Tu Hi Tu Bas Nazaar Mujhe Aata,

by ishu_singh10 on August 08, 2010, 07:00:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1135 times)
ishu_singh10
Guest
Reply with quote
Tu Hi Tu Bas  Nazaar Mujhe Aata,
Tera ( Jalwaa) Hi Har Taraaf Bhaata,
Kyun Nazar Aye Sirf Tu  Hai Tu Har Su,
Apne Sare (Karishme) Tu Dikhla???

Meri Har Sans Mein Meri Ruhh Mein,
Is Zamee Mein Aasmaa Mein Sirf Tu Hi Tu,

Chand Mein Chand Ni Raat Mein Tu,
Saree (Qaainaat) Mein Tu Hi Dikhta Hai,

Tu Hai Phoo Loon Mein Or Kaliyon Mein,
Noor Teraa Hai Har Su. Har Jagha Bas Tu,

Phir Bhi Bande Nahi Samjh Te Hai,
Tune (Duniya) Banai Kese (Kyun),

Kees (Maqsad) Se Ham Ko Bheja Hai,
Bhul Bhethe Hai Aaj Sare Kyun?Huh??

Kyun Bhalai Sabhi Se Chuti Hai,
Duniya Lagti Hai Sari Jhuti Hai???

Or Burai Sabhi Ko Bhati Hai?Huh?
Dil Kyun Lagta (Sheitani) Bato Mein,

Bhul Bhthe Hai Kyun Bhalai Sab,
Dil (Shiyah) Ho Gaye Hai  Jane Kyun,

Raasta ( Bhalai ) Ka Nazar Nahi Aata,
Rasta In Ko Dikhade Malik Tu,

Noor Tera Hai Har Taraf Phel Laa,
Phir Bhi In Ko Nazar Na Aye Kyun,

Char Din Ki Ye Zind Gani Hai Mere Rabba,
Chod Duniya Ye To Jani Hai,

Karm Ki  Sazaye Phir To Pani Hai,
En Ko Rasta Dikha Mere Malik Tu.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hosh mujhe aata nahi by karan q in Shayri for Khumar -e- Ishq
" Mujhe lekhna aagar aata'' by amit_is_always_cool in Miscellaneous Shayri
tu hi tu bas nazaar mujhe aye........... by hameeda in Share: Poetry of Pain
Ruth jane pe aata hai mujhe pyaar~~~Raahi~~~ by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhe wo bachpan yaad aata hai by Sunil Malhotra in Miscellaneous Shayri
thinkhattk
Guest
«Reply #1 on: August 08, 2010, 10:47:38 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  Applause  icon_thumleft
Logged
dinbandu kumar
Guest
«Reply #2 on: September 05, 2011, 12:28:13 PM »
Reply with quote
Tu Hi Tu Bas  Nazaar Mujhe Aata,
Tera ( Jalwaa) Hi Har Taraaf Bhaata,
Kyun Nazar Aye Sirf Tu  Hai Tu Har Su,
Apne Sare (Karishme) Tu Dikhla???

Meri Har Sans Mein Meri Ruhh Mein,
Is Zamee Mein Aasmaa Mein Sirf Tu Hi Tu,

Chand Mein Chand Ni Raat Mein Tu,
Saree (Qaainaat) Mein Tu Hi Dikhta Hai,

Tu Hai Phoo Loon Mein Or Kaliyon Mein,
Noor Teraa Hai Har Su. Har Jagha Bas Tu,

Phir Bhi Bande Nahi Samjh Te Hai,
Tune (Duniya) Banai Kese (Kyun),

Kees (Maqsad) Se Ham Ko Bheja Hai,
Bhul Bhethe Hai Aaj Sare Kyun?Huh??

Kyun Bhalai Sabhi Se Chuti Hai,
Duniya Lagti Hai Sari Jhuti Hai???

Or Burai Sabhi Ko Bhati Hai?Huh?
Dil Kyun Lagta (Sheitani) Bato Mein,

Bhul Bhthe Hai Kyun Bhalai Sab,
Dil (Shiyah) Ho Gaye Hai  Jane Kyun,

Raasta ( Bhalai ) Ka Nazar Nahi Aata,
Rasta In Ko Dikhade Malik Tu,

Noor Tera Hai Har Taraf Phel Laa,
Phir Bhi In Ko Nazar Na Aye Kyun,

Char Din Ki Ye Zind Gani Hai Mere Rabba,
Chod Duniya Ye To Jani Hai,

Karm Ki  Sazaye Phir To Pani Hai,
En Ko Rasta Dikha Mere Malik Tu.


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:49:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer