SARVESH RASTOGI
Guest
|
HOLI KE RANG AMBER PE CHHANE LAGE WO HAME PHIR BAHUT YAAD AANE LAGE UNKO CHHOONE KI KHWAISH UMADANE LAGI DIL ME ARMAAN HALCHAL MACHAANE LAGE
MAN HI MAN ME HUIN KITNI TAIYARIAN HASRATON KE GULON SE BHARI KYARIAN DOOR SAARI HUI AAJ BIMARIAN JAB TARANGON ME SAAGAR SAMAANE LAGE
DEKHNA HAI ABHI JO KHAYALON ME HAI CHHOONA HAI WO ABHI JO SAWALON ME HAI AISA KAM HAI ABHI JO UJALON ME HAI AB ANDHERE HAME GUDGUDAANE LAGE
BHAGENGE TO BAHUT WO IDHAR SE UDHAR UNKO JAANE NA DOONGA MAIN BACHKAR MAGAR UNKE ANURODH KA PHIR NA HOGA ASAR CHAHE KITANE HI WO KASMASAANE LAGE
UNPE RANGEEN PHOOLON KA RAS CHHOD KAR KAR HI DALUNGA UNKA BADAN TARBATAR BHEEGANE SE WO AAENGE AISE NAZAR TAJ JYON BARISHON ME NAHANE LAGE
HOLI AAYEE HAME JODANE KE LIYE SARE SHIKAVE GILE CHHODANE KE LIYE AB NAHIN KOI DIL TODANE KE LIYE JAB KI RANGON KI GANGA BAHAANE LAGE
SARVESH RASTOGI PHONE 9810391523 sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 27, 2010, 04:07:02 PM » |
|
Waah Waah Sarvesh ji.. Holi Ke Rango mea bhi Khumaar Bhar diya aapne.. Sach mea Bahoot Bahoot Khoobsoorat likha hai .. Bahoot Umda !
Happy Holi !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 27, 2010, 11:38:31 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 28, 2010, 05:04:04 AM » |
|
Wah wah Rastogi ji bahut achhi lagi aapki ye poem. Holi par kisi ke yaad aane ka bada achha varnan kiya aapne. Beautiful words and nice creation.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 28, 2010, 05:54:26 AM » |
|
SARVESH RASTOGI JI. BAHUT KHOOB IMAGINATION HAI AAPKI. BAHUT ACHHE SE EXPRESS KIYA HAI. AAPSE GUJARISH HUMEN BHI AISE COLOURFUL LIKHNA SIKHAYEN.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 28, 2010, 06:04:36 AM » |
|
Waah Waah Sarvesh ji.. Hili Ke Rango mea bhi Khumaar Bhar diya aapne.. Sach mea Bahoot Bahoot Khoobsoorat likha hai .. Bahoot Umda !
Happy Holi !
Bahut bahut shukriya Sophi Ji Meri rachna pathakon ko pasand aaye isi me meri kamyabi hai Thanks a lot Happy Holi SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 28, 2010, 06:39:16 AM » |
|
Bahut bahut shukriya Madhuwesh Ji badi inspiration milti hai aapse, thanks a lot Happy Holi SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 28, 2010, 09:16:28 AM » |
|
WAH KYA BAAT HAI SARVESH RASTOGI JI....
AAJ YE HAATH SE MAUKA NAHI KHONA HAI UNKA ANG ANG "HOLI KE RANG" SE BHIGONA HAI AAJ APNE PYAAR KA IZHAAR KARNA HAI HAR HAAL MEIN APNI KHWAISH POORI KARNA HAI..
HOLI MUBARAK....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #8 on: February 28, 2010, 09:47:09 AM » |
|
Bahut Bahut Khoob Sarveshji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #9 on: February 28, 2010, 10:25:59 AM » |
|
bahoot hi sunder likha hai sarvesh ji...aapki likhi sabhi kavitayen gungunane ka jee karta hai.....badi sadhi hui lay hai aapki...saath hi vishay par aapki pakad bhi bani rahti hai...dheron shubhkamanyen ..is rachna ko bhi aaur aapko bhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 28, 2010, 10:31:37 AM » |
|
WAH
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 28, 2010, 12:16:22 PM » |
|
Wah wah Rastogi ji bahut achhi lagi aapki ye poem. Holi par kisi ke yaad aane ka bada achha varnan kiya aapne. Beautiful words and nice creation.
Bahut bahut shukriya Riyaz Ji Aap jaise kadardaan hon to likhne ka maza aata hai Meharbani SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 28, 2010, 03:04:46 PM » |
|
SARVESH RASTOGI JI. BAHUT KHOOB IMAGINATION HAI AAPKI. BAHUT ACHHE SE EXPRESS KIYA HAI. AAPSE GUJARISH HUMEN BHI AISE COLOURFUL LIKHNA SIKHAYEN.
Lot of Thanks Sangwan Ji Khubsurat shabdon me aapne tarif ki hai, thanks again Ye to aapki vinamrata hai varna aap to khud bhi bada khoob likhte hain, very nice Hausla badhate rahiye SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|