Nikhaar
Guest
|
Dekh chaand ko baadlon ki panaah mein, wo muskurata bahut tha Uska wo chehra iss dil ko lubhata bahut tha
Kaanton ko daaman mein sahej kar rakhta tha Shayad gulab ko wo chahta bhaut tha
Aos ki bund ko qaid kar liya rango se kaagaz par usne Beh gaye rang , kaagaz ko jo seene se lagata bahut tha
Kaise karte vishwas mohabbat par uski Nafrat na hote hue bhi,nafrat ko wo jtata bahut tha
Na jaane kaisa deewana tha wo Jeevansaathi kehkar hamein pukarta bahut tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 07, 2010, 06:02:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 07, 2010, 06:32:47 PM » |
|
bahut khoob nikhar ji........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 07, 2010, 08:32:39 PM » |
|
Nikhar Jee Aadaab....
Achche khayaal parose hai aapne..... Aapki koshish achchi lage hume daad........
Likhati rahiye ..... Khush rahiye....... Khuda Hafez.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #4 on: September 08, 2010, 03:40:09 AM » |
|
WAH KYA BAAT HAI NIKHAR JI....
KAHENE KO TO MOHABBAT KARTA THA PAR JUBAN SE KUCH BHI NAHI KAHETA THA NA JAANE KAISA "WO DEEWANA" THA INKAR BHI NAHI IKRAR BHI NAHI KARTA THA.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 08, 2010, 11:32:28 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #6 on: September 08, 2010, 01:39:07 PM » |
|
Bada rochak reply hai Koyal ji aapka...... Wo Kagaz pe teri tasveer banaata tha Naak tedhi-Aankh bhengee banata tha.... Kya khoob kaha hai....mazaa aa gaya....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 08, 2010, 03:10:00 PM » |
|
Thanks Anaam aapko pasand aaya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #8 on: September 08, 2010, 06:44:52 PM » |
|
bahut bahut khoob likha hai aapne Nikhaar ji...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 09, 2010, 04:06:31 PM » |
|
shukriya Anaam ji.......waise ye diwana ek khyal hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 09, 2010, 04:43:05 PM » |
|
Nikhar Jee Aadaab....
Achche khayaal parose hai aapne..... Aapki koshish achchi lage hume daad........
Likhati rahiye ..... Khush rahiye....... Khuda Hafez.......
Bahut bahut shukriya Parwaaz ji.....jaankar khushi hui k aapko ye koshish acchi lagi aur hairat bhi hui....... shukriya.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 09, 2010, 05:02:11 PM » |
|
bahut khoob nikhar ji........
shukriya bbl ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 11, 2010, 03:47:02 PM » |
|
WAH KYA BAAT HAI NIKHAR JI....
KAHENE KO TO MOHABBAT KARTA THA PAR JUBAN SE KUCH BHI NAHI KAHETA THA NA JAANE KAISA "WO DEEWANA" THA INKAR BHI NAHI IKRAR BHI NAHI KARTA THA.....
shukriya cara ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 11, 2010, 03:55:46 PM » |
|
Waah Kya baat hai Bahoot Bahoot Bahoot Khoob Pooja... Bahoot hi Umda Likha hai... Kaun hai woh Deewaan ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #14 on: September 12, 2010, 09:27:18 AM » |
|
Waah Kya baat hai Bahoot Bahoot Bahoot Khoob Pooja... Bahoot hi Umda Likha hai... Kaun hai woh Deewaan ? bahtt bahut shukriya Sophi......ye deewana toh sirf ek khyal hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|