Woh Hai Tou......Kash

by Sanjeev kash on August 04, 2011, 05:13:56 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 852 times)
Sanjeev kash
Guest
Reply with quote
Who Ho Saath To Kisi Ki Zarurat Nahi Mujhy
Andhere Mein Bhi Roshni Ki Zarurat Nahi Mujhy

Woh Rehta Hai Is Tarah Se Khyaloo mein mere
Kisi Aur Khawab Ki zarurat Nahi Mujhy

Ek Woh Hi Bahut Hai Dukh Baatne Ko Mere
Har Kisi Ko Gum Aapne Sunane Ki Zarurat Nahi Mujhy
 
Uski Har Baat Mein Zamane Ki Adda Dekhti Hai
Kisi Aur Ki Tareef Karne Ki zarurat nahi Mujhy

Us ki Aankhoo Ki Kashish Kahin Dekhne Nahi Detti
Kisi Aur Ko Apna Banane Ki Zarurat nahi Mujhy




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ay kash by muneeb in Shayri-E-Dard
KASH HO JAYEGA KASH by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Kash Agar Pehle.........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Dil bhi liya Dard..Kash.....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Kash Mil Jayee Koi Essa...Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 04, 2011, 05:23:03 AM »
Reply with quote
wah bht khub dear--
mast likha aapne-
lajawaab ehsaas o khayal hain .
daad baht baht daad
keep writing
be happy Usual Smile
***
unhi se roshan ye zindgi
       kaise kare hum kisi aur ki bandagi
***
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: August 04, 2011, 10:11:03 AM »
Reply with quote
sanjeev ji excellent ,superb.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

uski sadgiyan hain itni khoobsoorat .
kisi taajmahal ko dekhne ki zarurat nahin mujhe.

Who Ho Saath To Kisi Ki Zarurat Nahi Mujhy
Andhere Mein Bhi Roshni Ki Zarurat Nahi Mujhy

Woh Rehta Hai Is Tarah Se Khyaloo mein mere
Kisi Aur Khawab Ki zarurat Nahi Mujhy

Ek Woh Hi Bahut Hai Dukh Baatne Ko Mere
Har Kisi Ko Gum Aapne Sunane Ki Zarurat Nahi Mujhy
 
Uski Har Baat Mein Zamane Ki Adda Dekhti Hai
Kisi Aur Ki Tareef Karne Ki zarurat nahi Mujhy

Us ki Aankhoo Ki Kashish Kahin Dekhne Nahi Detti
Kisi Aur Ko Apna Banane Ki Zarurat nahi Mujhy





Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: August 04, 2011, 10:20:45 AM »
Reply with quote
Who Ho Saath To Kisi Ki Zarurat Nahi Mujhy
Andhere Mein Bhi Roshni Ki Zarurat Nahi Mujhy

Woh Rehta Hai Is Tarah Se Khyaloo mein mere
Kisi Aur Khawab Ki zarurat Nahi Mujhy

Ek Woh Hi Bahut Hai Dukh Baatne Ko Mere
Har Kisi Ko Gum Aapne Sunane Ki Zarurat Nahi Mujhy
 
Uski Har Baat Mein Zamane Ki Adda Dekhti Hai
Kisi Aur Ki Tareef Karne Ki zarurat nahi Mujhy

Us ki Aankhoo Ki Kashish Kahin Dekhne Nahi Detti
Kisi Aur Ko Apna Banane Ki Zarurat nahi Mujhy






good
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: August 05, 2011, 06:35:27 AM »
Reply with quote
wah bht khub dear--
mast likha aapne-
lajawaab ehsaas o khayal hain .
daad baht baht daad
keep writing
be happy Usual Smile
***
unhi se roshan ye zindgi
       kaise kare hum kisi aur ki bandagi
***


Thanx. KillBill Ji App Ne Pasand Kiya Aur Apna Samay Hume Diya icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #5 on: August 07, 2011, 08:23:21 AM »
Reply with quote
sanjeev ji excellent ,superb.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

uski sadgiyan hain itni khoobsoorat .
kisi taajmahal ko dekhne ki zarurat nahin mujhe.




Bahut Khoob Likha Hai Appne Suresh Ji

Suresh JI Bahut Bahut Shukriya Pasand Karne KA 
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: August 07, 2011, 08:24:51 AM »
Reply with quote
Thanx. Adil Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:35:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer