Woh Pehli.............................Nzar

by fakharenaveed on June 08, 2005, 09:25:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 887 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote
Wo pehli nazar uski kuch kar to gayi thi,
Dheeme se mere dil ko woh har to gayi thi
Meethi ik muskaan apne honthon par sajakar
Madhosh yuN fizaon ko bhi kar to gayi thi
Thha laazmi yun mera yaadon me uski khona
vaar-e-nigah se dil taar-taar kar to gayi thi
Dekh ke woh uska Andaaz-E-Aashikana
aahat bhar se saans meri thhahar to gayi thhi
chhaya hua thha har dam aalam-e-tasavvur
Kaafir is aashiq ko pal me kar to gayi thhi:::::::
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh Meri Pehli Mulakaat thi......!!!!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
teri nzar ne khamosh kar diya by raajaindra in Shayri-E-Dard
PEHLI NAZAR KI PEHLI SHRARAT by ANSHU KANPURIA in Shayri for Khumar -e- Ishq
PEHLI PEHLI BAARISH KI....cara by cara in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: June 09, 2005, 10:23:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Wo pehli nazar uski kuch kar to gayi thi,
Dheeme se mere dil ko woh har to gayi thi
Meethi ik muskaan apne honthon par sajakar
Madhosh yuN fizaon ko bhi kar to gayi thi
Thha laazmi yun mera yaadon me uski khona
vaar-e-nigah se dil taar-taar kar to gayi thi
Dekh ke woh uska Andaaz-E-Aashikana
aahat bhar se saans meri thhahar to gayi thhi
chhaya hua thha har dam aalam-e-tasavvur
Kaafir is aashiq ko pal me kar to gayi thhi:::::::
very nice naveed.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2005, 10:17:10 PM »
Reply with quote
Thanx
Baton hi baton main , kat gayee Zindigi meri,
Kitne rishton main , bat gayee Zindigi meri.

Apni sudh thi na zamane ki khabar,
Ishq ke bazaar main lut gayee zindigi meri.

Kuch waqt ka takaza tha, kuch halat ki majboori,
Har roz badal gayee, shaksiyat meri.

tujhe apna kahoon to kis haq se Naz
Teri sansoon ne cheen li Zindigi meri. :
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #3 on: June 10, 2005, 04:05:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Thanx
Baton hi baton main , kat gayee Zindigi meri,
Kitne rishton main , bat gayee Zindigi meri.

Apni sudh thi na zamane ki khabar,
Ishq ke bazaar main lut gayee zindigi meri.

Kuch waqt ka takaza tha, kuch halat ki majboori,
Har roz badal gayee, shaksiyat meri.

tujhe apna kahoon to kis haq se Naz
Teri sansoon ne cheen li Zindigi meri. :
wah,again very nice.last two r wonderul Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: June 10, 2005, 10:35:19 PM »
Reply with quote
Thanx


SOCHA THA NA KARENGE KISI SE PYAAR NA KARENGE KISI SE VAADA
PAR KYA KARE DOST TU MILA ITNA PYARA KE KARNA PADAH PYAAR KA VADA...........
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #5 on: January 07, 2012, 01:16:30 PM »
Reply with quote
Wo pehli nazar uski kuch kar to gayi thi,
Dheeme se mere dil ko woh har to gayi thi
Meethi ik muskaan apne honthon par sajakar
Madhosh yuN fizaon ko bhi kar to gayi thi
Thha laazmi yun mera yaadon me uski khona
vaar-e-nigah se dil taar-taar kar to gayi thi
Dekh ke woh uska Andaaz-E-Aashikana
aahat bhar se saans meri thhahar to gayi thhi
chhaya hua thha har dam aalam-e-tasavvur
Kaafir is aashiq ko pal me kar to gayi thhi:::::::

acha hai kalam-e-mohabbat
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:55:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.084 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer