Woh Aadmi Acha Zaroor Tha "Khwaish"

by khwaish on April 16, 2011, 08:40:53 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6814 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
                 Zindagi Mein Waqt Par Kuch Aisi Bhi Ban Aayi
          Lamhon Ne Khata Ki Aur Sadiyon Ne Saza paayi



kabhi kabhi Hum Apni Zindagi mein Aisi Bhi Khata Kar baithe Hai.
Jiski Saza Humein Umar Bhar Milti hai..
Koi insaan Iss Duniya mein Apne Aap Mein Mukamaal nahi Hota
Kuch Kamiyan, Kuch Nadaaniyan Har
Insaan kar Baithha hai..Issi Soch Par Kuch Likh Raha Hoon




Yeh  Raaz kaun Jaane Kiska Kasoor Tha
Woh Halaat Kamzor The Yaa main Magroor tha

Jo Apne Sab khaas the Woh Aaj paas Bhi Nahi!!!
Faaslon mein paas The par dil Se Woh Door Tha

Shukar Hai ke Neend Se Aankh To khuli Apni!!!
varna Har Khwaab Pehle Hi Tootkar Chakna-Choor Tha

Kuch Palon Ko Thaamkar Sambhaal Leta Gar Mere Bas mein Hota!!!
Par Insaan To Insaan Hi Hai, Waqt Ke Haathon Majboor Tha

Uski Kismat Ne Usse Bahut Badnaam Kiya
  Varna Woh Aadmi Acha zaroor Tha!!!!

Mohabbat,Rishte-Naate sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar mein!!!
Aaj Jiski keemat Kuch bhi nahi Kal sabke Liye Woh Ahle-huzoor Tha..

"Khwaish" Ko Jisne Thaama Tha Har Mushkil mein!!!
Aaj jab dekha usse To Uski Aankhon Mein Bhi Guroor Tha..

                        "Khwaish"
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #1 on: April 16, 2011, 09:05:18 AM »
Reply with quote
waah janaab…
kya hakikat kah gaye aap…
aapki iss umda soch se samna ho gaya warna
ab talak to mai bhi kuch magroor tha…
kuch meh ka nasha to kuch mohabt ka bhi suroor tha…

behad khubsurati se sachchai bayan karti iss post ko hazaaro daad…
khus rahiye
sukriya
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: April 16, 2011, 09:11:22 AM »
Reply with quote
                 Zindagi Mein Waqt Par Kuch Aisi Bhi Ban Aayi
          Lamhon Ne Khata Ki Aur Sadiyon Ne Saza paayi



kabhi kabhi Hum Apni Zindagi mein Aisi Bhi Khata Kar baithe Hai.
Jiski Saza Humein Umar Bhar Milti hai..
Koi insaan Iss Duniya mein Apne Aap Mein Mukamaal nahi Hota
Kuch Kamiyan, Kuch Nadaaniyan Har
Insaan kar Baithha hai..Issi Soch Par Kuch Likh Raha Hoon




Yeh  Raaz kaun Jaane Kiska Kasoor Tha
Woh Halaat Kamzor The Yaa main Magroor tha

Jo Apne Sab khaas the Woh Aaj paas Bhi Nahi!!!
Faaslon mein paas The par dil Se Woh Door Tha

Shukar Hai ke Neend Se Aankh To khuli Apni!!!
varna Har Khwaab Pehle Hi Tootkar Chakna-Choor Tha

Kuch Palon Ko Thaamkar Sabhaal Leta Gar Mere Bas mein Hota!!!
Par Insaan To Insaan Hi Hai, Waqt Ke Haathon Majboor Tha

Uski Kismat Ne Usse Bahut Badnaam Kiya
"Khwaish" varna Woh Aadmi Acha zaroor Tha!!!!

Mohabbat,Rishte-Naate sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar mein!!!
Aaj Jiski keemat Kuch bhi nahi Kal sabke Liye Woh Ahle-huzoor Tha..

"Khwaish" Ko Jisne Thaama Tha Har Mushkil mein!!!
Aaj jab dekha usse To Uski Aankhon Mein Bhi Guroor Tha..

                        "Khwaish"


nice
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: April 16, 2011, 09:36:13 AM »
Reply with quote
"Uski ankhon main guroor tha"
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah Wah Wah..
Dost kamal ka likha hai..Zindagi ki sachayian pesh kar di..!
Khush rahiye..!
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2011, 09:46:58 AM »
Reply with quote
wah wah kaya khoob lekha hai , padte padte kho hi gaya tha main. Bhaut khob Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2011, 11:17:47 AM »
Reply with quote
                 Zindagi Mein Waqt Par Kuch Aisi Bhi Ban Aayi
          Lamhon Ne Khata Ki Aur Sadiyon Ne Saza paayi



kabhi kabhi Hum Apni Zindagi mein Aisi Bhi Khata Kar baithe Hai.
Jiski Saza Humein Umar Bhar Milti hai..
Koi insaan Iss Duniya mein Apne Aap Mein Mukamaal nahi Hota
Kuch Kamiyan, Kuch Nadaaniyan Har
Insaan kar Baithha hai..Issi Soch Par Kuch Likh Raha Hoon




Yeh  Raaz kaun Jaane Kiska Kasoor Tha
Woh Halaat Kamzor The Yaa main Magroor tha

Jo Apne Sab khaas the Woh Aaj paas Bhi Nahi!!!
Faaslon mein paas The par dil Se Woh Door Tha

Shukar Hai ke Neend Se Aankh To khuli Apni!!!
varna Har Khwaab Pehle Hi Tootkar Chakna-Choor Tha

Kuch Palon Ko Thaamkar Sabhaal Leta Gar Mere Bas mein Hota!!!
Par Insaan To Insaan Hi Hai, Waqt Ke Haathon Majboor Tha

Uski Kismat Ne Usse Bahut Badnaam Kiya
"Khwaish" varna Woh Aadmi Acha zaroor Tha!!!!

Mohabbat,Rishte-Naate sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar mein!!!
Aaj Jiski keemat Kuch bhi nahi Kal sabke Liye Woh Ahle-huzoor Tha..

"Khwaish" Ko Jisne Thaama Tha Har Mushkil mein!!!
Aaj jab dekha usse To Uski Aankhon Mein Bhi Guroor Tha..

                        "Khwaish"


Merre zehen vich kuch gallan chal raiya si per lafz sath nhi de rahe si tuadi is peshkash ne merre lafza nu zubaan de diti bahut shukriya sachai aur zindgi touu bhari es peshkash nu likhan layi..
Logged
manjum
Guest
«Reply #6 on: April 16, 2011, 12:02:30 PM »
Reply with quote
kya baat hai khwaishji... ati sundar.... kya khub likha hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 16, 2011, 12:54:55 PM »
Reply with quote
waah janaab…
kya hakikat kah gaye aap…
aapki iss umda soch se samna ho gaya warna
ab talak to mai bhi kuch magroor tha…
kuch meh ka nasha to kuch mohabt ka bhi suroor tha…

behad khubsurati se sachchai bayan karti iss post ko hazaaro daad…
khus rahiye
sukriya

Killbill Ji Aapka Behad se Bhi Zyaada Shukriya Jo Aapne Iss Kalaam Ko itna Pasand Farmaya..Bas Kuch Haqeeqi Baatein Thi jinhe Lafz Dena Chaahta Tha, Aapne Pasand Kiya Aapka Bahut Bahut Shukriya..

Yuhi Saath Dete Rahiyega Dost!!! icon_flower

Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #8 on: April 16, 2011, 01:06:08 PM »
Reply with quote
bht bht khoob khwaish ji...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 16, 2011, 02:52:49 PM »
Reply with quote
nice

Thankyou!!!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: April 16, 2011, 03:12:32 PM »
Reply with quote
Bahut umdaa khayaalaat pesh kiye haiN aapne kalaam meN ... Khwaish Ji !

tamaam tehreer apna asar chhoDhti hai zehn par ... bahut khoob !!
tahe dil se daad hazir hai ... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

yunhi likhte rahiye ... khush raheN ... !!!

duaaoN ke saath ... !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: April 17, 2011, 04:50:07 AM »
Reply with quote
                 Zindagi Mein Waqt Par Kuch Aisi Bhi Ban Aayi
          Lamhon Ne Khata Ki Aur Sadiyon Ne Saza paayi



kabhi kabhi Hum Apni Zindagi mein Aisi Bhi Khata Kar baithe Hai.
Jiski Saza Humein Umar Bhar Milti hai..
Koi insaan Iss Duniya mein Apne Aap Mein Mukamaal nahi Hota
Kuch Kamiyan, Kuch Nadaaniyan Har
Insaan kar Baithha hai..Issi Soch Par Kuch Likh Raha Hoon




Yeh  Raaz kaun Jaane Kiska Kasoor Tha
Woh Halaat Kamzor The Yaa main Magroor tha

Jo Apne Sab khaas the Woh Aaj paas Bhi Nahi!!!
Faaslon mein paas The par dil Se Woh Door Tha

Shukar Hai ke Neend Se Aankh To khuli Apni!!!
varna Har Khwaab Pehle Hi Tootkar Chakna-Choor Tha

Kuch Palon Ko Thaamkar Sabhaal Leta Gar Mere Bas mein Hota!!!
Par Insaan To Insaan Hi Hai, Waqt Ke Haathon Majboor Tha

Uski Kismat Ne Usse Bahut Badnaam Kiya
"Khwaish" varna Woh Aadmi Acha zaroor Tha!!!!

Mohabbat,Rishte-Naate sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar mein!!!
Aaj Jiski keemat Kuch bhi nahi Kal sabke Liye Woh Ahle-huzoor Tha..

"Khwaish" Ko Jisne Thaama Tha Har Mushkil mein!!!
Aaj jab dekha usse To Uski Aankhon Mein Bhi Guroor Tha..

                        "Khwaish"


wow wah wah wah... kaya baat hai ek ek shabd kaya kamaal ka likha hai khwaish....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 17, 2011, 08:38:54 AM »
Reply with quote
"Uski ankhon main guroor tha"
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah Wah Wah..
Dost kamal ka likha hai..Zindagi ki sachayian pesh kar di..!
Khush rahiye..!

Aapka Teh Dil Se Shukriya Dost!!!!

Humesha Saath Dete Rahiyega Dost.. icon_flower

Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #13 on: April 18, 2011, 07:00:20 AM »
Reply with quote
kya bat he khwaish ji........hamesha ki tarah ye bhi bahot hi aachi peshkash he ..........bahot khoob..........ese hi likhtey rahiye......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 18, 2011, 12:50:51 PM »
Reply with quote
wah wah kaya khoob lekha hai , padte padte kho hi gaya tha main. Bhaut khob Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut bahut Shukriya Sanjeev Ji.. icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 06:56:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.234 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer