~*~ Waqt lag jata bahaut hai ~*~ by Rahim

by dead heart on April 08, 2011, 09:31:24 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1812 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Kayi baar suna hai ‘zindagi chalte rehne ka naam hai’,
Tajurbe se jana paisa hi insaan ko dor’rata bahaut hai..

Shaksiyat aur kirdar chahe dhool se saje hue ho,
Insaan toh apne jisme ko bas sanwarta bahaut hai..

Jab dard urooj par ponch behta hai ankhon se meri,
Khuda bhi badalon se pani barsata bahaut hai..

Meri tarha sabhi ko chahiye ek pyaar karne wala dil,
Bas woh dil tak ponchne main waqt lag jata bahaut hai..

Badi mushkil se milte hai wafa nibhane wale dost yahan,
Nadan mager insaan hai jo rishton ko gawata bahaut hai..

Usse bhoolna chaha toh jaise zakhmon pe parda hogaya,
Zindagi ko jeene ki ek nayi umeed liye jeeta hai dil aj kal,
Par dekho ‘Khamosh’ ki dunia main phir bhi san’natta bahaut hai..

Ae Khuda tera shukar hai mager ek meethi si shikayat hai tujse,
Ek hamsafar kay liye tu mujhe tarsata bahaut hai..

Usse lagta hai dhoor jakar usne kam kar diye sitam apne,
Khayalon main aa kar mere aj bhi mujhe woh rulata bahaut hai..

Kuch zyada likh gaya aj toh maafi chahta hoon doston,
Bas yeh nadan sa dil hai ‘Khamosh’ ka jo likhwata bahaut hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Gunhegaar bahaut hai** by Rahim by dead heart in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
**Madadgar bahaut hai** by Rahim by dead heart in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
**Andhera bahaut hai** by Rahim by dead heart in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
**Adhura bahaut hai** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Gareeb bahaut hai~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
manjum
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2011, 09:53:43 AM »
Reply with quote
kya baat hai rahimji... kin shabdon main tarif karun...  bahut khub....

 Applause Applause Applause
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2011, 12:44:33 PM »
Reply with quote
waah dost…
kamaal ke theame par alag alag sach likh dala…
umda behad umda…

ek bat kahni he mujhe
““
aye dost--apni nagmo ko pesh karne me
hame tu, tadpaata bahut hai

tere nagmo ki kare kya tareef hum
kabhi kadwi sachai to kabhi dil ki zazbato se, tu hame rulaata bahut hai
””
khus raho dost
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #3 on: April 08, 2011, 01:05:26 PM »
Reply with quote
bht bht khoob rahim...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2011, 01:14:03 PM »
Reply with quote
kya baat hai rahimji... kin shabdon main tarif karun...  bahut khub....

 Applause Applause Applause
Bahaut bahaut shukriya Manjum jee..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2011, 01:19:32 PM »
Reply with quote
waah dost…
kamaal ke theame par alag alag sach likh dala…
umda behad umda…

ek bat kahni he mujhe
““
aye dost--apni nagmo ko pesh karne me
hame tu, tadpaata bahut hai

tere nagmo ki kare kya tareef hum
kabhi kadwi sachai to kabhi dil ki zazbato se, tu hame rulaata bahut hai
””
khus raho dost
Bahaut bahaut shukriya Nirala dost..
apki shikayat jayaz hai aur koshish karunga
kay jaldi likhoun..
Aur rulane wali baat ko ek compliment samaj rakhunga..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: April 08, 2011, 01:21:43 PM »
Reply with quote
bht bht khoob rahim...

Bahaut bahaut shukriya Priya di..
Khush rahiye..!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: April 08, 2011, 02:05:54 PM »
Reply with quote
waah waah waah.. Kya baat hai Bhai... Bahoot Khoob Likha hai jaise Dil Ke ehsaaso ko sabdo mein Utaar diya ho,,, bahoot lajawaab Bhai !!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: April 08, 2011, 02:09:20 PM »
Reply with quote
waah waah waah.. Kya baat hai Bhai... Bahoot Khoob Likha hai jaise Dil Ke ehsaaso ko sabdo mein Utaar diya ho,,, bahoot lajawaab Bhai !!
Haan di bas lavson ko ehsaason main hi uttarta rehta hoon..
Bahaut bahaut shukriya apka..
Khush rahiye..!
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #9 on: April 08, 2011, 04:19:58 PM »
Reply with quote
mast mast poem Rahim-bhai..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Ae Khuda tera shukar hai mager ek meethi si shikayat hai tujse,
Ek hamsafar kay liye tu mujhe tarsata bahaut hai............
................................................. ...........................................mast lines hain.....

Kayi baar suna hai ‘zindagi chalte rehne ka naam hai’,
Tajurbe se jana paisa hi insaan ko dor’rata bahaut hai..

Shaksiyat aur kirdar chahe dhool se saje hue ho,
Insaan toh apne jisme ko bas sanwarta bahaut hai..

Jab dard urooj par ponch behta hai ankhon se meri,
Khuda bhi badalon se pani barsata bahaut hai..

Meri tarha sabhi ko chahiye ek pyaar karne wala dil,
Bas woh dil tak ponchne main waqt lag jata bahaut hai..

Badi mushkil se milte hai wafa nibhane wale dost yahan,
Nadan mager insaan hai jo rishton ko gawata bahaut hai..

Usse bhoolna chaha toh jaise zakhmon pe parda hogaya,
Zindagi ko jeene ki ek nayi umeed liye jeeta hai dil aj kal,
Par dekho ‘Khamosh’ ki dunia main phir bhi san’natta bahaut hai..

Ae Khuda tera shukar hai mager ek meethi si shikayat hai tujse,
Ek hamsafar kay liye tu mujhe tarsata bahaut hai..

Usse lagta hai dhoor jakar usne kam kar diye sitam apne,
Khayalon main aa kar mere aj bhi mujhe woh rulata bahaut hai..

Kuch zyada likh gaya aj toh maafi chahta hoon doston,
Bas yeh nadan sa dil hai ‘Khamosh’ ka jo likhwata bahaut hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: April 09, 2011, 02:14:21 AM »

Rahim Ji .. EhsaasoN ko bahut asardaar dhang se pesh kiya hai aapne ... behad umdaa soch ke likhe khayaal pasand aaye hume .. tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2011, 03:21:18 AM »
Reply with quote
mast mast poem Rahim-bhai..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Ae Khuda tera shukar hai mager ek meethi si shikayat hai tujse,
Ek hamsafar kay liye tu mujhe tarsata bahaut hai............
................................................. ...........................................mast lines hain.....

Teh teh dil se shukriya Koyal di..
Yeh shaer likhte waqt soch raha tha kay kahin log
isse galat na samjhe..
Acha laga jankar kay apne iske sai mayne samjhe..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2011, 03:22:36 AM »
Reply with quote
Rahim Ji .. EhsaasoN ko bahut asardaar dhang se pesh kiya hai aapne ... behad umdaa soch ke likhe khayaal pasand aaye hume .. tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Bahaut bahaut shukriya Naresh bhai..
Hamesha saath dene kay liye teh dil se shukriya..
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: April 09, 2011, 07:30:40 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob mere Dost!!!

Huemsha Ki Tarah Aapki kalam Sach Hi likhti hai..

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: April 09, 2011, 09:37:55 AM »
Reply with quote
Kayi baar suna hai ‘zindagi chalte rehne ka naam hai’,
Tajurbe se jana paisa hi insaan ko dor’rata bahaut hai..

Shaksiyat aur kirdar chahe dhool se saje hue ho,
Insaan toh apne jisme ko bas sanwarta bahaut hai..

Jab dard urooj par ponch behta hai ankhon se meri,
Khuda bhi badalon se pani barsata bahaut hai..

Meri tarha sabhi ko chahiye ek pyaar karne wala dil,
Bas woh dil tak ponchne main waqt lag jata bahaut hai..

Badi mushkil se milte hai wafa nibhane wale dost yahan,
Nadan mager insaan hai jo rishton ko gawata bahaut hai..

Usse bhoolna chaha toh jaise zakhmon pe parda hogaya,
Zindagi ko jeene ki ek nayi umeed liye jeeta hai dil aj kal,
Par dekho ‘Khamosh’ ki dunia main phir bhi san’natta bahaut hai..

Ae Khuda tera shukar hai mager ek meethi si shikayat hai tujse,
Ek hamsafar kay liye tu mujhe tarsata bahaut hai..

Usse lagta hai dhoor jakar usne kam kar diye sitam apne,
Khayalon main aa kar mere aj bhi mujhe woh rulata bahaut hai..

Kuch zyada likh gaya aj toh maafi chahta hoon doston,
Bas yeh nadan sa dil hai ‘Khamosh’ ka jo likhwata bahaut hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

 andaaz-e-bayaan apne mokhtasar karle sheba,
samajhne wale ishaare bahut dooor se dekhte hain..!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:36:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer