahish"
yun to chaman me bahare fir ayengi,
bas ussi waqt tumhari yaaden aur tadpayengi"khwahish"
.......
Khwahish ji, kasak ji iss tarah se aap dono ne jugalbandi ki hai ke dil garden garden ho gaya ji:)))
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #25 on: November 23, 2010, 05:00:12 AM »
Reply with quote
teri yaadon me mai hurdum muskurana chahta hun"khwahish"
iss dil ki tanhaiyon se duur jaana chahta hun"khwahish"
wo ek mausam tha baarish-e-baharon ka,
uss mausam me fir se bheeg jaana chahta hun"khwahish"
maana ki mumkin nhi wo waqt dubara laut aye,
magar iss dil-e-naadan ko ye baat kon samjhaye"khwahish"
yun to chaman me bahare fir ayengi,
bas ussi waqt tumhari yaaden aur tadpayengi"khwahish"
.......
Khwahish ji, kasak ji iss tarah se aap dono ne jugalbandi ki hai ke dil garden garden ho gaya ji:)))

shukriya kb ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 21, 2011, 12:00:47 PM »
Reply with quote
Khwaish ji shayar/shayara sahi mayine mein wahi hota hai jo zindgi k har pehelu ko uski gehrayi se bakhubi smjhta hai,ek shakhs tabhi kisi jazbaat ko lafzo ki shakal de pata hai jab usne us ehsas ko dil se mehsus kiya ho,merra manana hai ki har shayar/shayara apni zindgi ka aaina apna asli chehra jante hai tabhi lafzo mein bite palo ko utar paate hai,apne bahut saadgi se bahut kuch keh diya apne lafzo mein...bahut acha laga padh k.......


Geet Ji..Tuada Tehhhhhh Dil To Shukarguzaar Haan ke Tussi Inni Tareef Kiti Jidhe Main Bilkul Laayak nahi..

Thanks a Tonnnnnnnnn For Appreciating!!! icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:53:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer