**Woh kya jane**

by dead heart on May 13, 2009, 05:19:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2178 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Bahaut purani ghazal hai yeh meri..shayad pehli ghazal hai...Umeed hai pasand ayegi...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

dil tuta hai unke judai  ke ehsaas se,
dil ruta hai unke paas na hone ke ehsaas se,
hum toh akele the aur akele hi rehgaye hai,
yeh baat unka nadan dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ek kabrastan ban gayi hai,
jisme pyar dafnaya jata hai,
judaai ka fateha padaya jata hai,
yeh baat unka magroor dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

rooh behchan hai unke dhoor jane se,
log behchan hai unke paas ane se,
kitni takleef hui hai hume unki bewaffai se,
yeh baat unka nafrat bhara dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ashkon ki tarha bikhar gayi,
rooh judai ki aag main jhal gayi,
dil aansuon ke dariya man dhoob gaya,
yeh saab unka adhura dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

maut bhi nahin ati hai ab,
ansuon ne bhi saath chorr dia hai,
adhure hi reh gaye hai hum unke siva,
yeh baat unka bika hua dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh kya jane... by dead heart in Shayri for Dard -e- Judai
Na jane kya hua hai dil ko... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Tere Bichhad jane se by raahgir in Shayri for Dard -e- Judai
JANE KAB LAUT K AA JAYE WOH JANE WALA by ehsaas chahat ka in Share:Poetry of Separation
Jane kyu??? Jane kyu??? by Dilkash in Share: Poetry of Pain
angel4u
Guest
«Reply #1 on: May 13, 2009, 05:21:53 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat likha hai Rahim.
Really well done Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: May 13, 2009, 05:23:45 PM »
Reply with quote
Bahaut purani ghazal hai yeh meri..shayad pehli ghazal hai...Umeed hai pasand ayegi...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

dil tuta hai unke judai  ke ehsaas se,
dil ruta hai unke paas na hone ke ehsaas se,
hum toh akele the aur akele hi rehgaye hai,
yeh baat unka nadan dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ek kabrastan ban gayi hai,
jisme pyar dafnaya jata hai,
judaai ka fateha padaya jata hai,
yeh baat unka magroor dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

rooh behchan hai unke dhoor jane se,
log behchan hai unke paas ane se,
kitni takleef hui hai hume unki bewaffai se,
yeh baat unka nafrat bhara dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ashkon ki tarha bikhar gayi,
rooh judai ki aag main jhal gayi,
dil aansuon ke dariya man dhoob gaya,
yeh saab unka adhura dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

maut bhi nahin ati hai ab,
ansuon ne bhi saath chorr dia hai,
adhure hi reh gaye hai hum unke siva,
yeh baat unka bika hua dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...





 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob Rahim Nice lines... Thumbs UP
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: May 13, 2009, 05:26:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Angel di aur Jaya di...
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: May 13, 2009, 05:57:27 PM »
Reply with quote
Yeah....read it before also...

http://www.yoindia.com/shayariadab/shayri-for-dard-e-judai/woh-kya-jane-t39245.0.html

It was good to read it again  Winking

Bohot Khoob Rahim
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: May 13, 2009, 06:04:58 PM »
Reply with quote
Shukriya Talat di...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: May 14, 2009, 01:31:01 AM »
Reply with quote
mujhe toh bahut pasand aaya dead heart ji,beautiful,
aap ne bahut khoob likha hai.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2009, 03:57:17 AM »
Reply with quote
Zindagi Kabaristan ban gayee hain....Wah kya lafz jode hain Bohat Khoob DH..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2009, 05:43:40 AM »
Reply with quote
Mindblowing.. bahoot bahoot pyara likha hai.. aur bahoot sweet hai yea .. thank u dobara se post karne k liye...

Logged
Sager4u
Guest
«Reply #9 on: May 14, 2009, 05:59:27 AM »
Reply with quote
Bahut khoob dh ji !                 wo kya jane pyar kya hota hai,kyon ye dil tanhai main rota hai,lekin wo samajhte nahin,unke bina jeena kitna dushwar hota hai.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: May 14, 2009, 07:15:17 AM »
Reply with quote
Bahaut purani ghazal hai yeh meri..shayad pehli ghazal hai...Umeed hai pasand ayegi...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

dil tuta hai unke judai  ke ehsaas se,
dil ruta hai unke paas na hone ke ehsaas se,
hum toh akele the aur akele hi rehgaye hai,
yeh baat unka nadan dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ek kabrastan ban gayi hai,
jisme pyar dafnaya jata hai,
judaai ka fateha padaya jata hai,
yeh baat unka magroor dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

rooh behchan hai unke dhoor jane se,
log behchan hai unke paas ane se,
kitni takleef hui hai hume unki bewaffai se,
yeh baat unka nafrat bhara dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

zindagi ashkon ki tarha bikhar gayi,
rooh judai ki aag main jhal gayi,
dil aansuon ke dariya man dhoob gaya,
yeh saab unka adhura dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...

maut bhi nahin ati hai ab,
ansuon ne bhi saath chorr dia hai,
adhure hi reh gaye hai hum unke siva,
yeh baat unka bika hua dil kya jane...

hum unse kitna pyar karte hai yeh woh kya jane,
pyar ka sahi matlab ek dil ka katil kya jane...




AANSUON NE BHI SAATH CHOAD DIYA HAI......BAHAT ACHCHEY....DH
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2009, 07:15:20 PM »
Reply with quote
Shukriya Madhuwesh jee, Ghayel Saheb, Sophi di, KA jee aur Sager jee..

Bahaut achi addition ki hai apne Sager jee... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 24, 2009, 03:31:15 PM »
Reply with quote
BOhat Achche Rahim Bhai,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: June 25, 2009, 10:02:48 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhaijan
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: June 25, 2009, 11:34:02 AM »
Reply with quote
Bahut bahut accha likha hai aapne Rahim ... Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:24:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer