Wo Baatein Bahoot Yaad Aaii!!!

by Pooja on February 25, 2009, 12:26:21 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2905 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Is thread ki post padte waqat kuch lines man main aai wo he yah alikhne ja rahi hu: http://www.yoindia.com/shayariadab/critics-and-review-only-forum/ajj-phir-udhas-hu-t21080.0.html

Apni udaasi main ajj, teri udaas raatein yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Bin kahe samjhna, samjh kar wo humara hans dena
Ajj ussi hansi ki yaad main, ankhein bhar bhar aai

Nigahein rahi wohi, waqat badal gaya
Bardte tufaano mai, na pata chala, her armaan kidher gaya
Tanhaai ke is alam main, wo teri Mehfil yaad aai

Khata na thi teri, gunah nahi tha mera
Khud ko khud he bas main na thi samjha paai
Tere wo ansoo, teri her duhai, ajj jaan per meri ban aai

Dhadkane bhi hui zakhmi, dil bhi hua ghayal
Ghayal man se kuch bhi na main thik kar paai
Jaane anjaane main hua jo, kismet bhi na use thik kar paai

Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein ajj bahoot yaad aai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhey yaad aati hain bachpan ki baatein by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Laut aa Tu,ke teri yaad bahoot aati hai by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
Yaad Aayeingi Hamari Baatein... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ye baatein yaad rahegi(AD) by rayees abdullah in Miscellaneous Shayri
YAAD AATI HAIN YAAR KI BAATEIN....Hasan by F.H.SIDDIQUI in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
pandit
Guest
«Reply #1 on: February 25, 2009, 01:04:46 AM »
Reply with quote
waah pooja jee..
kya baat hai jee...
bahut khob...
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: February 25, 2009, 01:17:42 AM »
Reply with quote
Pooja jee..

Wo Gujra jamana aur milne ka bahana,
Wo panchiyon k jaise ghonsale banana,
Khudi se kar k baatein khud muskurana,
Wo raato me jag k neendo ko sulana,
Hai yaad aaj bhi mujhe wo beete jamane,
Bhulna to chahoon par na chahoon bhulana... Is it SO!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: February 25, 2009, 02:24:33 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai Pandit ji.. bahoot khoob .. yah do line to kamaal ki likh gaye hai app

Wo raato me jag k neendo ko sulana,
Bhulna to chahoon par na chahoon bhulana...
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: February 25, 2009, 02:44:45 AM »
Reply with quote
Is thread ki post padte waqat kuch lines man main aai wo he yah alikhne ja rahi hu: http://www.yoindia.com/shayariadab/critics-and-review-only-forum/ajj-phir-udhas-hu-t21080.0.html

Apni udaasi main ajj, teri udaas raatein yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Bin kahe samjhna, samjh kar wo humara hans dena
Ajj ussi hansi ki yaad main, ankhein bhar bhar aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Nigahein rahi wohi, waqat badal gaya
Bardte tufaano mai, na pata chala, her armaan kidher gaya
Tanhaai ke is alam main, wo teri Mehfil yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Khata na thi teri, gunah nahi tha mera
Khud ko khud he bas main na thi samjha paai
Tere wo ansoo, teri her duhai, ajj jaan per meri ban aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Dhadkane bhi hui zakhmi, dil bhi hua ghayal
Ghayal man se kuch bhi na main thik kar paai
Jaane anjaane main hua jo, kismet bhi na use thik kar paai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Apni udaasi main ajj, teri udaas raatein yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein ajj bahoot yaad aai

Wah wah ... Bahut khoob Pooja di
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: February 25, 2009, 02:48:22 AM »
Reply with quote
Thanks Roja
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: February 25, 2009, 02:55:01 AM »
Reply with quote
Pooja di
Aaj chaman ke her phool per nikar tera hai
Kaliyon per jo hai woh sringaar tera hai

Hamara kaun hai jo sunega hamari sada
Hum jante hai ki sara sansaar tera hai

Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: February 25, 2009, 05:43:21 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai Pandit ji.. bahoot khoob .. yah do line to kamaal ki likh gaye hai app

Wo raato me jag k neendo ko sulana,
Bhulna to chahoon par na chahoon bhulana...

Thanks pooja jee...
Buss aap k lines k jawaab me pata nahi kaise likh diyaa..
thanks to u rather...
Logged
pandit
Guest
«Reply #8 on: February 25, 2009, 05:43:40 AM »
Reply with quote
Pooja di
Aaj chaman ke her phool per nikar tera hai
Kaliyon per jo hai woh sringaar tera hai

Hamara kaun hai jo sunega hamari sada
Hum jante hai ki sara sansaar tera hai

Great lines Roja jee...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: February 25, 2009, 04:33:54 PM »
Reply with quote
Pooja di
Aaj chaman ke her phool per nikar tera hai
Kaliyon per jo hai woh sringaar tera hai

Hamara kaun hai jo sunega hamari sada
Hum jante hai ki sara sansaar tera hai

wah kaya baat hai Roja.... sara sansaar humara aor hum apke  NaNaNa
Logged
harishsharmapilot
Guest
«Reply #10 on: February 26, 2009, 03:01:44 PM »
Reply with quote
Is thread ki post padte waqat kuch lines man main aai wo he yah alikhne ja rahi hu: http://www.yoindia.com/shayariadab/critics-and-review-only-forum/ajj-phir-udhas-hu-t21080.0.html

Apni udaasi main ajj, teri udaas raatein yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Bin kahe samjhna, samjh kar wo humara hans dena
Ajj ussi hansi ki yaad main, ankhein bhar bhar aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Nigahein rahi wohi, waqat badal gaya
Bardte tufaano mai, na pata chala, her armaan kidher gaya
Tanhaai ke is alam main, wo teri Mehfil yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Khata na thi teri, gunah nahi tha mera
Khud ko khud he bas main na thi samjha paai
Tere wo ansoo, teri her duhai, ajj jaan per meri ban aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Dhadkane bhi hui zakhmi, dil bhi hua ghayal
Ghayal man se kuch bhi na main thik kar paai
Jaane anjaane main hua jo, kismet bhi na use thik kar paai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein yaad aai

Apni udaasi main ajj, teri udaas raatein yaad aai
Kari thi jo raat raat baith baatein, wo baatein ajj bahoot yaad aai

Well done Pooja ji U wrote a beautiful poem.
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: February 26, 2009, 03:02:52 PM »

Its a beautiful creation....touches deeply somewhere in heart....Bohot Khoob Pooja
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: February 26, 2009, 03:09:16 PM »
Reply with quote

wah kaya baat hai Roja.... sara sansaar humara aor hum apke  NaNaNa

 Usual Smile Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: February 28, 2009, 02:28:38 AM »
Reply with quote
Kya fir chale aaye meri hayaat mein
Mera aashiyan nahi hai kul kayinaat mein
Pyar ki baatein kaise tumse kare "Pooja"
Ki lahoo tapakne laga hai mere jajbaat mein... tongue3
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: February 28, 2009, 03:45:54 AM »
Reply with quote
Kya fir chale aaye meri hayaat mein
Mera aashiyan nahi hai kul kayinaat mein
Pyar ki baatein kaise tumse kare "Pooja"
Ki lahoo tapakne laga hai mere jajbaat mein... tongue3

waah roja jee..
kyaa bata hai..shayarana andaaz ab kaatil bhi ban gaya......
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:30:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer