urdu ki tarah rahta hoon

by mamta bajpai on May 28, 2010, 06:12:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2606 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
BAAT BARSON PURANI HAI. SHMASHAN EK DOST KI CHITA JALTE DEKH UNKE MUH SE BARBAS HI NIKAL PADA,

EK MURDA JAL RAHA THA,SARA AALAM THA UDAAS
KAL KE AANE WALE MURDE SAB KHADE THE AASPAAS

SUNANE WALE SANN RAH GAYE.YE SHAYAR THE MADHYA PRADESH KE CHOTE SE ZILE HARDA KE RAHNE WALE JANAB INAYATULLA KHAN SAHEB.URDU KE LIYE UNKI DEEWANGI AISI HAI KI 72 KI UMAR ME BHI TAHJEEB KI IS ZUBAAN KO ZYADA SE ZYADA LOGON TAK PAHUNCHANE KE LIYE KUCH BHI KAR GUZARNE KO TAYYAR HAIN.UNHI KA KAHA EK OR SHAIR AAP KI NAZAR...

SAB MERE APNE HAIN KAHNE KO MERA KOI NAHI
MAI BHI IS SHAHAR ME URDU KI TARAH RAHTA HOON

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #1 on: May 28, 2010, 06:12:37 PM »

MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #2 on: May 28, 2010, 06:21:58 PM »
Reply with quote
THANKS ,
GREAT AADMI KI PAHCHAAN KARAI
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: May 28, 2010, 07:56:55 PM »
Reply with quote
BAAT BARSON PURANI HAI. SHMASHAN EK DOST KI CHITA JALTE DEKH UNKE MUH SE BARBAS HI NIKAL PADA,

EK MURDA JAL RAHA THA,SARA AALAM THA UDAAS
KAL KE AANE WALE MURDE SAB KHADE THE AASPAAS

SUNANE WALE SANN RAH GAYE.YE SHAYAR THE MADHYA PRADESH KE CHOTE SE ZILE HARDA KE RAHNE WALE JANAB INAYATULLA KHAN SAHEB.URDU KE LIYE UNKI DEEWANGI AISI HAI KI 72 KI UMAR ME BHI TAHJEEB KI IS ZUBAAN KO ZYADA SE ZYADA LOGON TAK PAHUNCHANE KE LIYE KUCH BHI KAR GUZARNE KO TAYYAR HAIN.UNHI KA KAHA EK OR SHAIR AAP KI NAZAR...

SAB MERE APNE HAIN KAHNE KO MERA KOI NAHI
MAI BHI IS SHAHAR ME URDU KI TARAH RAHTA HOON

sahi kaha janab ne......
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: May 28, 2010, 10:17:03 PM »
Reply with quote
BAAT BARSON PURANI HAI. SHMASHAN EK DOST KI CHITA JALTE DEKH UNKE MUH SE BARBAS HI NIKAL PADA,

EK MURDA JAL RAHA THA,SARA AALAM THA UDAAS
KAL KE AANE WALE MURDE SAB KHADE THE AASPAAS

SUNANE WALE SANN RAH GAYE.YE SHAYAR THE MADHYA PRADESH KE CHOTE SE ZILE HARDA KE RAHNE WALE JANAB INAYATULLA KHAN SAHEB.URDU KE LIYE UNKI DEEWANGI AISI HAI KI 72 KI UMAR ME BHI TAHJEEB KI IS ZUBAAN KO ZYADA SE ZYADA LOGON TAK PAHUNCHANE KE LIYE KUCH BHI KAR GUZARNE KO TAYYAR HAIN.UNHI KA KAHA EK OR SHAIR AAP KI NAZAR...

SAB MERE APNE HAIN KAHNE KO MERA KOI NAHI
MAI BHI IS SHAHAR ME URDU KI TARAH RAHTA HOON

bhut khoob thnxxxx for sharing

aslam
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: May 28, 2010, 11:09:56 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Mamta Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: May 29, 2010, 10:09:48 AM »
Reply with quote
Subhan Allah, Subhan Allah,.

Ye Ashaar To Gehna Hai,.

Sab Mere Apne Hain, Kehne Ko Mera Koi Nahi,.
Main Bhi Is Shehar Mein Urdu Ki Tarah Rehta Hoon,.

-Inayat Ulla Khan-

Thanks For Sharing It Mamta Ji,.

Pehle Ashaar Bhi Mashallah, Ek Dum Sahi Hai,.

Thanks For Sharing This Ashaars With Us, Hume Aur Bhi Ashaaron Ka Intezaar hai,.

Thank U,.

Azeem
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #7 on: May 29, 2010, 01:55:47 PM »
Reply with quote
Agar poosible hoga to Inayatullah Saheb ke aur kalam bhi yaha share kare isi thread par..........yeh 2 sher behad pasand aaye, khaskar jo unhone Urdu ki haalat par kaha.
Logged
shafaq
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2010, 03:10:27 PM »
Reply with quote
   Sahir ludhiyanvi ne bhi Urdu se mutallique apni shairi main kuch is tarah ka khayal pesh kiya tha. Mulahza farmayain.
       Jin shahron main goonji thi Urdu ki nawa barson,
       un shahron Urdu be nam o nishan thahri.
       azadiye kamil ka ailan huwa jis din,
       matoob zaban thahri ghaddar zaban thahri.
       Ghalib jise kahte hain Urdu hi ka shair tha,
       Urdu pe sitam dha ke Ghalib pe karam kiyon hai.

    Shafaq
   Allahabad.

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: May 30, 2010, 06:06:49 PM »
Reply with quote
wah mamta ji bahut gehraa hi likha hai unhone .thanks for sharing.
 icon_flower icon_flower
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #10 on: June 01, 2010, 12:43:12 PM »
Reply with quote
Wah Mamta ji bahot ba-maani sher aapne post kiya hai. Shukriya.
(duplicate topics are merged)
Logged
vb
Guest
«Reply #11 on: June 01, 2010, 02:29:45 PM »
Reply with quote
shukriya k share kiya.. isay..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:55:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer