Yeh ! Nimantran ... !!! NARESH MEHRA

by Anshumali on October 19, 2010, 02:09:46 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4161 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Narm Subha Ke
UjLe Phool
Tum
Ley Ke Aai Ho ...

Ban Ke
Mehak
SaansoN MeN
Kab
Utar Ke Aai Ho ...

Chaadar
Samet Ke
Meri YaadoN Ki
Raat
KahaaN
RaKh Ke Aai Ho ...

Preet MeN
Liiptaa
Shaam Ka
Suraj
Sab ! Jism Par
Rang Ke Aai Ho ...

Kar LooN
Aalingan
Yeh ! Nimantran
AankhoN MeN
Bhar Ke Aai Ho ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ke Tum Mujhe Pasand Ho... ! By : NARESH MEHRA by Anshumali in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Jeene Ki Aas Hai Kahiin ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Ghazal : Shaurahat Ka Khilona ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Radhika_2
Guest
«Reply #1 on: October 19, 2010, 05:59:42 PM »
Reply with quote
Chaadar
Samet Ke
Meri YaadoN Ki
Raat
KahaaN
RaKh Ke Aai Ho ...


Ji ... Bahut Khoob .... bahut khaas ehsaas ...  Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2010, 02:21:14 AM »
Reply with quote
Chaadar
Samet Ke
Meri YaadoN Ki
Raat
KahaaN
RaKh Ke Aai Ho ...


Ji ... Bahut Khoob .... bahut khaas ehsaas ...  Applause Applause Applause

Shukriya .... Radhika Ji ... aapke saath aur pasandegi ka ... khush rahen ...

duaaon ke saath ....
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2010, 06:08:27 AM »
Reply with quote
bahut khoob anshumali jiii mast he~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: October 20, 2010, 06:45:40 AM »
Reply with quote
waahhhhhhhh pyaar ki mithi anubhuti liye aapki ye kavita bht hi pyaari lagi naresh ji...aapke likhne ka style impress kiye bina ja hi nahin sakta ji..u r too gud
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: October 20, 2010, 07:30:19 AM »
Reply with quote
Good one Naresh Ji
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #6 on: October 20, 2010, 02:09:46 PM »
Reply with quote
bahut khoob anshumali jiii mast he~

Shukriya ... Abhi Ji ! aapke saath aur pasandegi ka ... aise hi hausla badhaate rahen aage bhi ...

khush rahen ...
duaaon ke saath ....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: October 21, 2010, 09:35:35 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: October 21, 2010, 04:28:32 PM »
Reply with quote
waahhhhhhhh pyaar ki mithi anubhuti liye aapki ye kavita bht hi pyaari lagi naresh ji...aapke likhne ka style impress kiye bina ja hi nahin sakta ji..u r too gud

Kasak Ji ... bahut bahut shukriya ... aapki pasandegi aur ijazat afzaai ka ... aise hi hausla badhaate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ....
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #9 on: October 22, 2010, 02:10:04 PM »
Reply with quote
Narm Subha Ke
UjLe Phool
Tum
Ley Ke Aai Ho ...

Ban Ke
Mehak
SaansoN MeN
Kab
Utar Ke Aai Ho ...

Chaadar
Samet Ke
Meri YaadoN Ki
Raat
KahaaN
RaKh Ke Aai Ho ...

Preet MeN
Liiptaa
Shaam Ka
Suraj
Sab ! Jism Par
Rang Ke Aai Ho ...

Kar LooN
Aalingan
Yeh ! Nimantran
AankhoN MeN
Bhar Ke Aai Ho ...


Naresh Ji !
Radhey Radhey ... !

Bahut khoob raha NIMANTRAN kavita paath ... sabhi panktiya dil ko chhoo gai ... dil se daad ... yunhi likhte rahen ...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: October 23, 2010, 08:55:01 PM »
Reply with quote
Good one Naresh Ji

Rajesh Ji ... aapke saath aur hausla afzaai ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #11 on: October 24, 2010, 04:44:38 AM »
Reply with quote
Naresh Ji ....... bahut khoob ... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: October 24, 2010, 07:43:56 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

Aapki pasandegi aur daad ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: October 26, 2010, 12:41:10 AM »
Reply with quote
Naresh Ji !
Radhey Radhey ... !

Bahut khoob raha NIMANTRAN kavita paath ... sabhi panktiya dil ko chhoo gai ... dil se daad ... yunhi likhte rahen ...

Shukriya ... Rajinder Bhai ! aapki daad ka ! khush rahen .. !

duaaon ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #14 on: October 26, 2010, 12:11:25 PM »
Reply with quote
Naresh Ji ....... bahut khoob ... Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Radhika Ji ! aapki purkhuloos daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:33:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer