wo sab likhna hai mujhe

by bekarar on July 14, 2008, 09:20:18 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 5588 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: July 14, 2008, 11:48:53 AM »
Reply with quote
THANX MAHIYA JI,
THANX BEKARAR JI,
AAP BHI REPLY MEIN KUCH LIKHTE TO
AACHA LAGTA,
IN WAITING....
BY. K.SHAEL

JISKI WAJAH SE TUJHSE DOOR HUI WO WAJAH
AABHI BAKI HAI,
JO MOHABBAT ME HAME MILI WO KHOFNAK SAJA
AABHI BAKI HAI,

WO AANDHERI RAATO KI SUNI GALIYA AABHI
BAKI HAI,
WO BINA CHIRAAG KE JO JALTI RAHI MEHFILE
AABH BAKI HAI,

JO TERE SIWA KISI AUR KO NA NASEEB HUI
WO SHAMA AABHI BAKI HAI,
WO BARSAAT KI BOONDO ME JO DHALKI AANKHON
KI NAMI BAKI HAI,

TERE BAAD JO TOOT GAYE RISHTE UNKI KAMI KA
ZIKAR BAKI HAI,
MERE HAR GAMM ME CHUPI TERI HASSI AABHI BAKI
HAI,

JO TANHAIYO ANDHERO ME KHO GAYI KAHI WO EK
DIWAANI BAKI HAI
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2008, 11:53:02 AM »
Reply with quote
Mahiya, Shally, Sanjeev bro

Chaa gaye tusi te saare Applause Applause Applause

Sab ki dabbi hui feelings lafzon ke zariye bahar nikal rahi hain Thumbs UP

Keep going ! Too good all of you Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #17 on: July 14, 2008, 12:04:45 PM »
Reply with quote
shukriya raj bhai..

likhne ko ab bhi kai kalam baaqi hain,
tere bina siskti kati har shaam baaqi hai,

likhe, phaad kai aise paigaam baaqi hai,
mujh-pe barsate tanz, chup chup ke mera rona
meri zalalat ke kai kisse tamaam baaqi hai,

jinpe saath hum chale the, wade kai kiye,
bichade hum par wo raste badnaam baaqi hai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #18 on: July 14, 2008, 12:19:05 PM »
Reply with quote
THANX RAJBIR JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: July 14, 2008, 01:43:51 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah bahoot khoob Sanjeev, MAhiya and Shally!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2008, 05:52:50 AM »
Reply with quote
THANX POOJA DI,
AAP BHI KUCH LIKHTI TO
AACHA LAGTA,
& SHUKRIYA....
BY. K.SHAEL
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #21 on: July 16, 2008, 06:36:34 AM »
Reply with quote
jakhm har bhar gaya par tees ab bhi baaki hai
tu kar gaya zafa fir bhi mohobbat abhi baaki hai

meri aankhon mei jo rehte the kabhi khwaab bankar
unhi khwaabon ki duniyaa ki daastaan abhi baaki hai

likhne ko to bohut kuch ham har baar likhte hain
par teri mohobbat teri bewafaai teri judaai likhna baaki hai

bichad kar tu mujhse ab tak hai na mila
aa dekh fir bhi tere laut aana ka intzaar baaki hai

milte nahi hain shabd fir bhi likhti jaa rahi hoon
shayad mere tarano ko tujh tak pahunchana abhi baaki hai

tu khush rahe aabad rahe bhale dur rahe nigaahon se
de sake to aur de jaa gam k "bhawna" ka tut kar bikharna abhi baaki hai


bohut khoob bekarar ji and nice reply u all


Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #22 on: July 16, 2008, 04:43:46 PM »
Reply with quote
jakhm har bhar gaya par tees ab bhi baaki hai
tu kar gaya zafa fir bhi mohobbat abhi baaki hai

meri aankhon mei jo rehte the kabhi khwaab bankar
unhi khwaabon ki duniyaa ki daastaan abhi baaki hai

likhne ko to bohut kuch ham har baar likhte hain
par teri mohobbat teri bewafaai teri judaai likhna baaki hai

bichad kar tu mujhse ab tak hai na mila
aa dekh fir bhi tere laut aana ka intzaar baaki hai

milte nahi hain shabd fir bhi likhti jaa rahi hoon
shayad mere tarano ko tujh tak pahunchana abhi baaki hai

tu khush rahe aabad rahe bhale dur rahe nigaahon se
de sake to aur de jaa gam k "bhawna" ka tut kar bikharna abhi baaki hai


bohut khoob bekarar ji and nice reply u all





aapke shabdon ko taras raha tha ye thread.......bahoot achcha likha hai aapne...
likhte rahiye..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: July 16, 2008, 04:48:45 PM »
Reply with quote
bahoot khoob bhawna!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: July 17, 2008, 07:18:47 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
NICE REPLY KAUSHIK JI,
BY. K.SHAEL

KALAM TO LIKHNA SHURU HI KIYA HAI AABHI
KAYI ALFAZ LIKHNE BAKI HAI,
HAR HASEEN-AUR TANHA RAAT ME SAATH DENE
WALE CHAND TAARE BAKI HAI....
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: July 17, 2008, 07:38:16 PM »
Reply with quote
Yahan sab ki post padhi..sab ne ek se badh ke ek likha hai.....Bohot khoob Sanjeev, Mahiya, K. Shael and Bhawna Applause Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: July 18, 2008, 06:20:48 AM »
Reply with quote
THANX CELMIRA,
AAP BHI KUCH SAATH DETI TO
YE THREAD AUR AACHA HO JATA,
PLZZZZ
BY. K.SHAEL
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: July 20, 2008, 06:59:06 AM »
Reply with quote
Iss Thread mein sab ne bahut khoob likha hai..
bahut khhobsurat thread hai bekararji..shukriya Applause Applause Applause
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #28 on: July 20, 2008, 07:23:21 AM »
Reply with quote
bekarar ji,

bahut sundar rachna se awagat karaane ka shukriya.Aapne bhee khoob likha he aage.

Mahiya ji,k.sheelji,bhawna ji,

chal rahi tarz aur tarannum ka khoob saath nibhaaya he appne yahan. behtaraeen panne bun  gaye.

Prateek
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #29 on: July 20, 2008, 07:28:51 AM »
Reply with quote
shukriya prateek ji.....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:20:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer