khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
«Reply #15 on: April 02, 2010, 11:32:28 AM » |
|
Bahut Bahut Khoob Riyaz Bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #16 on: April 02, 2010, 08:51:40 PM » |
|
U r vry WC ji Tahe dil se bahut bahut shukriya Neel ji ke aapko meri ye koshish achhi lagi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #17 on: April 02, 2010, 08:58:02 PM » |
|
GHAZAL Wo jagah kaun si jahan na gaye Hum tujhe dhoondne kahan na gaye Kar ke laalach yun phans gaye panchhi Phir kabhi soo-e-aasman na gaye (soo-e-aasman=aasman ki taraf) Zakhm to bhar gaye mere lekin Aaj tak zakhmon ke nishaan na gaye Khwab mein bhi na paayenge manzil Leke rehbar jo kaarwan na gaye
Riyaz Ashna
Bahut umda ghazal hai Riyaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #19 on: April 03, 2010, 04:11:52 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ARFAN HAIDER
Guest
|
|
«Reply #20 on: April 03, 2010, 07:34:39 AM » |
|
MERE HATHON SE US KA HATH FAQT IS LIYE CHOOTA 'dost' wo anmol itna tha k main us ki qeemat ada na kar saka.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #21 on: April 03, 2010, 08:29:37 AM » |
|
Neel ji thanks again. I wish you for all happiness.U r vry WC ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #22 on: April 03, 2010, 05:55:08 PM » |
|
Aapka behad shukriya Rajesh ji. Aapki zarranawazi hai ke aapne ye ghazal pasand farmai. Bahut umda ghazal hai Riyaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #23 on: April 04, 2010, 03:06:06 AM » |
|
Wah Irfan ji bahut achha sher aapne post kiya hai. Thanks. MERE HATHON SE US KA HATH FAQT IS LIYE CHOOTA 'dost' wo anmol itna tha k main us ki qeemat ada na kar saka.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #24 on: April 05, 2010, 06:37:25 AM » |
|
Bahut bahaut shukriya Kaash Ji ke aapko meri ye koshish pasand aai. Aapne bhi bahut achha likha hai.bahut khoob,badhia likha hai Riyaaz ji ek sher arz kar rahe hain daad ke taur par
zakhmon ki inayat hai aisi zakhm bhi inayat hain khushi ke maayne insaan ko zakhm kha ke hi milte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #25 on: April 05, 2010, 12:46:17 PM » |
|
Bahut bahut shukriya Madhu didi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #26 on: April 05, 2010, 12:52:57 PM » |
|
wah wah bahut khoob.Riyaz ji. GHAZAL Wo jagah kaun si jahan na gaye Hum tujhe dhoondne kahan na gaye Kar ke laalach yun phans gaye panchhi Phir kabhi soo-e-aasman na gaye (soo-e-aasman=aasman ki taraf) Zakhm to bhar gaye mere lekin Aaj tak zakhmon ke nishaan na gaye Khwab mein bhi na paayenge manzil Leke rehbar jo kaarwan na gaye
Riyaz Ashna
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #27 on: April 06, 2010, 04:23:31 AM » |
|
Aapka behad shukria Suresh ji ke aapko ghazal pasand aai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tasleem ahmad Tasleem
Guest
|
|
«Reply #28 on: April 06, 2010, 05:14:29 AM » |
|
riyaz sahab behad khoobsoorat likha he aapne wah wah
isi zameen ka ek matla arz he Wo mayoos-e-tamnna kyon na su-e-aasman dekhe jo manzil ba manzil apni mehnat ray-e-gaan dekhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #29 on: April 14, 2010, 11:14:09 AM » |
|
GHAZAL Wo jagah kaun si jahan na gaye Hum tujhe dhoondne kahan na gaye Kar ke laalach yun phans gaye panchhi Phir kabhi soo-e-aasman na gaye (soo-e-aasman=aasman ki taraf) Zakhm to bhar gaye mere lekin Aaj tak zakhmon ke nishaan na gaye Khwab mein bhi na paayenge manzil Leke rehbar jo kaarwan na gaye
Riyaz Ashna
Bohot khoobsurat....Bohot khoob Riyaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|