Dulhan ka DIL Suhana hota hai!!!
Ye zindagi ka kia ajab moment hota hai
Zindagi bhar ke ties ko chorna parta hai.
Apnon se mou mor ke, stranger se muskurana parta hai.
Apnon ko dar-e-dil de kar, ghairoOn ko please karna parta hai.
Maan udaas hai, dil heavy hota hai.
Rone ki hasrat hai, phir bi kushsi ka dhoOng rachana parta hai.
Ye zindagi ka kia ajab moment hota hai.
Parents happily rukhsat karte hein, phir kiyoOn aanso bahana parta hai?
Parents 'ghar ki rani' claim karte hein, phir kiyoOn juda karna parta hai?
Jinko kabi jana nai, kiyoOn unka servant banna parta hai?
Larkiyon ki ezzat hoti hai, shadi ke baad kiyoOn degrade hona parta hai?
Jaante hein duniya ka dastoOr hai, lakin amal karna kiyoOn must hota hai?
Ye zindagi ka kia ajab moment hota hai.
Sunte hein kisson mein, happily married, ever after hota hai,
Lakin happily married ke liye, kiyoOn bribe (dahez) dena parta hai?
Log kehte hein ye zindagi ka most starry zamana hota hai
Lakin hum kehte hein, shadi to char din ki chandni, phir scary nights hota hai.
Ye zindagi ka kia ajab moment hota hai.
Bann sawaar ke artificial doll banna parta hai.
Kehte hain, husband ko kush karne keliye, good looking hona hota hai.
Mard surat pe kiyoOn marte, dawlat ka hawaas kiyoOn hota hai?
Jage jage armaan hote hein, dulhan ka tu dil sohana hota hai.
Nice title, that's why I was attracted towards reading your work.
About poem and your way of writing, its nice and very well expressed.
About the content :
1. Kisi ka saath choot jaane par bhi koi rishta toot-ta nahin, dil mein pyar to hamesha ke liye reh jaata hai.
2. Ladki ko kisika servant nahin ban-na padta, jaisa behaviour use apne mummy papa ke saath karna hota hai, waisa hi sasuraal mein bhi. Also, agar ghar ka kaam karne se koi servant banta, to ladki apne ghar mein bhi servant hi hai, sirf sasuraal mein nahin.
3. Mayke mein ladki ki ijjat hoti hai, aur sasuraal mein use degrade hona padta hai, why so? ( I didn't get you here, Sorry. )
4. Dahej : I agree, it's a curse.
5 : Artificial Doll : Kya kisi ke sajne sanwarne mein koi burai hoti hai? I think not. Most of the persons are well dressed in the marriage and I think bride and Groom are the centre of attraction in marriage.
Also, in our society, the meaning of beauty has changed. Face beauty is considered most. But hey, it's upto us whether to be the part of crowd or not, am I right?
Nice effort, Keep writing!