Tishnagee bujhatee nahee...........Mamta Bajpai

by mamta bajpai on August 08, 2011, 02:01:29 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1640 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
raat qaatil hai usee ko hee bulaayaa jaaye
mar ke jeene kee museebat ko mitaayaa jaaye

ishq ke marz ne humko bhee giraftaar kiyaa
ab bhalaa kis se madaawaa ye karaayaa jaaye

khat kee tahreer me kyaa tumne likhaa kyaa jaane
hum samajh paayeN naa ye kis se paRhaayaa jaaye

hai garebaaN yahaaN har chaak kareN kis pe nazar
apnee hee uljhanoN me aur hee uljhaa jaaye

darmiyaaN rishtoN ke deewaareN haiN ye kaisee bhalaa
tod deewaaroN ko apnoN se milaayaa jaaye

dil me hee soch ke ikraar nahee hotaa hai
dil me jo sochaa hai izahaar karaayaa jaaye

tishnagee bujhatee nahee aisaa kareN aye 'Mamta'
paimaanaa pyaas kaa kuchh aur ghataayaa jaaye

Mamta Bajpai
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 08, 2011, 07:37:31 AM »
Reply with quote

Mamta Ji,

Waah waah bahut khoobsoorat ghazal kahi
hai kya kahne..dili daad qubool farmaayen...

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: August 08, 2011, 07:45:24 AM »
Reply with quote
raat qaatil hai usee ko hee bulaayaa jaaye
mar ke jeene kee museebat ko mitaayaa jaaye

ishq ke marz ne humko bhee giraftaar kiyaa
ab bhalaa kis se madaawaa ye karaayaa jaaye

khat kee tahreer me kyaa tumne likhaa kyaa jaane
hum samajh paayeN naa ye kis se paRhaayaa jaaye

hai garebaaN yahaaN har chaak kareN kis pe nazar
apnee hee uljhanoN me aur hee uljhaa jaaye

darmiyaaN rishtoN ke deewaareN haiN ye kaisee bhalaa
tod deewaaroN ko apnoN se milaayaa jaaye

dil me hee soch ke ikraar nahee hotaa hai
dil me jo sochaa hai izahaar karaayaa jaaye

tishnagee bujhatee nahee aisaa kareN aye 'Mamta'
paimaanaa pyaas kaa kuchh aur ghataayaa jaaye

Mamta Bajpai



maqta bahut wazandar hai aur badi nasihat deta hai. ghazal ke saare ashar khoob rahe Applause Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #3 on: August 08, 2011, 09:49:36 AM »
Reply with quote

Mamta ji...
Bahut Khoob...

 Applause Applause Applause Applause
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #4 on: August 08, 2011, 11:43:49 AM »
Reply with quote
Har baar humaaree housalaa afzai me apna qeematee waqt dene ke liye behad shukriyaa Satish jee!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #5 on: August 08, 2011, 11:52:04 AM »
Reply with quote
achi ghazal kahi aapne
bht khoob
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: August 08, 2011, 12:41:48 PM »
Reply with quote
Mamta ji kya baat hai. bahut hi sunder rachna hai.
last 2 lines are very beautiful.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
raat qaatil hai usee ko hee bulaayaa jaaye
mar ke jeene kee museebat ko mitaayaa jaaye

ishq ke marz ne humko bhee giraftaar kiyaa
ab bhalaa kis se madaawaa ye karaayaa jaaye

khat kee tahreer me kyaa tumne likhaa kyaa jaane
hum samajh paayeN naa ye kis se paRhaayaa jaaye

hai garebaaN yahaaN har chaak kareN kis pe nazar
apnee hee uljhanoN me aur hee uljhaa jaaye

darmiyaaN rishtoN ke deewaareN haiN ye kaisee bhalaa
tod deewaaroN ko apnoN se milaayaa jaaye

dil me hee soch ke ikraar nahee hotaa hai
dil me jo sochaa hai izahaar karaayaa jaaye

tishnagee bujhatee nahee aisaa kareN aye 'Mamta'
paimaanaa pyaas kaa kuchh aur ghataayaa jaaye

Mamta Bajpai

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: August 08, 2011, 05:18:40 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Suresh jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: August 10, 2011, 08:01:15 AM »
Reply with quote
shukriyaa Adil jee!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 11, 2011, 04:46:27 PM »
Reply with quote
raat qaatil hai usee ko hee bulaayaa jaaye
mar ke jeene kee museebat ko mitaayaa jaaye

ishq ke marz ne humko bhee giraftaar kiyaa
ab bhalaa kis se madaawaa ye karaayaa jaaye

khat kee tahreer me kyaa tumne likhaa kyaa jaane
hum samajh paayeN naa ye kis se paRhaayaa jaaye

hai garebaaN yahaaN har chaak kareN kis pe nazar
apnee hee uljhanoN me aur hee uljhaa jaaye

darmiyaaN rishtoN ke deewaareN haiN ye kaisee bhalaa
tod deewaaroN ko apnoN se milaayaa jaaye

dil me hee soch ke ikraar nahee hotaa hai
dil me jo sochaa hai izahaar karaayaa jaaye

tishnagee bujhatee nahee aisaa kareN aye 'Mamta'
paimaanaa pyaas kaa kuchh aur ghataayaa jaaye

Mamta Bajpai


Bahut Bahut Khoooob Mamtaji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Har Ek A'shaar Lajawaab!!!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #10 on: August 12, 2011, 03:38:44 AM »
Reply with quote
housla afzai kaa behad shukriyaa Satish jee!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #11 on: August 12, 2011, 03:40:35 AM »
Reply with quote
ek kripan par apni daad kaa beshqeematee khazaanaa lutaane ke liye behad shukriyaa Khwaish jee!
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #12 on: August 12, 2011, 05:59:52 AM »
Reply with quote
Mast kalaam Mamta-di...... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause :clap



raat qaatil hai usee ko hee bulaayaa jaaye
mar ke jeene kee museebat ko mitaayaa jaaye

ishq ke marz ne humko bhee giraftaar kiyaa
ab bhalaa kis se madaawaa ye karaayaa jaaye

khat kee tahreer me kyaa tumne likhaa kyaa jaane
hum samajh paayeN naa ye kis se paRhaayaa jaaye

hai garebaaN yahaaN har chaak kareN kis pe nazar
apnee hee uljhanoN me aur hee uljhaa jaaye

darmiyaaN rishtoN ke deewaareN haiN ye kaisee bhalaa
tod deewaaroN ko apnoN se milaayaa jaaye

dil me hee soch ke ikraar nahee hotaa hai
dil me jo sochaa hai izahaar karaayaa jaaye

tishnagee bujhatee nahee aisaa kareN aye 'Mamta'
paimaanaa pyaas kaa kuchh aur ghataayaa jaaye

Mamta Bajpai

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: August 12, 2011, 09:22:09 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Mamta Ji
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #14 on: August 14, 2011, 03:45:05 PM »
Reply with quote
Bahut dinoN ke baad nazar aayeeN Koyal ! shukriyaa adaa karne se is gumshudagee kee wajah poochanaa chaahooNgee....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:37:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer