-----/// Wo yaad aataa rahaa /// ------ Hriday

by ~Hriday~ on August 27, 2012, 01:22:22 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1127 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
naa  mere  din  ka  thikaanaa  rahaa  naa  hi  mere raaton ka rahaa
kisi  cheez  ka  apni  jagah  rehna  huwa  to  uski  yaadon ka rahaa

subah  se  lekar  har  shaam  tak  bas   usi  kaa chehraa yaad rahaa
aabaad  huwaa  har  kisi  ka  jahaan ,  bas  ek  mera barbaad rahaa

suraj  ki  roshni  me  dekhaa , chaand   ki  chaandni  me bhi dekhaa
ek  mera  yaar hai jo meri  nazron se  hameshaa  gumshudaa rahaa

use galiyon me, chaubaaron me paagalon  ki tarha  dhundta rahaa
naa milaa mujhe kahin , jaane  kahaan  chhiptaa chhipaataa  rahaa

main deewaanaa usko yaad karke ,  usse duur bas tadaptaa  rahaa
wo duur kahin baith ke meraa  dard  dekh bas  muskuraataa rahaa

*****HRIDAY*****
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 27, 2012, 05:29:19 PM »
Reply with quote
Usual Smile waahhhh wahhhhh wahhhhhh kp kya khub kaha hai tumne... mastam mast hai yaar
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: August 27, 2012, 07:28:33 PM »
Reply with quote
naa  mere  din  ka  thikaanaa  rahaa  naa  hi  mere raaton ka rahaa
kisi  cheez  ka  apni  jagah  rehna  huwa  to  uski  yaadon ka rahaa

thank u ki mujhe itni shiddat se yaad karte ho. per kyon bhalaa.
icon_geek icon_geek
subah  se  lekar  har  shaam  tak  bas   usi  kaa chehraa yaad rahaa
aabaad  huwaa  har  kisi  ka  jahaan ,  bas  ek  mera barbaad rahaa
acha. tum ek jagah tikk kar kabhi rahte ho aaj ye pasand aayi kal wo pasand aayi.
mere devta apne iss behis dil ko sambhalowarna aaj yahaah kah rahe ho kal pura shahr tumhaari haalat se vakif hoga. majnu kahin ke
Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
suraj  ki  roshni  me  dekhaa , chaand   ki  chaandni  me bhi dekhaa
ek  mera  yaar hai jo meri  nazron se  hameshaa  gumshudaa rahaa
kyaaaaaaaaaaaaaaa    dekhaaaaaa     aur kise dekhaaaaaaa...! waise mujhe dil ki aankho.n se dekhne ki kabhi koshish ki zara bataanaa to Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
use galiyon me, chaubaaron me paagalon  ki tarha  dhundta rahaa
naa milaa mujhe kahin , jaane  kahaan  chhiptaa chhipaataa  rahaa
oye zayada pee rakhi hai kyaa. haan peene ke baad to tumhaari aisi haalat ho hi jati hai.phirghar waale pakad kar laate hain.mujhekhabar mili hai.thik hai intezaar karo kaam khatm kar ke aati hoon.lekin tumhara kya bharo saa aise hi chalta rahaa to meri zindagi jahannum ho jaaye gi drunken_smilie drunken_smilie drunken_smilie drunken_smilie drunken_smilie
main deewaanaa usko yaad karke ,  usse duur bas tadaptaa  rahaa
wo duur kahin baith ke meraa  dard  dekh bas  muskuraataa rahaa

haan haan ab to mera bussssss yehi      kaam   rah gyaa hai  naa. seducive  nature tumhaaraa hai mera nahin
BangHead BangHead

*****HRIDAY*****



bahut khoob hriday......!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: August 28, 2012, 02:44:09 AM »
Reply with quote
bahut umda, dhero dad hriday ji
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: August 28, 2012, 02:56:51 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Kapil jee
discipilined kalaam..structure wise too..aankho ko shaanti dene vaala hara rang..waah
Sheba jee ne comment kar diya..samajhiye laakho ke baraabar
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: August 28, 2012, 03:39:48 AM »
Reply with quote
bahut khoob kapilji achhaa nazm kiyaa hai lafzon ko
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #6 on: August 28, 2012, 03:44:27 AM »
Reply with quote
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley bahut bahut khoob hriday ji behtrein peshkas ke liye dheron daad qabool kijiye...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: August 30, 2012, 05:41:07 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaaa Kasak ji....!!!

Usual Smile waahhhh wahhhhh wahhhhhh kp kya khub kaha hai tumne... mastam mast hai yaar
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: September 23, 2012, 07:39:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Sheba ji for the sweet comments in the sweetest way... thank you soooo much....!!!



bahut khoob hriday......!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: September 24, 2012, 11:11:12 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Nandbahu ji....!!!

bahut umda, dhero dad hriday ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: September 25, 2012, 10:53:42 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Mukesh ji....!!!

Bahut khoob Kapil jee
discipilined kalaam..structure wise too..aankho ko shaanti dene vaala hara rang..waah
Sheba jee ne comment kar diya..samajhiye laakho ke baraabar

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: September 30, 2012, 08:50:16 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Saini ji....!!!

bahut khoob kapilji achhaa nazm kiyaa hai lafzon ko
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: September 30, 2012, 08:50:52 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Pankaj ji....!!!

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley bahut bahut khoob hriday ji behtrein peshkas ke liye dheron daad qabool kijiye...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:36:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer