Tum jo jaate rehte ho pardes................

by SURESH SANGWAN on October 09, 2011, 10:09:37 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1600 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
Laut aana wapas ussu bhes mein.

Hume dar bahut rehta hai iss baat ka.
Mausam badalta rehta hai zazbaat ka.
Suna hai pardes ki hawa mein mehak aur hai.
Kahin koi jadoo na chal jaye halaat ka.

Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
Laut aana wapas ussi bhes mein.

Wahan dekhnewalon ki nazar bhi aur hai.
Kajrare nainowali koi mausam karde barsaat ka.
Rang to gulon mein har gulshan mein hai.
Juda sa rang hai tere aage meri kainaat ka.

Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
laut aana wapas ussi bhes mein.



Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: October 09, 2011, 11:15:45 AM »
Reply with quote
Bahut pyaari,bahut khoobsurat peshkash.Dil khush ho gaya.
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: October 09, 2011, 12:15:34 PM »
Reply with quote

waah..waah bahut khoob
Suresh Ji...

Daad qubool farmaayen.

Raqeeb
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: October 09, 2011, 12:22:45 PM »
Reply with quote
Suresh Jee Aadaab!

Waah waah janab kia baat hai bahut hi touchi aur
pyaare ahsaas kahe hai aapne...

Is khub aur pur asar kalaam par dili daad O
Mubarakbad kabul kijiye..
Likhate rahiye..
Aate rahiye.. Khush O aabad rahiye..
Khudaa Hafez... Usual Smile         

         
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #4 on: October 09, 2011, 12:28:14 PM »
Reply with quote
Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
Laut aana wapas ussu bhes mein.

Hume dar bahut rehta hai iss baat ka.
Mausam badalta rehta hai zazbaat ka.
Suna hai pardes ki hawa mein mehak aur hai.
Kahin koi jadoo na chal jaye halaat ka.




Waaaaaaa....h! Suresh ji, Bahut umda. Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: October 09, 2011, 12:45:20 PM »
Reply with quote
Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
Laut aana wapas ussu bhes mein.

Hume dar bahut rehta hai iss baat ka.
Mausam badalta rehta hai zazbaat ka.
Suna hai pardes ki hawa mein mehak aur hai.
Kahin koi jadoo na chal jaye halaat ka.

Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
Laut aana wapas ussi bhes mein.

Wahan dekhnewalon ki nazar bhi aur hai.
Kajrare nainowali koi mausam karde barsaat ka.
Rang to gulon mein har gulshan mein hai.
Juda sa rang hai tere aage meri kainaat ka.

Tum jo jaate rehte ho pardes mein.
laut aana wapas ussi bhes mein.





good
Logged
Sadiq Rizvi
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2011, 02:22:25 PM »
Reply with quote

GOOD...KEEP IT UP...
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #7 on: October 09, 2011, 04:33:48 PM »
Reply with quote
siddiqui ji aapka bahut shukriya ki aapne apna keemati waqt diya aur hausla afzahi ki.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Bahut pyaari,bahut khoobsurat peshkash.Dil khush ho gaya.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: October 09, 2011, 04:35:26 PM »
Reply with quote
raqeeb ji aapka bahut 2 shukriya
thanks for the compliments.
 icon_flower icon_flower icon_flower
waah..waah bahut khoob
Suresh Ji...

Daad qubool farmaayen.

Raqeeb

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: October 09, 2011, 04:37:40 PM »
Reply with quote
thanks a lot for the compliments.
parwaz ji.
aapke compliments padhne mein bahut achha lagta hai.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Suresh Jee Aadaab!

Waah waah janab kia baat hai bahut hi touchi aur
pyaare ahsaas kahe hai aapne...

Is khub aur pur asar kalaam par dili daad O
Mubarakbad kabul kijiye..
Likhate rahiye..
Aate rahiye.. Khush O aabad rahiye..
Khudaa Hafez... Usual Smile         

         

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: October 09, 2011, 04:39:40 PM »
Reply with quote
thanks for the compliments.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Waaaaaaa....h! Suresh ji, Bahut umda. Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: October 09, 2011, 04:42:17 PM »
Reply with quote
thanks adil ji .please keep writing.
good
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: October 09, 2011, 04:42:50 PM »
Reply with quote
thanks sadiq rizvi ji.
GOOD...KEEP IT UP...
Logged
sarfira
Guest
«Reply #13 on: October 10, 2011, 02:20:40 AM »
Reply with quote
bahot khoob janaab Usual Smile

acha laga bahot
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: October 10, 2011, 07:10:13 AM »
Reply with quote
bahut 2 shukriya sirfira ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
aapke compliments ka intezar rehta hai.
bahot khoob janaab Usual Smile

acha laga bahot
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:40:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer