Zarf ka koi naam nahin , Aansoo ka koi daam nahin

by javedarshad on January 02, 2007, 03:36:43 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3682 times)
javedarshad
Guest
«Reply #15 on: July 07, 2009, 02:48:34 AM »
Reply with quote
Madhu ji



Tx. so much for your comments  and  appreciation



tx\



javed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nahin hai mujhe hosh mera Lekin mein madhosh nahin by Ricky in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Just for You !!! - Nahin Nahin Nahin ... by Qutubuddin in Ghazals
{ { ...nahin royee nahin hoon main.....} } by -Kashish- in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
A Saeed
Guest
«Reply #16 on: August 15, 2009, 08:16:33 PM »
Reply with quote
supper. kamal ka likha hai aap ne
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #17 on: August 16, 2009, 03:56:04 PM »
Reply with quote
shukria   saeed sb.





javed
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: August 16, 2009, 04:01:01 PM »
Reply with quote
Nafs farooshoon ki yeh basti hai wasf ka koi kam nahin
Esmat  takoon per  bikti hai zarf ka koi  naam nahin

Sharm-o-haya sab doob gaie hawis ke bahte dharoon main
Jism  ke  sikke  milte  hain  izzat  ka  koi  daam  nahin

Iffat ke parde chaak huye muhabbat bhi badnaam huie
Hawis   inka   mazhab  hai  ulfat  ka  koi naam  nahin

Ikhlaq ke parcham ke neeche hawis ke bande palte hain
Dhuka  in ki  yebaadat  hai  khiffat  ka  koi  naam  nahin

Ishrat ke paimaanoon main ghurbat chalkaaie jati hai
Wahshat ke maikhanoon main azmat ka koi jam nahin

Sharafat ke bazaaroon main insaniyat bechee jati hai
Javed hain quin nam aankhain ansoo ka koi daam nahin


wah wah wah javed ji... wah bahut hi khoob, wah

jasbir singh
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: August 16, 2009, 04:02:37 PM »
Reply with quote
Nafs farooshoon ki yeh basti hai wasf ka koi kam nahin
Esmat  takoon per  bikti hai zarf ka koi  naam nahin

Sharm-o-haya sab doob gaie hawis ke bahte dharoon main
Jism  ke  sikke  milte  hain  izzat  ka  koi  daam  nahin

Iffat ke parde chaak huye muhabbat bhi badnaam huie
Hawis   inka   mazhab  hai  ulfat  ka  koi naam  nahin

Ikhlaq ke parcham ke neeche hawis ke bande palte hain
Dhuka  in ki  yebaadat  hai  khiffat  ka  koi  naam  nahin

Ishrat ke paimaanoon main ghurbat chalkaaie jati hai
Wahshat ke maikhanoon main azmat ka koi jam nahin

Sharafat ke bazaaroon main insaniyat bechee jati hai
Javed hain quin nam aankhain ansoo ka koi daam nahin

 Applause Applause Applause Applause Applause
Wonderful creation Arshad ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #20 on: August 16, 2009, 04:06:34 PM »
Reply with quote
Waah Waah Kya baat hai Javed ji.. bahoot Bahoot Khoob likha hai aapne.. hamesha ki tarah.. bahoot Khoob!
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #21 on: September 03, 2009, 05:41:57 PM »
Reply with quote
Shukria bhai Jasbir aap ka


javed
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 05:09:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer