~*~ Zindagi nain soti ~*~ by Rahim

by dead heart on March 16, 2011, 08:10:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1279 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Mushkilon ko dekh tu bhale ankhein bandd karlega,
Mager yaad rakh maut se pehle zindagi nahin soti..

Tv, fridge, kapde; sabhi hai tere paas sivae shukar kay,
Kyun bhool jata hai kay kayi gharon main nahin hai roti..

Dil uska tujhe hi chahe sada mager thukra deta hai tu,
Keh kay yeh ‘meri girl friend nahin honi chahiye moti..’

Khud ki umar toh mashAllah asmaan jitni unchi hai,
Mager biwi chahiye umar main choti..

Jinke paas zarurat se zada unhe aur milta jata hai,
Jisse zarurat hai; ussi ki khwaish kyun puri nahin hoti?..

Issi desh main rehkar uski yaadein peecha nahin chorrti,
Kahin aur jaa kar ek nayi shuruwat chahta hoon zindagi ki,
Afsos, ‘Khamosh’ ki yeh tamana bhi puri nahin hoti..

Raaton ko bhale neend karlo taklifon ko bhoolane kay liye,
Yaad rakhna doston..Maut se pehle zindagi nahin soti..!

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Zindagi** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Zindagi kya hai~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Zindagi kabrastan si~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
soti sarkar by sureshk in English
TERE NAIN TERE NAIN by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: March 17, 2011, 07:40:53 AM »
Reply with quote
Mushkilon ko dekh tu bhale ankhein bandd karlega,
Mager yaad rakh maut se pehle zindagi nahin soti..

Tv, fridge, kapde; sabhi hai tere paas sivae shukar kay,
Kyun bhool jata hai kay kayi gharon main nahin hai roti..

Dil uska tujhe hi chahe sada mager thukra deta hai tu,
Keh kay yeh ‘meri girl friend nahin honi chahiye moti..’

Khud ki umar toh mashAllah asmaan jitni unchi hai,
Mager biwi chahiye umar main choti..

Jinke paas zarurat se zada unhe aur milta jata hai,
Jisse zarurat hai; ussi ki khwaish kyun puri nahin hoti?..

Issi desh main rehkar uski yaadein peecha nahin chorrti,
Kahin aur jaa kar ek nayi shuruwat chahta hoon zindagi ki,
Afsos, ‘Khamosh’ ki yeh tamana bhi puri nahin hoti..

Raaton ko bhale neend karlo taklifon ko bhoolane kay liye,
Yaad rakhna doston..Maut se pehle zindagi nahin soti..!

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Good One ... Very Deep Thoughts ... Rahim Ji !

dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... khush rahen .. !

duaaoN ke saath ... !
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #2 on: March 17, 2011, 10:35:45 AM »
Reply with quote
good one rahim...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: March 17, 2011, 11:18:02 AM »
Reply with quote
Good poem Rahim-bhai.... Applause Applause Applause Applause Applause

"waqt se pahle aur kismat se jyada na kisi ko mila hai na milega"
Aur kismat karmo se banti hai........nek...achhe karm he answer hai....

Karm na achhe ho tou kismat nahi khulti
Sach he Maut se pehle zindagi nahi soti
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: March 18, 2011, 10:16:29 AM »
Reply with quote
Good One ... Very Deep Thoughts ... Rahim Ji !

dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... khush rahen .. !

duaaoN ke saath ... !
Shukriya Naresh jee..
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 18, 2011, 10:16:48 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Bhai Rahim!!!

Kayi Sher Bahut Gehre aur Zindagi Ki Haqeeqat Ko Darshaate hai..

Bahut AChe.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: March 18, 2011, 10:17:56 AM »
Reply with quote
good one rahim...
Shukriya Priya di..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: March 18, 2011, 10:18:30 AM »
Reply with quote
Good poem Rahim-bhai.... Applause Applause Applause Applause Applause

"waqt se pahle aur kismat se jyada na kisi ko mila hai na milega"
Aur kismat karmo se banti hai........nek...achhe karm he answer hai....

Karm na achhe ho tou kismat nahi khulti
Sach he Maut se pehle zindagi nahi soti
Sach kaha apne di..
Shukriya di..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: March 18, 2011, 10:19:23 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob Bhai Rahim!!!

Kayi Sher Bahut Gehre aur Zindagi Ki Haqeeqat Ko Darshaate hai..

Bahut AChe.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teh dil se shukriya Khwaish dost..
Khush rahiye..!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: March 21, 2011, 03:55:35 PM »
Reply with quote
Nice Rahim Bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 22, 2011, 02:57:42 PM »
Reply with quote
Nice Rahim Bhai
Shukriya Rishi bhai..!
Khush rahiye..!
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #11 on: June 09, 2011, 08:45:45 AM »
Reply with quote
Mushkilon ko dekh tu bhale ankhein bandd karlega,
Mager yaad rakh maut se pehle zindagi nahin soti..

Tv, fridge, kapde; sabhi hai tere paas sivae shukar kay,
Kyun bhool jata hai kay kayi gharon main nahin hai roti..

Dil uska tujhe hi chahe sada mager thukra deta hai tu,
Keh kay yeh ‘meri girl friend nahin honi chahiye moti..’

Khud ki umar toh mashAllah asmaan jitni unchi hai,
Mager biwi chahiye umar main choti..

Jinke paas zarurat se zada unhe aur milta jata hai,
Jisse zarurat hai; ussi ki khwaish kyun puri nahin hoti?..

Issi desh main rehkar uski yaadein peecha nahin chorrti,
Kahin aur jaa kar ek nayi shuruwat chahta hoon zindagi ki,
Afsos, ‘Khamosh’ ki yeh tamana bhi puri nahin hoti..

Raaton ko bhale neend karlo taklifon ko bhoolane kay liye,
Yaad rakhna doston..Maut se pehle zindagi nahin soti..!

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

waah rahim sahab bahut khoob
Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: June 10, 2011, 08:21:49 PM »
Reply with quote

waah rahim sahab bahut khoob
Applause Applause Applause Applause
Teh teh dil se shukriya Adil jee..
Khush rahiye..!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: June 10, 2011, 08:26:30 PM »
Reply with quote
Waah Waah Bahoot Bahoot Khoob Rahim Bahoot hi khoob Likha hai... bahoot gehre aur sache jazabaaton se bhari hai tumari yea peshkash... Bahoot Khoob !!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: June 10, 2011, 08:32:29 PM »
Reply with quote
Waah Waah Bahoot Bahoot Khoob Rahim Bahoot hi khoob Likha hai... bahoot gehre aur sache jazabaaton se bhari hai tumari yea peshkash... Bahoot Khoob !!
Teh teh dil se shukriya Di..
Apka comment karna dil ko bahaut khushi deta hai..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:35:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer