Yeh Kaisa Shehar Hai "Khwaish"

by khwaish on March 25, 2011, 10:25:18 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2447 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
manjum
Guest
«Reply #1 on: March 25, 2011, 11:05:26 AM »
Reply with quote
bahut khub khwaishji.... ek dam sach baat jo bahut sundar tarike se pesh ki hai aapne....

 Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: March 25, 2011, 11:10:44 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah aur Wah..
Kya baat hai Khwaish dost..
Woh aena wala ashaar, behad khubsoorat hai..
Wakei sochta raha kay woh mere sabse kareeeb hai..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: March 25, 2011, 12:09:37 PM »
Reply with quote
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~


Khwaish Ji .. aapki tehreer ke ehsaas bahut khoob lage hume ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2011, 12:45:48 PM »
Reply with quote
bht bht khoob khwaish ji...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 25, 2011, 12:48:28 PM »
Reply with quote
bht bht khoob khwaish ji...


Priya Ji, Aapka Bahut Bahut Shukriya

Par Aapne Bataya Nahi Kaunsa Ashaar AapkO Sabse acha laga?? icon_flower

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 25, 2011, 12:57:53 PM »
Reply with quote
bahut khub khwaishji.... ek dam sach baat jo bahut sundar tarike se pesh ki hai aapne....

 Applause Applause Applause


Aapka Tehh Dill Se Shukriya Anju Ji..

Yuhi Saath Dete Rahiyega.. icon_flower icon_flower

Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #7 on: March 25, 2011, 12:58:36 PM »
Reply with quote
sry ji...
is baar likhna hi bhul gayi...
3rd one... is very very nice...


Priya Ji, Aapka Bahut Bahut Shukriya

Par Aapne Bataya Nahi Kaunsa Ashaar AapkO Sabse acha laga?? icon_flower


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 25, 2011, 01:21:39 PM »
Reply with quote
sry ji...
is baar likhna hi bhul gayi...
3rd one... is very very nice...



Thankyou Sooooooooo Much Priya Ji.. icon_flower
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: March 25, 2011, 01:23:57 PM »
Reply with quote
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~



Waah waah Waah,,, Kya khoob likha hai Khwaish ji aapne.. bahoot bahoot Khoob !!!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 25, 2011, 01:30:52 PM »
Reply with quote

Waah waah Waah,,, Kya khoob likha hai Khwaish ji aapne.. bahoot bahoot Khoob !!!!!


Thankyou Sooooooo Much Sophi aur Aapne jo pic lagayi hai Bahut Khoobsurat Hai.. icon_flower
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #11 on: March 25, 2011, 02:17:44 PM »
Reply with quote
Your Most Welcome .. and thank you so much... I did with Firworks..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 25, 2011, 03:11:32 PM »
Reply with quote
Hume Aapki Yeh Baat Bilkul Achhi Nahi Lagi Khwaish Bhai
Ki Aapne Dusron Ke Comments Ko Nazar Andaz Kiya...
Baari Baar Line Mein Rep Karte To Aur Bhi Achha Hota
Kyon Ki Har Koi Comments Tabhi Karta Hai Jab Usse Pansad
Aata Hai...Khair Aap Jyada Samajhdaar Hain Khush Rahiye...

~Shihab~


Majid Bhai, Main Humesha Jaisa Aapne kaha waise hi karta aaya hoon..main 1rst reply se hi jawaab deta hoon par aaj maine waisa nahi kiya,Yakeen maniye mere mann Mein aisi Koi Galat Intention nahi thi , mujhe bhi aisa laga ke jinhone pehle comments diye hai, unhe yeh baat galat naa lage, lekin aap yakeen maniye main waha par ek-ek sab ko Acknowledge karna chaahta tha par kuch mashrufiyat kaaran kar nahi paaya..main Aapse Aur Sabse Muafi maangta Hoon..Mujhe Muaaf Kar dijiyega..
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #13 on: March 25, 2011, 03:24:24 PM »
Reply with quote
khwaish ji ek aur behtareen peshkash apki kalam se.........jo likha wo lagbhag kafi sach hi he........umda imagination se likhi hui poetry he.....fir dil ko thandak mili ye padkar........keep it up
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: March 25, 2011, 03:54:05 PM »
Reply with quote
wah wah khwaish ji second last lines are really fantastic and superb lines.
zindagi ki raahon mein girte hue ko koi thamne wala ho .
khwaish ki nazar mein wo shakhs sabse khushnaseeb hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:52:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer