Woh Shayar Bhi Kya Shayar "Khwaish"

by khwaish on March 07, 2010, 11:47:30 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4015 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Jis Halaat Se Hum Guzarte Hai
Unhe Qaid Kar Lete Hai Apni Tehreer mein

Zubaan Ki Zaroorat Nahi Humein!!!
Apni Baat Keh Dete Hai Hum Lafzon ki Tasveer Mein

Woh Shayar Bhi kya Shayar!!!!!
Jiske Haath bande Ho Kisi Zanjeer mein

Dil Ka Dard Lafzon Se Bayaan Kar Deta Hoon!!!
Aur Kuch Bhi To Nahi Hai "Khwaish" Ke paas Jaageer Mein

Acha Hoon Yaa Bura Hoon!!! Bas Yehi Hoon!!!!!
"Khwaish" Likhta Nahi kabhi Kisi bandi Hui Lakeer Mein

Shukriya Ada Zaroor Karta Hoon unka Jo Kuch Mashwara Dete Hai!!!
Kuch To Dum Hoga Unki Di Hui Tadbeer mein

"Khwaish" Likhta Rahega Humesha Dil Ke Kalam Se
Sukh-Dukh Ka Kya Hai Woh To Likha Hai Har Ek Ki Taqdeer Mein

               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: March 07, 2010, 01:10:51 PM »
Reply with quote
VERY NICE  Applause Applause Applause Applause Applause
KHWAISH JI.
AAP SACHMUCH KAID NAHIN HAIN.
UUDNE KE LIYE PANKHON KE MOHTAZ NAHIN HAIN.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: March 07, 2010, 06:23:14 PM »
Reply with quote
Haan likte rehna Khwahish jee... Bahaut khoob! Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: March 07, 2010, 06:49:28 PM »
Reply with quote
Wow Khwaish ji.ek se badke ek kavita likhte ho aap.bahut bahut khoob.marvelous creation.aise hi likhte rahiyega. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: March 07, 2010, 07:13:13 PM »
Reply with quote
AAPNEY BAHUT GAHRI BAAT KAHI HAI BAHUT ACHCHA LIKHA HAI KHAWAISH JI...KUCH LOGON KO MASHWERA DENEY KI BURI AADAT HAI........AAP JIS TARAH SEY CHAHAIN APNI BAAT RAKH SAKTEY HAIN.....AUR MAIN IMPROVISATION PER BELIEVE RAKHTI HOON........AUR UNN LOGON SEY GUZARISH HAI...... PLZ BINA MANGEY MASHWARA NAA DAIN AUR (P.M) NA BHEJAIN.....!!! Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: March 07, 2010, 09:09:47 PM »
Reply with quote
bahut hi badhiya likha hai khwaish ji...sach mein bahut hi umda...
Logged
anjaanajnabi
Guest
«Reply #6 on: March 08, 2010, 09:31:22 AM »
Reply with quote
बहुत अच्छा लिखा है बॉस
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #7 on: March 08, 2010, 11:02:23 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji. Bahut achha likha hai. Shandaar.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: March 09, 2010, 11:03:35 PM »
Reply with quote
Mashallah Khwaish Bhai Aapki Har Shayari Mein Koi Na Koi Paighaam Rehta Hai,.

Bohat Achcha Laga Pardhke Is Kalaam Ko,.

Ek Choti Koshish Apni Bhi,.

Main Shayar Hoon Khulke Apne Jazbaat Likhoonga,.
Din Ko Din Raat Ko Raat Likhoonga,.

Tum Koshish Na Karo Kabhi Kaid Karne Ki Mujhe,.
Main To Bas Awaam Ke Dil Ki Baat Likhoonga,.

"Azeem" Hai Shayari Doston, Jo Dil Rakhe Wohi Samjhe Ise,.
Mujhe Jo Mila Hai Shayari Se, Main Bas Wo Tajurbaat Likhoonga,.

-Azeem-
Logged
malli
Guest
«Reply #9 on: March 10, 2010, 03:06:53 AM »
Reply with quote
Jis Halaat Se Hum Guzarte Hai
Unhe Qaid Kar Lete Hai Apni Tehreer mein

Zubaan Ki Zaroorat Nahi Humein!!!
Apni Baat Keh Dete Hai Hum Lafzon ki Tasveer Mein

Woh Shayar Bhi kya Shayar!!!!!
Jiske Haath bande Ho Kisi Zanjeer mein

Dil Ka Dard Lafzon Se Bayaan Kar Deta Hoon!!!
Aur Kuch Bhi To Nahi Hai "Khwaish" Ke paas Jaageer Mein

Acha Hoon Yaa Bura Hoon!!! Bas Yehi Hoon!!!!!
"Khwaish" Likhta Nahi kabhi Kisi bandi Hui Lakeer Mein

Shukriya Ada Zaroor Karta Hoon unka Jo Kuch Mashwara Dete Hai!!!
Kuch To Dum Hoga Unki Di Hui Tadbeer mein

"Khwaish" Likhta Rahega Humesha Dil Ke Kalam Se
Sukh-Dukh Ka Kya Hai Woh To Likha Hai Har Ek Ki Taqdeer Mein

               ~~~~~Khwaish~~~~~

Wonderful... Applause Applause Esp...the following lines...  Thumbs UP

Quote

Woh Shayar Bhi kya Shayar!!!!!
Jiske Haath bande Ho Kisi Zanjeer mein

Dil Ka Dard Lafzon Se Bayaan Kar Deta Hoon!!!
Aur Kuch Bhi To Nahi Hai "Khwaish" Ke paas Jaageer Mein
Logged
malli
Guest
«Reply #10 on: March 10, 2010, 03:10:38 AM »
Reply with quote
Mashallah Khwaish Bhai Aapki Har Shayari Mein Koi Na Koi Paighaam Rehta Hai,.

Bohat Achcha Laga Pardhke Is Kalaam Ko,.

Ek Choti Koshish Apni Bhi,.

Main Shayar Hoon Khulke Apne Jazbaat Likhoonga,.
Din Ko Din Raat Ko Raat Likhoonga,.

Tum Koshish Na Karo Kabhi Kaid Karne Ki Mujhe,.
Main To Bas Awaam Ke Dil Ki Baat Likhoonga,.

"Azeem" Hai Shayari Doston, Jo Dil Rakhe Wohi Samjhe Ise,.
Mujhe Jo Mila Hai Shayari Se, Main Bas Wo Tajurbaat Likhoonga,.

-Azeem-
ahaa.... kya baat hai brother bahut bahut acche  Thumbs UP
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: March 10, 2010, 07:35:09 AM »
Reply with quote
Jis Halaat Se Hum Guzarte Hai
Unhe Qaid Kar Lete Hai Apni Tehreer mein

Zubaan Ki Zaroorat Nahi Humein!!!
Apni Baat Keh Dete Hai Hum Lafzon ki Tasveer Mein

Woh Shayar Bhi kya Shayar!!!!!
Jiske Haath bande Ho Kisi Zanjeer mein

Dil Ka Dard Lafzon Se Bayaan Kar Deta Hoon!!!
Aur Kuch Bhi To Nahi Hai "Khwaish" Ke paas Jaageer Mein

Acha Hoon Yaa Bura Hoon!!! Bas Yehi Hoon!!!!!
"Khwaish" Likhta Nahi kabhi Kisi bandi Hui Lakeer Mein

Shukriya Ada Zaroor Karta Hoon unka Jo Kuch Mashwara Dete Hai!!!
Kuch To Dum Hoga Unki Di Hui Tadbeer mein

"Khwaish" Likhta Rahega Humesha Dil Ke Kalam Se
Sukh-Dukh Ka Kya Hai Woh To Likha Hai Har Ek Ki Taqdeer Mein

               ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: March 10, 2010, 12:26:53 PM »

Kuch alag, kuch naya...bohot bohot khoob Dost  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: March 10, 2010, 12:27:57 PM »
Reply with quote
Mashallah Khwaish Bhai Aapki Har Shayari Mein Koi Na Koi Paighaam Rehta Hai,.

Bohat Achcha Laga Pardhke Is Kalaam Ko,.

Ek Choti Koshish Apni Bhi,.

Main Shayar Hoon Khulke Apne Jazbaat Likhoonga,.
Din Ko Din Raat Ko Raat Likhoonga,.

Tum Koshish Na Karo Kabhi Kaid Karne Ki Mujhe,.
Main To Bas Awaam Ke Dil Ki Baat Likhoonga,.

"Azeem" Hai Shayari Doston, Jo Dil Rakhe Wohi Samjhe Ise,.
Mujhe Jo Mila Hai Shayari Se, Main Bas Wo Tajurbaat Likhoonga,.

-Azeem-

Bohot Khoob Bhai Azeem
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: March 10, 2010, 01:47:14 PM »
Reply with quote
Haan likte rehna Khwahish jee... Bahaut khoob! Applause

Bahut Bahut Shukriya Rahim Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:26:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer