-----/// Ye kahaani uski hai ///----- Hriday

by ~Hriday~ on October 17, 2012, 07:35:30 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1926 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
Reply with quote
likhne   baithaa    hoon   aaj   main ,  yeh kahaani uski hai
laal   yeh   gulaab  ,   kitaab  me ,   yeh   nishaani  uski hai

mehekti  hawaa   jo    chalti  hai ,  wo   deewaani  uski hai
taazgi  hai   phoolon   me   ab  bhi ,   meherbaani  uski hai

dene  ko   kyaa  dun  main  kisi  ko, hai hi kyaa paas mere
seene  se   lagaa    rakhaa  hai ,  yeh yaad puraani uski hai

umra  to  kat  chuki  meri, ab kaise mohabbat karun main
mili  thi  tohfe  me    mujhe  kabhi ,  yeh  jawaani uski hai

mere  geeton  me kahaan  dum hai, unse sab duur hi rahe
gaa  rahaa  hoon  geet   jo  bhi main, yeh zubaani uski hai

main tanhaa, zindagi kaa kuch  bhi mere maksad na rahaa
jee  rahaa  hoon  aaj   bhi ,  magar  ye  zindagaani uski hai

*****HRIDAY*****
Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: October 17, 2012, 07:57:13 PM »

bahut bahut bahut khoob hriday ek ek sher behtreen--aaj kal chaaye hue ho muaaaf karo waqt ki kami se comments mnahin kar pa rahi hoon .....!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #2 on: October 17, 2012, 08:01:40 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Sheba ji.... koi baat nahi, kabhi fursat me aake comment kar dijiyegaa... abhi aapne padh liya mere liye yahi bahut hai... thank you sooooooooooo much... par intezaar rahegaa aapke khoobsurat comment kaa.....!!!

bahut bahut bahut khoob hriday ek ek sher behtreen--aaj kal chaaye hue ho muaaaf karo waqt ki kami se comments mnahin kar pa rahi hoon .....!

Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #3 on: October 18, 2012, 12:24:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob, dhero dad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #4 on: October 18, 2012, 12:28:42 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #5 on: October 18, 2012, 06:30:47 AM »
Reply with quote
likhne   baithaa    hoon   aaj   main ,  yeh kahaani uski hai
laal   yeh   gulaab  ,   kitaab  me ,   yeh   nishaani  uski hai  love9 love9 love9

mehekti  hawaa   jo    chalti  hai ,  wo   deewaani  uski hai
taazgi  hai   phoolon   me   ab  bhi ,   meherbaani  uski hai  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

dene  ko   kyaa  dun  main  kisi  ko, hai hi kyaa paas mere
seene  se   lagaa    rakhaa  hai ,  yeh yaad puraani uski hai

umra  to  kat  chuki  meri, ab kaise mohabbat karun main
mili  thi  tohfe  me    mujhe  kabhi ,  yeh  jawaani uski hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

mere  geeton  me kahaan  dum hai, unse sab duur hi rahe
gaa  rahaa  hoon  geet   jo  bhi main, yeh zubaani uski hai  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

main tanhaa, zindagi kaa kuch  bhi mere maksad na rahaa
jee  rahaa  hoon  aaj   bhi ,  magar  ye  zindagaani uski hai  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

*****HRIDAY*****

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat hi khubsurat ghazal!!!! Aaj kal aap ki kalam kamaal kar rahi hai. Very Very Romantic. Saare Ashaar beautiful hai... Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #6 on: October 18, 2012, 08:18:10 AM »
Reply with quote
likhne   baithaa    hoon   aaj   main ,  yeh kahaani uski hai
To use hi sunaane dete mere bhaai.
laal   yeh   gulaab  ,   kitaab  me ,   yeh   nishaani  uski hai
Uski hai, uski hai, uski hai...
Kah kah kar sar me dard kar diya ek baar ye nahii bataa sakte ki kiski hai

mehekti  hawaa   jo    chalti  hai ,  wo   deewaani  uski hai
Jhot hawa kisi ki diiwani nahee hai, wo to mere paas baithi hai.
taazgi  hai   phoolon   me   ab  bhi ,   meherbaani  uski hai
Allaah taubaa wo larki hai ya, koi gulshan, meri mano to bachke raho usse, phool hai to kaante bhii honge... KaheeN....
dene  ko   kyaa  dun  main  kisi  ko, hai hi kyaa paas mere
seene  se   lagaa    rakhaa  hai ,  yeh yaad puraani uski hai
Purana saamaan hameN chahiye bhii nahee, bas aap hi rakhhe,
umra  to  kat  chuki  meri, ab kaise mohabbat karun main
To janaab budde ho chuke hai. Aur budhaape me bhii larkiyoN pe line maar raheN hai, kuch to saram kareN..
Eska ham par bhii bura asar par sakta hai

mili  thi  tohfe  me    mujhe  kabhi ,  yeh  jawaani uski hai
Udhaar ki jawaani se kaam chalaa rahe ho
mere  geeton  me kahaan  dum hai, unse sab duur hi rahe
gaa  rahaa  hoon  geet   jo  bhi main, yeh zubaani uski hai
Kaun sa gana gaa rahe ho....
Shayad ye ..
.
Gaa rahaa hoN es mahfil me..
Hai naa?

main tanhaa, zindagi kaa kuch  bhi mere maksad na rahaa
jee  rahaa  hoon  aaj   bhi ,  magar  ye  zindagaani uski hai

Aapke paas kuch apnaa bhi hai yaa nahi,
jis cheej ko bhi dekho uski hai, uski hai... To aapka apna kyaa hai

*****HRIDAY*****

Kapil bhaai ki mast kalaam.
Har line jabardast.
Dil khush ho gaya.
Apon ko aapka style bahut pasand aa rela hai.
Par abhii apon aapko rau nahi de sakta hai.
Aage milna aage apon RaU ke saath aapka intizaar karega.
Intizaar bole to wait karega.
.
Aoye serkit chal ab dosri post pe apon ke jaane ka time ho rela hai.
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #7 on: October 18, 2012, 08:34:32 AM »
Reply with quote
likhne   baithaa    hoon   aaj   main ,  yeh kahaani uski hai
laal   yeh   gulaab  ,   kitaab  me ,   yeh   nishaani  uski hai

mehekti  hawaa   jo    chalti  hai ,  wo   deewaani  uski hai
taazgi  hai   phoolon   me   ab  bhi ,   meherbaani  uski hai

dene  ko   kyaa  dun  main  kisi  ko, hai hi kyaa paas mere
seene  se   lagaa    rakhaa  hai ,  yeh yaad puraani uski hai

umra  to  kat  chuki  meri, ab kaise mohabbat karun main
mili  thi  tohfe  me    mujhe  kabhi ,  yeh  jawaani uski hai

mere  geeton  me kahaan  dum hai, unse sab duur hi rahe
gaa  rahaa  hoon  geet   jo  bhi main, yeh zubaani uski hai

main tanhaa, zindagi kaa kuch  bhi mere maksad na rahaa
jee  rahaa  hoon  aaj   bhi ,  magar  ye  zindagaani uski hai

*****HRIDAY*****
waah waah waah waah waah waaaaaaaah
bahut bahut bahut hi khoob Hriday ji.............

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #8 on: October 18, 2012, 11:11:26 AM »
Reply with quote
achaji ab ye uski kaun hai kp...... mastam poetry kp
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: October 18, 2012, 11:18:52 AM »
Reply with quote
Kapil Jee Aadaab!

WaaH waaH janab Kia kahne aapke ... badi hi khoob kalaam kahi hai
aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe janab....Usual Smile
Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: October 18, 2012, 11:25:32 AM »
Reply with quote
Wah kya baat hai Hirday ji.very touching n lovely cration. Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #11 on: October 19, 2012, 11:08:55 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Nandbahu ji....!!!

bahut khoob, dhero dad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #12 on: October 20, 2012, 04:53:32 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Saini ji....!!!

waah waah bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #13 on: October 22, 2012, 08:27:08 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Shireen ji....!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat hi khubsurat ghazal!!!! Aaj kal aap ki kalam kamaal kar rahi hai. Very Very Romantic. Saare Ashaar beautiful hai... Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #14 on: October 26, 2012, 10:58:24 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa bhaai...!!!

Kapil bhaai ki mast kalaam.
Har line jabardast.
Dil khush ho gaya.
Apon ko aapka style bahut pasand aa rela hai.
Par abhii apon aapko rau nahi de sakta hai.
Aage milna aage apon RaU ke saath aapka intizaar karega.
Intizaar bole to wait karega.
.
Aoye serkit chal ab dosri post pe apon ke jaane ka time ho rela hai.

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:29:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer